Re: Jaiza:President Speech
President, central bank members and governor, in sab ki speech bohot important hoti ha kyun k ye mukhtalif logon ki sifarishaat par mulk ki economy se related baray faislay letay hain, jis se currency par bhi farq parta ha, is liye traders or investors in ki speech par bohot focus kartay hain. Speech ma president ki voice tone or aggression ya defending andaz dekha jata ha, jisay dovish tone (agar halaat manfi hain), ya hawkish tone (agar halaat masbat hain) kehtay hain. Agar president ki tone dovish ha to is ka matlab mulki economy se related aainda faisla negative hoga or agar speech hawkish ha, to is ka matlab aainda faisla positive hoga.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим