Jaiza: Individual trading key fawayed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Individual trading key fawayed
    Individual trading wo hoti hay jes me trade place karny ka decision traders ka apna hota hay buying decision ho ya selling decision ye market analyzing key base par ho place ho sakty hey magar esy orders ko place karny key ley robot se kesi type ki help nahi leni hoti, mery khayal me individual trading karny key ley traders ka trading expernice acha hona zarori hay koi be trade decision ho agar traders key expernice me kami ho gi to ye trade decision bahot zeyda traders key ley harmful (nuksan) de sakti hay, individual key ley traders ko complete technical aur fundamental knowledge ka hasil karna zarori hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Individual trading key fawayed

    forex trading main hmain har method main trading karny k liye acha knowledge or expiernce ka hona boht zarori hai q k jb ap trdaing karty hain t apko pahly signals ki bhi zarort hoti hai laken yah sahi tarika nahi hota hai trading ka es liye jitna hos kay khd he individal trdaing karen jis main ap khd trading k kabil ho jaty hain jis se ap ko khd k har point ko discs karny k abd setting karny ka moka milta hai t aghr dekha jay tu indiidal trdaing karni chahye ta k apko loss na ho or aghr loss ho tu apko khud ko ilm hota hai k hmain kis point par loss howa hai or hmain ayse trading ko mazzed bahtr bnnaa hai es liye khud trading baility ko mazboot bnana zarori hai jis se ap kamyb ho skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Individual trading key fawayed

      forex trading aik aysa bsuiness hai jis main hum apni ability ki base par kamyb or nakam hoty hain jesa k hmain sub ko pta hai k forex aik rsiky bsuiness hai es liye es main jitna bhi risk hota hai wo hmari apni trading grip ki mazboti par depend hota hai kamyb or nakam hum khud apni wjah sehoty hain es liye hmain es main starting se he es bat ko mind main rakhna chahye k es main hum ny kamyb hona hai or kamyb hony k liye hmain hard working karni hai jis k bad he hum apni trading main kamyb ho ksty hain es liye trading ka jitna hos ky otna he knowledge gain karna chahye or hmain es ki learning par bhi focus krna chahye jis k bad hum apni trdaing ko boht bahtr karny main kamyb ho skty hain or hmain os k abd loss bhi kam se kam hota hai es liye trading ko khud karny main faida hai q k ap khud apni trading ko jub mange karty hain tu ap main trading expiernce gain hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Individual trading key fawayed

        Dear jahan tak bat ha k individual khud analysis kar k trade open kary tu ap ne bilkul theak kaha ha lekin aisa har trader ni kar sakta is k liye bht zayada mehnat chahye hoti ha aur senior trader khud analysis kar sakty hain is k liye forex ka mukamal knowledge hona bht zaroori ha is k ilawa technical aur fundamental analysis karna aty hon aur chart parhny aur chart p diffrent indicator laga k market ka trend check karny ka pata ho aur is k ilawa candle stick pattren ka mukamal knowledge ho kyun k technical analysis mein candles bht zayada help deti hain jitni cheezyn btai hain in ka pata ho phir ja k khud analysis karny aur individual trading k qabil hon gy lekin aisa mushkil ha namumkin ni ap mehnat jari rakhyn gy tu ap achy trader ban jao gy aur apko kisi se signal leny ya robot use krny ki zaroorat ni pary gi aur ap individual trading kar sakyn gy.is k liye ap khud analysis kar k trade lagayn lekin pehly demo account p practice jo bhi buy ya sell ap analysis k bad demo account p lagayn tu apko result se pata chal jaye ga k apki trades loss mein jati hain ya profit mein tu apko pata chal jaye ga k ap individual trading kar sakty hain ya mazeed mehnat ki zaroorat ha.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Individual trading key fawayed

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Individual trading wo hoti hay jes me trade place karny ka decision traders ka apna hota hay buying decision ho ya selling decision ye market analyzing key base par ho place ho sakty hey magar esy orders ko place karny key ley robot se kesi type ki help nahi leni hoti, mery khayal me individual trading karny key ley traders ka trading expernice acha hona zarori hay koi be trade decision ho agar traders key expernice me kami ho gi to ye trade decision bahot zeyda traders key ley harmful (nuksan) de sakti hay, individual key ley traders ko complete technical aur fundamental knowledge ka hasil karna zarori hay.
          Maybe individual trading karne ko like Karta Hoon Kyunki Jab aap individual trading Karte Hai To usse learning bhi achi hoti hai aur aapko trading ke baare mein sikhne ko bhi Mil Jata Hai individual trading Karke Agar aapko profit ho to Uske do fayde hote hain aap trading se learning bhi kar Jate Hain aur aap ko profit bhi ho jata hai isliye individual trading karna sabse best Hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Individual trading key fawayed

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            Individual trading wo hoti hay jes me trade place karny ka decision traders ka apna hota hay buying decision ho ya selling decision ye market analyzing key base par ho place ho sakty hey magar esy orders ko place karny key ley robot se kesi type ki help nahi leni hoti, mery khayal me individual trading karny key ley traders ka trading expernice acha hona zarori hay koi be trade decision ho agar traders key expernice me kami ho gi to ye trade decision bahot zeyda traders key ley harmful (nuksan) de sakti hay, individual key ley traders ko complete technical aur fundamental knowledge ka hasil karna zarori hay.
            maybe individual trading karna hai like karta hoon Kyunki Jab aap individual trading karte hain to aapko market ki samajh me aati hai aur aap market ke baare mein samajh beta kehte hain mujhe individual trading karna pasand hai Jab aap group Ki Surat Mein trading Karte Hain To trading Jyada acchi nahi kar sakte aur aap ko trading Karke Dosti ho sakta hai jis mein aap Kisi Ko Kuch Kar Bhi Nahi Sakte isliye individual trading karna best app
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Individual trading key fawayed

              dear forex trader individual kay bahut say faiday hain jis say wo easily assani say trade kar sakta hay kun kay wo khud har aik faisla layy sakta hay jis wawqt chahay kun kay loss aur profit ka wo khud zimidaar hota hay independeant honay ki waja say say wo apni marzi ki trading kar sakta hy ful confidence kay vsath kun kay bnafa nuqsan us ka apna hota hay but akaily trading karnay kay liay pehly usay apnay seniour say help leni chahiay jab wo khud is levelk pa ponch jaen aur har kisam ka knowldge akatha ho jaye about trading tab ap akaily main trading karen tab apko faida hoga bina samjhy ager karen gy to loss main jaen gy aur kuch hasil nahi hoga is liay peehly kuchj seekh laiun tab ja kay akaila fasila len
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Individual trading key fawayed

                Individual trading key fawayed ki agar bat ki jaye to es key benefits robot ya copy trading se bahot hi zeyda hey, individual trading karna traders key confidence me ezafy ka reason ban sakta hay, individual trading karny key ley traders market ki analyzing own expenice key mutabeq karta hay aur traders trading decisions be khud hi leta hay, robot ya copy trading me traders ko apni personal koi be market analyzing activities na hony ki waja se un ka expernice aur confidence basic stage me hi stop kar jata hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Individual trading key fawayed

                  Forex trading karana aik boht hi pacheeda kaam ha, bohat sari cheezon ko zehn mai rakhna padta ha, strategies ko apply karna padta. Forex business ma ham tab hi kamyab ho saktay hain jab ham khud os ma mehnat ni karain gay,is lye ma individual trading karnay ko hi behtar samjhta houn q k is bohat saray faiday hain like
                  == agar khud trade karain gay to os se hamara experience badtah hain
                  == hamaray knowledge main izafah hota ha
                  == hamaray andar professional traders ki qualities paida hoti hain
                  == ham apny loss se seekhtay hain aur dobarah ghalti ko ni dohrain gay
                  == money mangement ka teht khud aik asha profit kama saktay hain
                  == khud trading karnay se ham aik expert trader ban saktay hain
                  == market ko khud analyse karna ajata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Individual trading key fawayed

                    gee brother jesa kay aap nay kaha hay individual trading kay bohat zyada fawaid hain or jahan tak mera khayaal hay hammain trading manually hi kerni chaahiye hammain apna account managers ko nahi dena chahiye or na hi apnay trading account kay uper kissi bhi kisam ka trading robot khareed ker lagaana chaahiye jab ham log trading khud kertay hain tih trader main trades open kernay ka confidence develope hota hay traders ko knowledge or experience haasil hota hay trading kernay ka tareeka seekhta hay insaan insan bohat kuch naya sikhta hay lekin ager aap apna account manager ko dey dain gay to spam kay bhi chances hain or aap kuch seekhain gay bhi nahin.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Individual trading key fawayed

