Jaiza: Types of analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Types of analysis
    Market analysis ki agar bat ki jaye to popular aur powerful market analysis fundamental analysis hay jo key macro events key base par currencies key rates me changing ho sakti hay, interest rates ki waja se currency pairs different direction me move kar sakty hey es waja se 70% traders fundamental analysis key base par apny trades open karny ki koshish karty hey, 30% traders ki average technical base ki analysis hoti hay jes me traders ya to different indicators se market direction ki information hasil karny ki koshish karty hey ya per candles stick ko technical analysis karny ki koshish me lagy hoty hey me samjta hon key jab tak traders fundamental analyzing ka acha knowledge nahi rakty wo kabi be achy technical traders nahi ban sakty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Types of analysis

    bhai apki bat sahi hai main apki bat se agree krta hun ap ny sahi kaha hai k forex main boht se analysis hoty hain jin ko hum apni trading main use karty hain es k liye hmain apni trading main acha profit earn karny k liye hmain har technicala analysis ko achi traha se use karna chahye jis k bad um apni trdaing ko profitable ban skty hain aghr hum fundamnteal analysis ki bat karen tu es ki bhi boht value hai q k es main hum molki halat ko madhe nazar rakhty howe apni trading karty hain jis main hum molki siyasi or moashi halat ko nazar main rakhty howe trading karty hain es ka basicaly maqsad yah hota hai k un factors ko dekha jata hai jis ki wjah se market main moving hony k cahnces hoty hain or hum asani se apni trading kar saken baki har analysis ki apni apni values hain or importance hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Types of analysis

      je bhai forex market ma trading karnay se pehlay market ko analyse kia jata ha k market future ma kis taraf move karay gi aur ham kahan pe order lagaye to ham aik asha profit kama saktay hain is lye market ko analyse karany k lye aam tor pe do types k analsyes hotain hain
      Fundamental Analysis: Is type k analyses ma traders currency pair k mulkon ki financial conditions aur news ko check kar k analyse karty hian k market up jaye gi k down jaye gi is lye hamin os currency pair ki coming news ko check kartay rehna chahye. Fundamental analyses ma ziadah tar pending order lagaye jatay hain
      Technical Analyses: Is type ma ham different indicators use kartay hian jis ma maket k trend ka pata chalta ha, aur is ma hamain indicators k through pata chalta k ham ne order kahan place karn ha, aur market ki movement kahan tak jaye gi
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Types of analysis

        Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ya to kisi se signal le k kaam kar rahy hoty hai ya ais mai khud analysis kar rahy hoty hai, ais market mai agar ap ne khud analysis karny hai to aus k liay ap ko ho sakta hai k sirf technical par kaam sekhna pary ya fundamental par bhi thora bahot kaam sekhna pary tab ja k ap ko ais mai achi trades milti hai.

        Technical Analysis: Dear ais market mai jab ap chart k hisab se kaam karty hai mean ap sirf chart ko dekhty hai aor aus par trade banaty hai ap ne koi indicator use kar lia hai ya ap ne price action use kar lia hai ya ap ne trend k liay trend line draw kar li hai ye sary tareeky hai jin se ap ais market mai technical tareeky se trade bana sakty hai agar ap ais mai aisy kaam karo gay to ap ko ais mai faida ho ga ais liay agar ap ne ais mai technical par kaam karna hai to ap ko pata ho k ais mai kai kuch hai aor ais mai kaisy kaam karna hai.

        Fundamental Analysis: Dear jab ap ne market mai fundamental par kaam karna hota hai to aus k liay ap ko koi chart dekhny ki zarort ni hoti hai aus mai ap ne simple jis currecny par kaam karna hota hai aus k econimical hisab se dekhna hota hai k ab ye currency weaek ho gi ya strong aor aus k hisab se ap ne market mai trade laga deni hoti hai ais tarha ap ko fundamenatal par kaam karny k liay news chanel dekhny party hai ya diffrent sites hai jaha par news aa rahe hoti hai waha se ap ko kafi help mil jati hai k kai ho raha hai aor agay kai ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Types of analysis

          Types of analysis 3 qisam ki hoti hain but jahan tak mera khayal hai to most of trader two qisam k analysis ko hi use krte hain aur inhi se market ko analyse lrte hain
          Agar dikhaya j maximum trader technical analysis to use karte hain Kuch aise traders hote Hain fundamental analyses bhi karte Hain Hame technical me trendlines draw Karke aur candles go dekhte huye analyses Karne padte hain Hame candles ke patrons p trade leni Hoti hai jab hum trendline bra karte Hain tab Hame different types ke patterns dekhne mein milte Hain hum in patrons pe trade krte huye achi earnings le sakte hain
          Technical analysis ke alawa Hame market mein news ki prediction b karni padti hai news ki predictions ham market ko coffee better analyse kar sakte hain Hame chahiye ki hum news ko ignore mat kare agar hum news ignore kar denge tab ham better kaam nhi kr paen ge
          Kyunki news k waqt market mein movement kafi tej ho jati hai jiski wajah se hamara account Washsho sakta hai isliye Hame news ko dekhte huye apni trades ko close rakhna hai baithe hai taki hum Apne Apne account ko washh hone se bacha saken
          Technical are fundamental analysis se ham market ko bahot acha analys kr pate hain aur issi pe depends krte huye ham trading krte hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Types of analysis

