Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.
    Forex market main notice kia hhai main apnay two years kay experience main instaforex bonus account per.
    Kay ham jab bhi market price moving trend kay against ho fast tareekay say .
    Means agar bullish trend hai to kisi pivot point ya support ko retest karay to us waqat jo trade banta hai wo kafi had tak hamrat liay faida mand hota hai.
    Market bot jald apna trend resume karnay ka koshish karta hai.
    Means losses recovery kay jis main ham kuch na kuch apnay insta Forex bonus account per trading kay doran profit hasil kar saktay Hain.
    Umeed hai aap ko is jaizay say pelay itefaq hua ho ga.
    Aap ko chiay kay market main trading kartay waqat hamain bot sambhal kar chalna chiay...or aisi opportunities avail karain jab market range main na ho...bas sharp move ho...kiun kay ranging main aap bot confusing ho jain gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

    Dear pehli bat to ye hay key market trend key against kesi be position ko good trade nahi kaha ja sakta, good trades wo hoty hey jo key ya to market reversal move par open key jaye aur ye market agar bahot zeyda low ya up ho to es risk ko reasonable risk be kaha ja sakta hay magar market trend key against kabi be positions ko hold par nahi rakny chaye, market trend ko follow karny waly traders ko be es bat ka zaror khayal rakna chaye key market me jab be reversal movement ajaye to es se pehly hi us ko apny orders close kar deny chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
      Forex market main notice kia hhai main apnay two years kay experience main instaforex bonus account per.
      Kay ham jab bhi market price moving trend kay against ho fast tareekay say .
      Means agar bullish trend hai to kisi pivot point ya support ko retest karay to us waqat jo trade banta hai wo kafi had tak hamrat liay faida mand hota hai.
      Market bot jald apna trend resume karnay ka koshish karta hai.
      Means losses recovery kay jis main ham kuch na kuch apnay insta Forex bonus account per trading kay doran profit hasil kar saktay Hain.
      Umeed hai aap ko is jaizay say pelay itefaq hua ho ga.
      Aap ko chiay kay market main trading kartay waqat hamain bot sambhal kar chalna chiay...or aisi opportunities avail karain jab market range main na ho...bas sharp move ho...kiun kay ranging main aap bot confusing ho jain gay.
      Agar Humma market ke friend ke against read karna chahte hain to uske liye Hame kitna intezaar Jarur karna chahiye Ke Jab tak market ke pehle wala trend clothes Na Ho Hame new trend Sath nahi karna chahiye is SEBI Hame trading Karke loss ho sakta hai isliye Pehle ek friend ko close hone De aur uske baad dusri trade start Kare Agar and close nahi hua aur aapne trailer gadi to aap ko bahut jyada loss ho sakta hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

        dear forex tarader ap ki aat sahi bahi hay aur nahi bhi kun kay aik ach9i trading kabhi bhi market trend kay against nahi ho sakti kun kay haum jab bhi trading kartay hain markket kay trend ko daikhty huay kartay hain tabi kuch na kuch hasil kar dakty hain ap ko chhiay kay ap wait karen aur sahi moqa milnay par trading karen jis say apko faida hoga aur ap hamaisha market kay trend pa nazar rakhen aur market ko sath lay kay chahlen Aap ko chiay kay market main trading kartay waqat hamain bot sambhal kar chalna chiay...or aisi opportunities avail karain jab market range main na ho...bas sharp move ho...kiun kay ranging main aap bot confusing ho jain gay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
          Forex market main notice kia hhai main apnay two years kay experience main instaforex bonus account per.
          Kay ham jab bhi market price moving trend kay against ho fast tareekay say .
          Means agar bullish trend hai to kisi pivot point ya support ko retest karay to us waqat jo trade banta hai wo kafi had tak hamrat liay faida mand hota hai.
          Market bot jald apna trend resume karnay ka koshish karta hai.
          Means losses recovery kay jis main ham kuch na kuch apnay insta Forex bonus account per trading kay doran profit hasil kar saktay Hain.
          Umeed hai aap ko is jaizay say pelay itefaq hua ho ga.
          Aap ko chiay kay market main trading kartay waqat hamain bot sambhal kar chalna chiay...or aisi opportunities avail karain jab market range main na ho...bas sharp move ho...kiun kay ranging main aap bot confusing ho jain gay.
          Agar Hum market ke Trend ke against trading karna chahte hain to uske liye zaroori hai ke hum Pehle Jo trend chal raha hai usko khatam hone ka wait kare aur uske baad hatred Kare Jo keh Agar Ek trend Khatam Na Hua aur Humne Uske against trade Laga De Do Hame trading karke bahut jyada loss ho sakta hai isliye jab tak dried complete Na Ho against trade Na Kare
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

