Re: Tradding main loss any ki wajah?
forex aik online business hain ham is main trading karty hain ham is main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain is main kam kay duran jab ham sy koi be galti ho jati hain to hamy loss ho jata hain lakin hamy zada tense nahi hona chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main best experience hasil kar kam karna chahey
No announcement yet.
تمام موضوعات
Forex
Crypto
Commodities
Shares
Trading Strategies
Forex signals
Humor
Trading Universities
04-05-2019, 01:59 PM
Advanced mode Normal mode
10-04-2019, 09:09 AM
Re: Tradding main loss any ki wajah?
dear forex trading mein koi esa short cut nahein hy jo humein daily base per lazmi profit dy is liye ye bat bohut ehm hy k hum forex mein kahan tak mehnat kar sagty hein humein full mehnat karni chahiye jo bady expert members hein wo bhi kabhi chhooty trader thy is liye experience gain karein aur experience bnaien skills ko improve karein profit gain hoga automatically

09-04-2019, 08:22 PM
Re: Tradding main loss any ki wajah?
Asalam o alikum friends ap ny both acha question kea ha forex trading main loss ki both sari waja han forex trading main jab b ap bagar analysis k trading karny gy to AP ko loss ho ga ap k pass knowledge or experience Kam hua tab bi AP ko loss ho ga is k alawa jab b ap lalich karny gy to AP ko ziada loss k chance hon gy is ley dear AP ko chae ha forex trading start karny sy pehly maximum knowledge or experience hasil Karny demo account main practice karny ta k ap ko loss k chance both Kam hon AP forex trading main successful hon baz dafa ap analysis karty han ni han or trade open kar daty han to bagar analysis k trade open karny sy loss k chance ziada ho jaty han is jab b trade open karny to pehly analysis kar lan tab trade open karny ta k ap ko loss na ho or ap ache earning kar saken or trading main successful hon

08-04-2019, 02:11 PM
Re: Tradding main loss any ki wajah?
Forex trading main loss hony ke boht c wajoohat hain. Aksar loss to beginner apni kam elmi ke waja say karty hain. Kiyun kay expert aur professional traders to soch smajh kar trading karty hain. Jab traders apny account balance ke had say barh kar yani apni taqat say barh kar trade volume select kar lety hain aur market negative side par move kar jati hay to loss ho jata hay. Market ko theek tarah say analyze kiye baghair he trading start ke dena loss ke waja banta hay. Trend ko smjhy baghair ya us ko follow kiye baghair trade open kar dena loss ka sabab banta hay.Ghlat moqy par trading mn entry leny say bhi loss ho jata hay. stop loss na lagany say bhi ziada loss hota hay.

07-04-2019, 11:37 PM
Re: Tradding main loss any ki wajah?
Dear forex trading mein kai log nakam hoty hein wo bhi bar bar lagatar to un ko mein kehna chahon ga k pehly experience gain kar lein us k bad trading karein ziyada tar log isi wajha sy fail hoty hein k un ko forex trading mein intrust hota nahein hy jis ki wjha sy wo fail he hoty rehty hein bus mery bhai ap k liye aik khas tip hy jo k ye hy k ap na daily k 4 hours forex ki tranning mein lgao 1 sal us k bad ap ko profit na ho to mujhy btana

31-03-2019, 03:58 PM
Re: Tradding main loss any ki wajah?
dear members, trading main loss karne ki main wajah forex knowledge ki kami ka hona hai. saada si baat hai keh ap seekhay baghair dunia ke kisi bhi kaam ko sar anjaam nahi de saktay. forex ek bohat bara plateform hai yaha par kaam karne keliye apko zayada se zayada kaam ka knowledge hona bohat hi ahmiyat rakhta hai. iss kaam main nit naye strategies istamaal hoti hain aur boaht se trading tools bhi istamal kiye jaatay hain. jitna koi member inn cheezon se waqfiyat rakhta hoga utni hi behtar trading kar paye ga.

