Re: Tradding main loss any ki wajah?
Forex trading main loss hony ke boht c wajoohat hain. Aksar loss to beginner apni kam elmi ke waja say karty hain. Kiyun kay expert aur professional traders to soch smajh kar trading karty hain. Jab traders apny account balance ke had say barh kar yani apni taqat say barh kar trade volume select kar lety hain aur market negative side par move kar jati hay to loss ho jata hay. Market ko theek tarah say analyze kiye baghair he trading start ke dena loss ke waja banta hay. Trend ko smjhy baghair ya us ko follow kiye baghair trade open kar dena loss ka sabab banta hay.Ghlat moqy par trading mn entry leny say bhi loss ho jata hay. stop loss na lagany say bhi ziada loss hota hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим