Economic calender ko importance dena chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Economic calender ko importance dena chaye

    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy main sy agree karta hon k forex trading main economic calendar ki both importance ha is ko ap zaror dakhen q k is main both sy news important wali hoti han jin pe market both ziada movement karti ha or is sy ap ko ziada sy ziada profit ho sakta ha ya ho sakta ha loss ho jay q k agr news ko dakhty ni Han to market is tahra movement ni karti ha jahan ap ny value lagai ha market ult jati ha to ap ko utna he loss ho sakta ha jtna ap samjty Han k profit ho sakta ha is ley trade jab bi open karny to pehly news ko check kar lan ta k loss na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Economic calender ko importance dena chaye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Economic calender every financial markets ka important part hota hay Forex market me trading karny waly traders ko be economic calender ko bahot zeuda importance dena chaye es se traders ko market key different conditions ki information mil sakti hay aur sath me traders every time update be khud ko rak sakty hey, forex business key traders key ley economic calender trading tool ki tarha hi hota hay jes me different events trading signals ka kam dety hey, technical analysis karny waly trades be 75% economic calender ko importance dety hey.
      Assalamu Alaikum aap ne bilkul theek kaha hai ki agar Hum economic calendar par Nazar Nahin Rakhenge to Hamein Jyada fayda nahiin ho sakta Hamein market ki financial economics par Nazar Rakhna bahut jyada Jaroori samajh Na Chahiye Kyunki agar aap trading business kar rahe hain to aapko usse pair ke currency e aur use country ke bare mein economical reports through red karna hoti hain tab hi aapko use pair ki moment ke bare mein accha pata chal jata hai aur aapki trade Jyada percentage Mein successful ho sakti hai
      • #18 Collapse

        Re: Economic calender ko importance dena chaye

        forex aik international business hain hamy acha knolwedge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar mahnet sy km karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik legal business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
        • #19 Collapse

          Re: Economic calender ko importance dena chaye

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Economic calender every financial markets ka important part hota hay Forex market me trading karny waly traders ko be economic calender ko bahot zeuda importance dena chaye es se traders ko market key different conditions ki information mil sakti hay aur sath me traders every time update be khud ko rak sakty hey, forex business key traders key ley economic calender trading tool ki tarha hi hota hay jes me different events trading signals ka kam dety hey, technical analysis karny waly trades be 75% economic calender ko importance dety hey.
          Dear friend forex trading fundamental analysis ki both importance ha to isi tahra economic calendar ki apni importance ha q k jab tak hum news ko analysis ni karny gy to humy ziada loss ho sakta ha is ley forex trading main analysis karna both zarori han warna humara account risk main ho ga or ho sakta ha humara account wash ho jay is ley humy proper learning or practice karni ho ge ta k hum apny account ko manage kar sakeny news k achy analysis kar k news pe ache trading karny ta k hum kamyab ho sakeny or forex trading main apny account ko safe or manage kar sakeny or forex trading main news ko samjeny ki try kar sakeny
          • #20 Collapse

            Re: Economic calender ko importance dena chaye

            Economic calender ka use.
            Bhai jo bhi tool bnaya jata hy forex mn us ka koi khas purpose hota hy wo boht zyada research kr k kisi natijy py pohnchty hain. Agr ap us tool k bary mn mukamal maloomat len or us ka use sikh len to ap us sy boht zyada benefits hasil kr sakty hain. To behtt baat ye hy k trade k liye ap economic calender ka use kr k apni trade positive lga sakty or kafi profit hasil kr sakty hain ye boht acha calendar hy.
            • #21 Collapse

              Re: Economic calender ko importance dena chaye

              Gee han economic calender b forex market ka hisa hai is liay economic calender ko b importance dena chayie economic calender ko ignore nai karna chayie balke balke dil khol kar learn karna chayie forex main calender se b acha paisa banaya ja sakta hai calender se hi yeh andaza lagaya ja sakta hai k market ki movement ab down honay wali hai ya up honay wali hai phir us k sath hi trading profitable banty hai
              • #22 Collapse

                Re: Economic calender ko importance dena chaye

                yes economic calendar ko important dena lazmi ha kyuke economic calendar me har country ki economy ka data ha hota ha jo os country ki currency per effect karta ha aur traders ko wo data economy ka jo ke forex market me effect karta ha asani se economic calendar se mill jata ga jaisa ke economic calendar per traders ko kisi bhi country ki export import employment change unemployment rate manufacturing index sub ka data mill jata ha jis ko traders previous forecast ko value ko analysis kar ke next value ka andaza laga saktain hain ke positive ho gi ya negative kisi bhi country ki economy per jaisa economy per positive negative asar pare ga waisa currency per asar par e ki waja se movement aye gi aur traders un movement ko asani se samaj saktain hain isliey ap ko 50% tak apna focus in economic calendar per lazmi rakhna chahie take ap market ko deeply analysis kar sakain
                • #23 Collapse

                  Re: Economic calender ko importance dena chaye

                  g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main calnder ki boht ahmiyat hai jis main hum apni trading ko bahtr se bahtr kar skty hain or achi eraning kar skty hain forex main jub hum trading k liye market ko analysis kar k order lgaty hain tab hmain calnder ki help leni hoti hai jis se hum apni trading ko bahtr karny k liye help lety hain es liye hmain apni trading main bahtr se bahtr kam karny k liye apny expiernce ko gain karna hoga jub hum apny expiernce ko gain karty hain tu hmain apny har tradinfg tool ki achi trha smjh hoti hai jis se hum apni trading ko acha or miyari bna ksty hain forex main jo technical analysis k sath trading karty hain wohi forex main calneder ki hlep lety hain jis se wo apni trading ko bahtr kar k acha profit lay lety hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Economic calender ko importance dena chaye

                    Nerium main aapki baat se aagrah karta hun economic calendar ko Ahmed Dena chahie Kyunki Hamen market se bhi BA khabar Rahana hota hai Jiske Liye economic calender best option Hota Hai Jis share market ki sorte HAL se Bekhabar Rahte Hue trading Baahubali Rahte Hue trading kar sakte hain jisse Hamen yah fayda ho sakta hai hataraki new Se bakhabr rhty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Economic calender ko importance dena chaye

                      Ji han bhai jaan aapki baat sahi hai aur Hamen Fox Mein trading karne ke liye economic calender ki ahmiyat Deni chahie Kyunki Hamen market se bhi vah khabar Rahana hota hai Jiske Liye economic Keli calender best option Hota Hai jisse Ham market Ki Surat Haal se Bekhabar Rahte hue trading kar sakte hain Jiska Hamen yah fayda hota hai ki ham Har Tarah Ki new Seva Khabar rahte hain aur Hamen apni trading mein shaadi bhi Hoti Hai Kyunki Kuchh factories ka market per Asar Andaaz karne se market Mein wallet Surat HAL Ban Jaati Hai is time market Mein risk factor bahut ho jata hai isliye Hamare liye jaruri hai economically calender ko Dekhte Hue chatting Karen Taki Hamen loss Na Ho aur ham apni trading ko acchi Tarah Se kar sake aur kamyabi ki Buland sidhiyon Ko Chhu sake

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X