            forex trading main 3 types hoti hain analysis ki jis main hum apni trading kar skty hain
            1: technical analysis
            es analysis main hum aik frame work ko slect karty hain jis main tradors price ki movemnt ka jiaza lety hain es main sub se pahly hum chart ko dekhty hain or yah dekhty hain k price kis level main hai or mazeed kis level tak ja skti hai
            2: Fundamental analysis:
            es main hum kisi currency k molki siyasi or iqtasadi halat ko madhe naazar rakhty howe trading ki jati hai q k yah wo factors hoty hain jis main ksisi bhi molk ki currency k k strong or weak hony ka sabab bnta hai
            3: sentemental analysis:
            yah wo analysis hoty hain jis main aghr hum es ka use karty hain tu es k sath hum koi or analysis use kar k es ako use kar skty hain
            forex main har analysis ki importantce hai jis main hum apni trading ko boht profitable bna skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Types of analysis

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Market analysis ki agar bat ki jaye to popular aur powerful market analysis fundamental analysis hay jo key macro events key base par currencies key rates me changing ho sakti hay, interest rates ki waja se currency pairs different direction me move kar sakty hey es waja se 70% traders fundamental analysis key base par apny trades open karny ki koshish karty hey, 30% traders ki average technical base ki analysis hoti hay jes me traders ya to different indicators se market direction ki information hasil karny ki koshish karty hey ya per candles stick ko technical analysis karny ki koshish me lagy hoty hey me samjta hon key jab tak traders fundamental analyzing ka acha knowledge nahi rakty wo kabi be achy technical traders nahi ban sakty.
              Train towards trading. Different style use karte hain kuch traded score scalping karna pasand hai scalping trading thi wo Aise Chalti Hai jis mein traders small profit Bana kar Apne trade ko Kaat kar dete hain aur bua se traders long term trading karte hain Iske Alawa kuch trailers short term trading day karte hain aur trader Apne experience ke hisab se trading karta hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Types of analysis

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Market analysis ki agar bat ki jaye to popular aur powerful market analysis fundamental analysis hay jo key macro events key base par currencies key rates me changing ho sakti hay, interest rates ki waja se currency pairs different direction me move kar sakty hey es waja se 70% traders fundamental analysis key base par apny trades open karny ki koshish karty hey, 30% traders ki average technical base ki analysis hoti hay jes me traders ya to different indicators se market direction ki information hasil karny ki koshish karty hey ya per candles stick ko technical analysis karny ki koshish me lagy hoty hey me samjta hon key jab tak traders fundamental analyzing ka acha knowledge nahi rakty wo kabi be achy technical traders nahi ban sakty.
                different style use karte hain kuch credit score scalping karna pasand hai scalping trading Ki Woh Ladki Hai Jise Mai traders small profit Bana kar Apne trade ko Kaat kar dete hain aur Barse traders long term trading karte hain Iske Alawa kuch Jada short term trading Bhi Karte Hain Har Ada Apne experience ke hisab se chatting karta hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Types of analysis

                  G bhai jan asslam o alaikum. I hope you wil be good. And dear friend main ap ki baton sa ful agree karta hoon. And apko is k mutaalik btana chahta hoon k mery khiyal k mutabik types of analysis jo hoti hain wo 3 kisam ki hoti hain. But dear brother zyada sa zyada tradders just 2 analysis ko hi join and choos krty hoty hain. And inhe sa hi maekeet ko wo achi tarha sa analys kar lyty hoty hain. And dear brother technical analysis to i think har tradder hi use karta hy. And many wo tradders ko bhi focus kiya hy jo k fundamental analysis use krty hain. Technical analysis k baad ata hy fundamental analysis and phir us k baad ata hy sentemental analysis. And brother sab sa fomous analysis technical analysis hota hy. Phir fundamental analysis and jo bahit hi zyada kam use main ataa hy and jisko bahot hi zyada members kam use karty hain wo hy sentemental analysis.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Types of analysis

                    G han app ki bat sahi hay worldwide Forex market ko fundamental analysis karny waly traders bahot se hey, es ki 1 hi waja hay key technical analyzing traders ko profit be de sakty hey aur loss be magar fundamental analysis karny waly traders jo key long term ki trading karty hey un ko kabi be loss nahi hota, technical traders price action aur moving average key sath support and resistance techniques par hi depend kar sakty hey jab key fundamental analysis key waly traders key pass bahot se option hoty hey daily unlimited events se traders market ko analysis kar sakty hey ye event day time be start hoty aur night time me be.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Types of analysis