            Market key current trend key ageist trade key open karny ko koi be expert trader good trading nahi keh sakty, good trading wo hoti hay jes me risk factor ka be khayal raka jaye aur sath me market trend jes direction me be move kary us ko follow karna chaye, mostly traders scalping trading karty time trend key ageist trades open to kar lety hey magar bad me jab ye trades apny next target ko follow karny ki koshish karty hey to scalping trading karny waly traders key orders ko big loss me convert kar lety hey, trend key ageist trading ya to new traders open karty hey aur ya esy traders jes ko market ko samjny ka koi experience na ho.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

              forex trading aik risky business hai es liye es ko hmaisha market k according ly kar chlna chahye jis se hmain loss na ho aghr hum apni trading main aci trading krna chahty hain tu hmain trend k according trading karni chahye market main hmain 3 trend milty hain up down or side way hmaisha trends k hisab se apni trading karen q k yah zarori hai apki trading k liye jis main apko loss nai hota hai or hum kbhi bhi apni achi trading nahi kar skty hain tu hmain tend findout karny ka knowledge or expiernce hona chahye ta k hum market main trend k according trading karen gy tu hmain acha profit milta hai nahi tu hmain loss hota rahta hai apni trading main
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

                dear aap nay acha topic diya hai dear awal to yeh ky acha trader trend ko follow karta hai aor reversal move sy faida uthna us ky expert hoony ki nishani hai good trading wo hoti hay jes me risk factor ka be khayal raka jaye aurapny account ko bhi save rakhny ki koshish ki jaye kionky aap ky pass capital hoo ga to he aap trade sy kuch nikaal sakty hai aor ager expert bhi hoo to wo bhi trend ky against loss karwa sakta hia sath me market trend jes direction me be move kary us ko follow karna chayee taky hum profit ky saath saath apna capital bhi save rakh sakien jeesa ky kaha jata hia ky trend is your friend ais liye trend ko follow karna he wise decision hoota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

                  Trend k against trade open karna bohot risky ha because trend jaldi khatam nahi hota or aksar bohot time baad ja kar market wapas move karti ha, lekin tab tak trade ko continue rakhna 1 aam trader k liye mumkin nahi hota, or bohot baray accounts walay traders hi is situation ko face kar patay hain. Market k against trade karna recommended nahi ha, albata market ki moves se short trades ki madad se faida liya ja sakta ha. Jab strong trend ha to lazmi market previous strong support ya resistance ko test karti ha, ye points trade open karnay k liye bilkul perfect hotay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

                    bhai apki bat sahi hai mera khyal hai k forex trading aik riksy business hai es liye hum apni trdaing main aghr risk ko mange kar k trading karen tu he hmain forex se kuj profit milta hai other wose aghr hum khud he loss k factors se apni tading main invove karengy tu hmain apni trading main loss hona yakini ho jata hai es liye hmain apni trading ko profitable bnnay k liye hmain market k aginst main trading nahi karni chahye qk yah bhi aik loss factor hai hmari nazar main es liye jub tak ap khud confident nahi hain es par tu apko kbhi bhi ayse nahi krna chahye es liye tradingf ko bahtr karny k liye apna expiernce gain karen ta k apko loss na ho or ap apni trading main kamyb ho saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

