Robot trading batter hay ya individual trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot trading batter hay ya individual trading?
    dear mery khayal me agar traders ka maqsad trading ka experience hasil karna ho ga to wo robot trading se zeyda individual trading ko ehmeyat de ga, otherwise agar traders ka maqsad aur planing profit hi earn karna ho ga to wo individual ya manual trading se zeyda ehmeyat robot trading ko de ga, traders ko chaye key wo experience key maqsad key teht individual trading ya manual trading kia karen es se traders ko bahot zeyda experience hasil ho ga, robot trading us time batter hay jab traders ka apna trading experience achy level ka ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

    je ap ne bilkul theek baat ki ha forex trading karna koi asan kaam ni ha is ma bohat sari cheezon ka khayal rakhna padta ha trading kartay waqt, agar thodi si bhi ghalti ho jaye to os ka hamain loss uthana padta ha is lye forex trading ma bachnay k lye aksar log robot ka use kartay hain un logon ka maqsad sirf aur profit kamana hota ha, aur kuch log forex ko khud seekh kar trading kartay hain to har aik k soch ka farq hota ha
    meray khayal ma individual trading best ha robot trading se q k individual trading se ham darj zail chezain seekhtay hain
    == individual trading se aik expert trader bana ja sakta ha
    == forex knowledge ma izafah hota ha
    == forex trading me experience gain hota ha aur trader ma aitmad ziadah bartah ha
    == Apni trading strategy se robot se ziadah profit kamaya ja sakta ha
    == trader ma professional trading qualities ma izafah hot ha
    is lye ma to individual trading ko prefer karta hun bajaye robot trading ko
    • #3 Collapse

      Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

      bhai main ny rebbort trading nahi ki hai or na he main osko sahi smjhta hun q k main apni trading main individual trading ko importnce deta un q k main wohi karny main intrest rkhta hun es liye apko aghr forex main kamyb hona hai or acha eraning karni hai tu ap ko os k liye individual trading par focus krna chahye q k rebbort trading boht rsiky trading hoti hai or jesa k hum sub jatnty hain k forex bhi aik risky business hota hai or mazzed osko risky karny se apko forex main acha result nahi milta hai tu boht zarori hai k forex main trdaing k liye wo method use karen jis se apka risk kam ho jay or apko apki trdaing main acha profot mily or apko loss hony k chances bhi kam se kam hun
      • #4 Collapse

        Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

        Dear robot trading key benefits limited hey aur limited profit hi traders ko de sakty hey aur agar individual trading ya manual trading key result ko deka jaye to profit be manual trading me zeyda ho sakta hay jab key sab se big advantage es ka ye hay key traders ka expernice time key sath increase hi hota hay traders key expernice me kami nahi a sakti, robot trading some time profit de sakta hay ye profit be traders key luck ki waja se ho sakta hay magar manual trading ya individual trading se profit ki average ko traders apni marzi se increase kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          dear mery khayal me agar traders ka maqsad trading ka experience hasil karna ho ga to wo robot trading se zeyda individual trading ko ehmeyat de ga, otherwise agar traders ka maqsad aur planing profit hi earn karna ho ga to wo individual ya manual trading se zeyda ehmeyat robot trading ko de ga, traders ko chaye key wo experience key maqsad key teht individual trading ya manual trading kia karen es se traders ko bahot zeyda experience hasil ho ga, robot trading us time batter hay jab traders ka apna trading experience achy level ka ho ga.
          Traders ke liye individual trading karna Jyada Bada hota hai maybe trading karte huye individual trading hi karta hoon main kabhi bhi trading karne ke liye liye whats use nahi kiye robots ko use kar ke B traders call loss ho sakta hai Iske ilava Hame robots use karne ke liye alag se payment bhi Karni hoti hai isliye robots use Karne Ko Main Jyada like nahi karta
          • #6 Collapse

            Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

            dear forex trader ap ki baat say agree karta haon main but in sab baton ko sochty huay kay aik akaila inssan hi hamisha independent ho kay confidence kay sath ach afaisla nkar sakta hy na hi usy kisi dosray ka dar hota hay is loiay individual trading best hy insan dosron ki baaton main nahi ata aur achi trading kar sakta hy jiss sat wo khud bahut kuch learn la]]kar sakta hay aur agay barh sakta hy baaz log loss say bachnay ka liay hi robot ka istimal kartay hain but wo taizi say agay nahi barh sakty jub hum apna order lga dety hain tu es k right click karny se hmain trailling stop ka option milta hai es main boht se points hoty hain jis main hum koi bhi point lag skty hain or hmain os main apni marzi se profit mil jata hai es liye zarori hai k aghr ap apni trdaing main trailling stop ka use karna chahty hain tu ap kar skty hain or es ko use karnya k tarika bhi apko lazmi ana chahaye
            • #7 Collapse

              Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

              dear trader robot trading mery khayal say zyada deer tak account nahi chalta kiyon kay log robot ko use kar kay work to kar rhy hein lekin agar market mein zyada movement ho jaye to robo bhe achi tarha say work nahi kar sakty is liye market ko achi tarha judge karna or us mein achi tarha say work karny kay liye acha experience or knowledge hona bohat he zarori ha then he ap market say acha profit earn kar saktyh hein or hard work kay sath ap easy achi earning hasil kar sakty hein is liye robot trading ek bekar cheez ha kiyon kay robot mein sirf mathmatic use kar kay robot ko banya jata ha jo sirf math ko use kar kay trad open karta rehta ha or auto take profit say trad karta ha lekin jab ap market mein ek dam zyada movement ho jaye to apka account wash ho jata ha or ap ka sara balance bhe loss ho sakta ha is liye market mein wait karna or us kay sath work karna achi equity or achy experience kay sath successful rehta ha
              • #8 Collapse

                Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                Bhai jahan tak mera khayal ha trading robot k bary tu main apko kabhi ye mashwara ni don ga k ap trading k liye robot use karyn kyun k robot k liye ap alag se payment karty hain robot khareeddty hain aur robot ki koi garentee bhi ni hoti k apki sari trades profit mein close hon gi is liye main apko mashwara deta hon k ap khud mehnat karyn aur forex trading ka knowledge aktha karyn aur experience gain karyn aur de k o account p practice karyn khud analysis karyn aur khud trade open karyn jab apki practice zayada ho jaye aur demo account p ap ki trading achi ho jaye tu ap real account p khud ap analysis kar k trade open karyn.is tarha apka experince barhy ga aur ap aik din achy trader ban jayn gy.is liye individual trading trading karyn aur khud analysis karyn robot p yaqeen bhi na karyn aur paisa bhi zaya mat karyn,kyun k forex trading mein jo bhi trader mehnat karta ha aur seekhta ha tu wo zaroor success hasil kar leta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  dear mery khayal me agar traders ka maqsad trading ka experience hasil karna ho ga to wo robot trading se zeyda individual trading ko ehmeyat de ga, otherwise agar traders ka maqsad aur planing profit hi earn karna ho ga to wo individual ya manual trading se zeyda ehmeyat robot trading ko de ga, traders ko chaye key wo experience key maqsad key teht individual trading ya manual trading kia karen es se traders ko bahot zeyda experience hasil ho ga, robot trading us time batter hay jab traders ka apna trading experience achy level ka ho ga.
                  individual trading karna robots trading karne se bahut jyada better Hai Jab Hum individual trading karte hain toh usse Hame profit bhi ho jata hai aur Hume learning karne ko bhi bahut jyada Milta Hai trading karne ke liye Jab Hum robots use karte hai to usse bhi Hame loss ho sakta hai aur Hamari trade doulos Main Jaan sakti hai isliye Main To kahunga ke individual trading bahut jyada better hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                    Robot trader ko mobile terminal may bhi aap istemaal ker sektay hain or PC par bhi aap iss ko use ker saktay hain.bhai robot automatic system hay jo kah meta trader main set kr dia jata hay or is say robot order place karta hay order close karta hay dekhain brother robot trading avoid kerna chahiye aik robot aap ko profit bhi dilwaa sekta hay lekin aap ko loss bhi kerwa sekta hay aap robots per kaabhi bhi rely nahi ker sektay hain aik to unn ko itna mehanga kharedna perta hay or aksar fake robot hotay hain loss kerwa detay hain to aap khud trading seekhain ager robot lena hay to acha sa officially recognized robot khareedain unn main loss ki ratio kam hoti hay or fake bhi nahin hotay official robots toh aap individual trading hi kerain toh acha hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                      trading donu he achi hyn agr robot sahe hy to pir to best hy agr robot sahe nai hy to pir ap ka account wo wash kr dy ga es leay robot trading sy ziada behtr hy k ap khud ki trading kryn ap ko experience b ho jaey ga r koi tension b nai ho gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                        rebbort trading:
                        forex trading main rebbort trading aik rsiky trading method hai es main hmain pahly se trading ko set akrna hota hai k hum aysi trading krna chahty hain or es ummed par trdaing karty hain k market es point par ay gi tu hmain profot mil jy ga jub k hum rebbort trading main apny order ko modify nahi kar ksty hain forex main boht kam log rebbort trdaing karty hain es liye meri nazar main yah tarding method sahi nahi hai
                        Individual trading:
                        forex trading main individual trading zeyda best rahti hai jis main hum market ko osi time par follow larty hain or hmain current market ko folow karny se faida bhi mil jata hai es k ilwa hum apni trading main boht se tols bhi use kar skty hain jub k reboort trading main aysa koi option nahi hota hai tu mery khyal main yah trarding metod zxeyda best rhat hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                          Robot trading be profitable sabit ho sakti hai. aur manual trading say b profit earning ke jate hain. Yeh depend karta hai ager automatic trading ka software ya robot ager quality wala available ho to phir traders ko robot trading say b profit hota hai . aur ager robot quality na ho aur tested na ho tu traders ko iss mai loss he hota rehta ha.
                          Iss kay sath sath manual trading ke baat Karin tu proper trading asal mai manual trading he hoti hai . manual trading mai profit earning traders per bohot ziada depend kar rahi hoti hai. ager traders ke skill aur trading experience acha ho aur woh disciplined trading karta ho tu trading mai profit kay chance kafi ziada barh sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                            dear mery khayal me agar traders ka maqsad trading ka experience hasil karna ho ga to wo robot trading se zeyda individual trading ko ehmeyat de ga, otherwise agar traders ka maqsad aur planing profit hi earn karna ho ga to wo individual ya manual trading se zeyda ehmeyat robot trading ko de ga, traders ko chaye key wo experience key maqsad key teht individual trading ya manual trading kia karen es se traders ko bahot zeyda experience hasil ho ga, robot trading us time batter hay jab traders ka apna trading experience achy level ka ho ga.
                            assalamu alaikum bhai bhai donon tarhan ki hi trading ki Ja sakti hai lekin Agar trader ka maqsad ya phr agar wo siraf or siraf profit earn karna chahta hai aur experience Hasil karna uska matlab Nahi Hai To wo robot trading ya manual trading co Hai Zyada importance dega Jab Keh Agar Twitter ka maqsad Yatra trailer trading ke sath sath trading ka experience bhi Haseen karna chahta hai to mujhe lagta hai ke usko robot trading par nahi balki individual trading kohi importance deni chahiye creative ko sirf profit and karne ke liye nahi trading Karni chahiye Barik a trader ko chahiye ke woh experience ke Mukhya sabse Bade trading kare robot trading sirf uss time hi Baithe Hoti Hai Jab traders ka Apna experience hai bahut accha aur jyada ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                              bhai forex trading main jo rebbort trading ka option hai main os k bary main itna knowledge nahi rkhta hon siway es k k yah aik risky trading option hai jis main hum kbhi bhi kamyb trading nahi kar skty hain es liye mian ny zyada detail main es ki leraning nahi ki hai or aghr hum individual trading ki bat karen tu yah bestoption hai trdaing k liye jis main hmain boht faida bhi milta hai or hum apni trdaing ko kafi had tak acha bhi kar skty hain es liye rebbort trading ki nisabt hain es method par trading karni chahye jis main hmain afiad ho or forex main kbhi bhi risk factor par trading nahi karni chahye jis se hmain loss ho or rebbort aik risky factor he hai jis main loss he loss hony k chances hoty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X