                      Yes dear trader asslam o alokim umeed hy ap sab thek hon gy ham trading jab bhibkartay hain to kuch bataon ko zehin main ralhtay huay kartay hain kisi analysia kinbase pa jisbmain technical analysia aur fundamental analysia aa jata hy aur ap agar baat karen fundamental kk ti ham apnay mulk kay halat ko daikhtay hauay kartay hain analysis finance siasat ko daikhty hauay check kr kay tab ham tabi trading kartay hain jiss say ham faiday main jatay hain isi tarha technical ma daikha jaye to mulkon ki financial conditions aur news ko check kar k analyse karty hian k market up jaye gi k down jaye gi is lye hamin os currency pair ki coming news ko check kartay rehna chahye. Fundamental analyses ma ziadah tar pending order lagaye jatay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Types of analysis

                        gee brother aap nay sahi kaha hay brother basically ham log technical analysis main different tools waghera use kertay jesay kay different indicators waghera use kertay hain indicators kee summary ya average check kertay hain jiss kay baad a woh koi bhi decision letay hain buy ya sell ka.

                        Fundamental analysis basically news or geo political statements kee base per kiyaa jaata hay koi bhi news ya statement aaye o uss say currency weak ya strong hoti hay jis kee base per buy ya sell ki entry lay lee jaati hay yeh sab say zyaada effective tareeka hay analysis ka.

                        Sentimental analysis sentiments kee base per kiyaa jaata hay yaani aap average check kertay hain kay logo ke majourity buy ker rehi hay ya phir sell kr rehi hay jis say aap ko thora bohat idea ho jaata hay or aap buy ya sell entry lay letay hai.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Types of analysis

                          bhai apki bat sahi hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main 3 trha k analysis use kiye jaty hain jis main sub analysis ki apni apni values hoti hai jis se hum apni trading ko bahtr ban skty hain jesy k ap ny fundamntal ki bat ki hai t yah kaha bhi ja skta hai k yah sub se zeyda use hony wla analysis hain jis main hum apni trading asani se kar skty hain market main jub ap market ko analysis karty hain tu apko jis pair main trading karni hoti hai os k bary main malomat hona zarori hai or fundmantal analysis se hum yahi analysis karty hain k os molk main aghr market k move hony k chances hoty hain tu un sub halat ko madhe nazar rkhty howe trading ki ja skti hai q k boht se awmal ksisi bhi currency k strong or weak hony main boht asar rakhty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Types of analysis

                            Dear analysis 2 tarha k hoty hain technical analysis aur fundamental analysis, technical analysis mein ham jab trade open karty hain tu is se pehly chart open kar k technical analysis karty hain aur diffrent indicator use kar k market ka trend check kar k trade lagaty hain aur maximum traders technical analysis p trading karty hain aur jo trader fundamental analysis karty hain us k liye chart ko dekhny ki zaroorat ni hoti aur economic calander ko check kar k trade lagaty hain ya jis pair p trade lagani ho us pair ki currency ki country k economic halat check kar k trade lagani chahye ya jaisy siasi halat kya hain kyun k economic halat bhi bht asar andaz hoty hain currencu p.kafi traders sirf fundamental analysis p trading karty hain aur profit earn kar lety hain lekin profit earn karny k liye zaroori hai k apko har tarha k achy analysis ana zaroori hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Types of analysis

                              Forex Analysis :

                              Kisi bhi cheez kay oper us ki tareekh (history) dekh ker apay ilam kay zaryeah say ye mushahida kerna kay kay agay anay walay time main is cheez kay sath kia honay wala hay isko analysis kehtay hai. Forex market main chon kay currency aur dosray pairs hotay hain is liye boht say trader un pairs ki tareekh (history) dekh ker apnay ilam say andaza lagatay hain kay agay anay walay dion main ye pair oper jaye ga ay neachay jay ga aur kitna jaye ga aur kab jaye ga. Is saray amal ko Forex analysis kaha jata hay.

                              Forex market man teen trah kay analysis kiye jatay hain.

                              1. Technical Analysis :

                              Technical Analysis main trader apnay kuch technical indicators aur charts ko use kertay howay kisi bhi pair ki anay wali harkat o saknat ka andaza lagata hay.

                              2. Fundamental Analysis :

                              Is analysis kay tarika kar main trader us currency kay bunyadi khado khal dekhta hay. wo dekhta hay kay is mulak ki apni sorte hal kaisi hay. is main mulak kay androni halat ka jaiza lia jata hay.

                              3. Sentimental Analysis :

                              Sentimental analysis main ye dekha jata hay kay market main majood logo ka rujhan kis taraf hay. jesay kay ager market main saray trader kisi pair ko sell kerna shoro ker den to market main sell trend shoro ho jaye ga. Is main logo ka rujhan dekha jata hay kay wo kisi currency kay baray main kia raye rakhtay hian.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X