                      bhai ap ny sahi bat ki hai or achi information hmary sath shre ki hai forex trading main aghr hum asye method k sath trading karty hain tu hmain es ka acha knowledge hona boht zarori hai q k jub ap koi strtgy use karty hain tu apko os k bary main confidence hona zarori hai k hmain es main kamybhi milna possible hai or aghr hum trend k aginst main trading karen tu os k liye es method ko bhi use karny k liye hmain es bat ki confermtion honi zarori hai k hmain ayse acha profit milny k chances hain laken sub se battr yahi hai k hum trading method wohi use karen jis main apko acha profit mil saky or apko loss na ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

                        my dear brother main ap ki baat se bilkul bhi itefaq ni karta hun q k forex market ma trend ko follow kar k ap profit kama saktay hain is lye kaha jata ha k trend is our friend in forex trading. Agar ap trend k against trade karain gay to sometime to ap ko kisi na kisi tarah profit mil jaye ga lakin yeh koi ashi trading ni ho gi is se ap forex trading ko as profession ni kar saktay hian is lye hamain hamesha trend ko follow kar k osi hisaab se trading signal ko talash kar k trading karni chahye na k trend k against, to hamesha trend ko follow karain aur trend k against koi bhi trade mat karain is se ap k risk bardh jaye ga aur ap ko loss ho sakta ha, to sab se pehlay trend ko identify karain aur phr koi order place karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

                          Forex trading mai market kay overall trend kay against b trading kar kay profit earing ke ja sakti hai. aur kafi traders ko iss ka itefaq hoa b ho ga. Trading kay doran iss trah aam toor per daikhnay mai aata hai. lakin asal mai problem yeh hai ke jis ke waja say fourm per b kafi traders dosron ko mana karty hain ke woh trend kay against trade na Karin ke , trading mai trend kay againt trade say profit earning karna tu mumkin hota hai lkain yeh trend kay sath sath trade karny ke muqblay mai bohot he ziada risky sabit ho sakta hai aur trend kay against trade lambi movement b nai karti hai jis waja say yeh ziada profitable b sabit nai hoti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

                            Dear jab ap ne market mai koi swing dekha ho aor aus par ap ne agar trade laga di hai to ap ko aus par acha profit ho sakta hai kun k market jab trend mai ja rahe hoti hai aor aik swing se turring leti hai to aus time ap ne ais mai trade lagani hoti hai to aus mai ap trend k opposite trade to laga rahy hoty hai magar aus mai market trend ki retracment leti hai aor ap ko acha profit deti hai ais mai ye hai k agar ap ne ais mai koi trade open ki ho to aus mai ap ne profit aus point par rakhna chyae jaha se market ne wapis aana ho aor aus k baad ap aus mai trade ko close kar dey jab ap ko koi aisa pattern nazar aa jaye jis k baad market ne phir trend mai moment start kar deni ho ais liay ap ne aus mai trend dekh k trade lagani hoti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Forex trading main market trend kay against move per good trade.

                              forex market main trends kay khliaf kam karna kafi risky hota hay trends kay khilaf trade karna bikul b good trade nai hoti hay agr to market ki movments humary favor main hoti hay to is tara kam karna b best hota hay kun kay agr to reversal movment hoti hay to kafi mushkil hota hay kay market dobar profit ki taf move kary humain is main kafi goar karna parta hay or ziad revarsal say phly hi humain treade ko close karna best hota hay magr is kay sath sath hum agr trends kay against ja kar b acha profit kamany laik ho jaty hain to ye aik good traders ki nishani hoti hay kun kay jo expert hoty hain wohi achi trade kar sakta hay wo hi itny sary risk main say acha profit lay sakta hay magr aysa karna har aik trader kay bss ki bat nai hoti hay so humain soch smjh kar kam karna ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X