                      Individual trading ka sab se bara faida aazadi ha, kyun k jab trader kisi par depend karay ga to un ko fees ya profit ki shakal mein kuch na kuch pay karna hota ha. Individual trader usually sab se ziyada successful hotay hain kyun k trader khud apni skill development karta ha, jo experiences us ko trading k doran hotay hain wo us ki trading experience ban jatay hain or waqt k sath sath ye experience bohot ziyada ho jata ha, jis level par wo trader professional ban jata ha. Lekin individual traders hi sab se ziyada risk face kartay hain or in ko loss bhi sab se ziyada hota ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Individual trading key fawayed

                        individual account ka faida ye hy k us m koi r bnda ap ki trade nai kr skta ap khud he akyly us m tradng kr skty hyn wo ap ka apna personal account hota hy jasy marzi ap us m trading kryn koi issue nai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Individual trading key fawayed

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Individual trading wo hoti hay jes me trade place karny ka decision traders ka apna hota hay buying decision ho ya selling decision ye market analyzing key base par ho place ho sakty hey magar esy orders ko place karny key ley robot se kesi type ki help nahi leni hoti, mery khayal me individual trading karny key ley traders ka trading expernice acha hona zarori hay koi be trade decision ho agar traders key expernice me kami ho gi to ye trade decision bahot zeyda traders key ley harmful (nuksan) de sakti hay, individual key ley traders ko complete technical aur fundamental knowledge ka hasil karna zarori hay.
                          Assalamualaikum Ji Bhai bilkul main aapki is Baat se hundred percent Ittefaq Karti Hoon ke individual trading ke bahut Sare benefits Agar Hum individual trading co robot trading ke sath compare kare so obviously Hum Yeh Jaan Jayenge ke robot trading ki nisbat hum individual trading Se Jyada profit Hasil kar sakte hain Koi shak nahi kay robot trading computer ke through hoti hai Oggy asli robot Bhi Ek computer hi hota hai aur usme software Hota Hai robot ka Apna Koi mind nahi hota Jiski wajah se wo profit or loss ka Zyada thik se examine nahi kar sakta Jab Ke individual trading Mein individual Apne mind ko Apne profit or loss ko Jyada acche se examine Karke Ek successful trading kar sakta hai aur ek acchi strategy Bana sakta hai jo ke usko tofiq provide Kare na ke usko loss ka Samna karna Pade Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Individual trading key fawayed

                            bhai apki bat se main sehmat krta hun foorex trading main trading method tu boht se use hoty hain jin se hum apni trading kar skty hain es liye hmain os method ko use karty howe trading karni chahye jis main hmain acha profit mily or hum apni trading main success hasil kar skaen es liye hum aghr individual trading karen tu os main hmary apny liye benifits boht hoty hain q k individal trading ko hum khud mange kar skty hain reboort trading k ilwa or rebbort trading main hum kuj bhi khud mange nahi karty hain es main risk zayad hota hai es liye har trador ko chahye k wo indidual trdding karen ta k un ko apny account ki mangemnt karny main asani ho or profit mil saky
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Individual trading key fawayed

                              Ap nay akailay beth ker trading kernay kay boht say fiday bataye haiin aur ager in ko mazeed dekha jaye to main is main kuch fiday aur bayan ker deta hon khas ker un logo kay liye jo forex ko akailay beth ker kerna chahtay hain aur wo chahtay hain kay koe aur un k ko tang na karay wo sirf apni trading kay tarika kar kay mutabiq trading kertay rahen to alag beth ker wohi trader trading ker sakta hay aur ager koe aisa trader jo market ko logo kay sath beth ker trade kerta hay wo alag beth ker kabi bhi trading nahi kerta wo logo say ya dosto say pehlay dekhta hay bat cheat kerta aur us kay bad ager us ko lagay kay ye trade lay leni chahye to wo lata hay warna chor deta hay jo log discus ker kay trading kertay hain wo akailay trading nahi ker saktay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X