31-03-2019, 03:02 PM
Re: Tradding main loss any ki wajah?
dear trading mein loss ki wja yehi ha kay is mein hard work or experience kam honay ki wja say is mein loss hota ha kiyon kay trading ek acha business ha is liye is mein acha hard work bohat he zarori ha kiyon kay forex ek international work ha is liye is mein acha experience jabhi kisi kay pass nahi hota or newbiz log is mein work kartay hein to is mein bari bari lot lga kar is mein loss kar behty hein is liye trading mein hard work or acha experience bohat he zarori ha kiyon kay basic ka acha learn hona bohat he zarori ha jabhi ap basic ko read kar lein gay or achy deposit kay sath he is mein enter houn gay tabhi ap is say chi earning kar sakty hein so hard work and get success easy in forex

30-03-2019, 06:10 AM
Re: Tradding main loss any ki wajah?
A. O. A. bhai trading men loss honay ki sab say bari wajah trader kay pas trading ka knowledge na hona hay. Market kay up down ko dekhay baghair juld bazi say trading karnay say bhi aksar loss hi hota hay. baz dafa trader big profit kay lalach men kuch sochay samjhay big trade laga deta hay aor trading men risk ko nahen dekhta jis say jis say usay loss ho jata hay. Trading kay rules and regulation ko avid karnay say bhi loss ho jata hay. Pak Forex Forum trading seekhnay ka aik boht acha source hay is kay baghair trading nahen aati jo is say mustfeed howay baghair trading kary ga usay loss hi ho ga. Trader agar account ko manege kiay baghair aor kisi hekmat-e-amli kay tehat trading na karay ga to loss ho ga. Trading sekhnay kay liay pak Forex forum ka visit karnay kay sath sath demo account say practice karna bhi zarori hay jo trader demo account par practice kiay baghair trading start karay ga usay loss hi ho ga.

28-03-2019, 09:48 AM
Re: Tradding main loss any ki wajah?
Trading main Losses:Forex trading main losses ki waja boht sari ya aik ghalti ho sakti hay. both sari ghaltion ki bat ki jaye to yea us trader main hoti hain jo new hota hay aur us ko trading kay baray main koe ilam nahi hota. aur jab aisa trader trade kerta hay to us ko market ki samag na honay ki waja say boht sari ghaltian ho jati hain jo kay trading main aik trade main loss ka ya account kay wash honay ka sabab banti hain.Is kay ilawa experienced trader bhi kabi kabi mistake ker jatay hain jaldi ki waja say laluch ki waja say ya fear ki waja say to un ki trades bhi loss main mistake ki waja say jati hain aur wo kisi aik bari ghalti ki waja say hoti hain.wo mistake jo tamam trader aksar kertay hain. ya un kay nader jin chezon ki kami honay ki waja say un say trade losses main jati hay:1. Forex trading ka mukammal ilam na hona.2. Trading strategy ka mukammal ilam na hona3. Trading strategy kay asool pata na hona4. Money aur risk management ka na hona5. Risk reward ratio ka ilam na hona6. Trade ko manage kernay ka ilam na hona7. Trade ko risk risk free kernay ka ilam na hona8. trade kay sahi entry aur exit point ko follow na kerna.9 Trading discipline ka na hona.10. Trading ko serious ho ker na kerna.

27-03-2019, 03:38 PM
Re: Tradding main loss any ki wajah?
tradding main loss any ki kafi sari wajohat hain jes trah keh tradd lgaty waqt insan lalach main a kr zeyada paesy kmany ky lalaCH MAIN TRADD YA TO GHLAT LGA LITA HY JES KI WJJAH SY YA TO INSAN JO MANI TRADD PY LGANY HOTI HY WOH YA TO GLAT LAGNY KI WAJJAH SY WOH RAQM BELKUL ZAEA HO JATI HY OR AGR RAQM ZAYA HONY SY BUCH BHI JAE TO US TRAD SY WOH TRAD LGANY WALA KOI NFFAH HASEL NI KR PATA TO IS SY NATIJJAH YEH NIKALTA HY KEH HAR TARIDDAR KO COCH SAMGH KR TMAM QWANIN KO SAMNY RAKHTY HOWY KAM KRNA CHAHY TA KEH MUNASIB NAFAH BHI KMA LY OR USY KOE LOSS KA BHI SAMNA NA KRNA PARHY TO IS MAEN KAM YABI HASEL KRNY KY LIY KESI ACHY USTAD KA SAHARA LINA ZAROORI HY TA KEH TRAD MAIN KAM YABI HASEL KR KY NFFAH KMANY MAIN KAM YAB HO SAKY

loading_messages
load_more