Jaiza: long aur short positions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: long aur short positions

    long term main kam karny ka ikhtyar b humain khud ko hi hota hay agr humain is main high risk main kam karna hay to is main short term main b kam kar sakty hain to is main khud ko decie karna hota hay boht say jo traders hoty hain seniour traders hain wo market main long term main kam karty hainkunk ay high amount main capital ka use karty hain to is ko long term main trade karty hain jo kay kafi months tak b chal sakti hay or ya phir is main saal tk ka time lag jaye humain is main short term main ye saholat hoti hay kay km time main hum achi earning hasil kar sakty hain kun kay is main minut main earning hoti hay to humain profit b usi time lay kar trade ko close kar sakty humain kafi mehnat say kam karna ho ga kun kay market main active ho kar karty hain to trade kafi earning dyti hay
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: long aur short positions

      long term main kam karna ya is main short term main trade karna ye khud par denpend hota hay kun kay market main jo log seniours hain ya jin kay pass kafi balnce say wo traders market main high risk par kam kar sakty hain ya phir is main log term ko use karty hain long term kafi time main trade ko chlana hota hay salon tk kam zhlta hay kafi maheny lagty hain is main or isi tra humain short term main agr kam karna hay to short term main jab dil kary hum market main profit hasil kar kay order koi close kar sakty hain so humain is main kafi mehnat karna hoti hay kun kay is main risk factor b kafi ziada hota hay agr to is main km time main scalping karty hain to is say ye hota hay kay market main kuch seconds main or ya mintues main hum order main profit hasil kar skty hain
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: long aur short positions

        market main long term main kam karty hain to kafi acha ho sakta hay kun kay trade karny kay liye huamin kafi mehnat karna hoti hay is main agr to hum long term ko dykhty hain to is main wo traders kam karty hain jin kay pass kafi high ammount main balnce hota hay jis say humain trade karny main acha profit ho sakta hay so market main agr success hasil karni hay to activ eho kar kay achy say ana ho ga or is main short term main b traders kam karty hain jis say markte main acha profit hasil ho sakta hay is main agr km time main earning lyni hoti hay to hum scalping b kar sakty hain kun kay scalping karny main aik minut main hum acha profit hasil kar sakay trade ko close kar sakty hain magr is kay liye b achi planing karna or stratgy ka use karna ho ga
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: long aur short positions

          ye baat aap ki bilkul theek hain Ke Dard ko chahiye ke ek time mein 888 Kare aur Dhadak 808 time mein open Na Kare Kyunki agar aap is time main Jyada trades open Karenge to loss ke chances bahut jyada increase ho jayenge isliye ek time mein 888 open kare
           
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: long aur short positions

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            Long positions wo hoty hey jab trader agar koi currency buy kar leta hay to un ka aim ye hota hay key wo es currency ko long time tak apny pass raky aur es currency ko best higher price par sell kar ley, es key ley traders long time apny positions ko open rakty hey aur loss me apny trades ko close karny ki koshish nahi karty jab key short positions wo hoty hey jab traders ko agar minimum be profit ho jaye to wo koshish karty hey key apny positions ko loss me jany se pehly hi close kar len es key ley traders different trading techniques ko be use karty hey (scalping, hedge trading).
            Agar Hum Log long position or short position fake currency by kar lete hain toh phir Hum Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai Kyunki long time tak Apne Paas Rakh De aur usse currency ko best high price for sale kar liye iska Hum logo ko bahut bada ho sakta hai
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: long aur short positions

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Long positions wo hoty hey jab trader agar koi currency buy kar leta hay to un ka aim ye hota hay key wo es currency ko long time tak apny pass raky aur es currency ko best higher price par sell kar ley, es key ley traders long time apny positions ko open rakty hey aur loss me apny trades ko close karny ki koshish nahi karty jab key short positions wo hoty hey jab traders ko agar minimum be profit ho jaye to wo koshish karty hey key apny positions ko loss me jany se pehly hi close kar len es key ley traders different trading techniques ko be use karty hey (scalping, hedge trading).
              Assalamualaikum bhai aapne Jo question Kiya main uske baare mein ye kehna chahat hu k bary main ye advice hay k aap logo long time tak trading Kare aap hi showtime training le rahe Dono Ke Liye sabse Jyada important positions hai wahi hona chahiye ke aap ki posting Jo apko kar rahe hain woh post Mein Diya ke sawal Kitab likhi ho
              Pakistan zindabad
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: long aur short positions

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Long positions wo hoty hey jab trader agar koi currency buy kar leta hay to un ka aim ye hota hay key wo es currency ko long time tak apny pass raky aur es currency ko best higher price par sell kar ley, es key ley traders long time apny positions ko open rakty hey aur loss me apny trades ko close karny ki koshish nahi karty jab key short positions wo hoty hey jab traders ko agar minimum be profit ho jaye to wo koshish karty hey key apny positions ko loss me jany se pehly hi close kar len es key ley traders different trading techniques ko be use karty hey (scalping, hedge trading).
                Assalamualaikum Ji Bhai Jaan long position Mein trading karna Ek bahut hi senior member ka kaam hota hai Kyunki agar aap ek junoon remember Hain To aapko long train nahi karni chahiye aapko short term training Karni chahiye Hame Pareshan Hote Hain Jab aap trading Mein currency go by Karte Hain To am Hota Hai ke currency long time ke Tak aapke paas Rahe yeh ek long term trading dikha sakte hain lekin junior member se kahunga ke woh koshish Kare ke woh short term trading Kare aur scalping strategy ke jariye apne aap ko forex business mein jyada der tak macha Rakhe
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: long aur short positions

                  prolonged positions wo hoty top day jab dealer agar koi forex buy kar leta hay to un ka goal ye hota hay key wo es currency ko long time tak apny skip raky aur es foreign money ko great higher fee par sell kar ley, es key ley investors long term apny positions ko open rakty hey aur loss me apny trades ko near karny ki koshish nahi karty jab key quick positions wo hoty hiya jab buyers ko agar minimal be income ho jaye to wo koshish karty whats up key apny positions ko loss me jany se pehly hello near kar len es key ley traders high-quality trading techniques ko be use karty hi there (scalping, hedge trading).
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: long aur short positions

                    meray khayal k mutabiq har trader ka trade karnay ka apna trading plan hota ha aur apni trading strategy hoti ha jis ki madad se woh trading karta ha to kuch trader long position latay hain aur apni trades ko chalnay detay hain aur dosray woh hotay hai jo sell kartay hia to in ko ham short position kehtay hian lakin is ki deegar explaination bhi ha
                    Long position: woh hoti ha jis ma traders long time frame ko priority detay hain aur long position latay hain profit ko hasil karnay k lye jaisay D1, Weekly, Monthly chart ma trade karna long poisiton ma trading karna hota ha
                    == Short position: is ma trader day ma trading opportunity ko talash kartay hain aur apna profit daily bases pe kmatay hain yeh intraday trading hoti ha
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: long aur short positions

                      forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: long aur short positions

                        Traders trading karte hue different style use karte hain kuch credit score scalping karna pasand hai scripting trading keva strategy Hai Jisme traders small profit Bana kar apni trade ko cut kar dete hain aur bahut set Railways long term trading karte hain Iske Alawa kuch traders short term trading day Karte Hain Har treadle Apne experience ke hisab se trading karta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X