Re: Tradding main loss any ki wajah?
Trading main loss :
Forex trading main loss ho jana koe bari bat nahi hay. forex main loss hotay rehtay hain aur ye rozana mamool ki bata hay.
New trader kis ko loss kehtay hian :
Bat ye clear kerni hay kay aksar new trader poray account per aik hi bari c trade laga ker su ko dekhtay rahtay hian aur jab wo trade pora account kha jati hay to wo us ko loss kehtay hain.
Kuch new trader jab kafi sari choti choti trade kertay hain to wo ager 10 main say 3 trade ko loss main close ker den to wo kehatay hian kay loss ho gia hay. un ki nazar main sari trade profit main close honi chahye. hala kay forex main ye na mumkin hota hay kay sari ki sari trade hi porif main close ho jaen.
aur kuch trader poray account main itni zayada over trading ker detay hain kay account crash ho jata hay aur sab kuch loss ho jata hay.
Loss kon sa hay :
Ager aik trader trading kerta hay aur wo daily ki 10 trade leta hay aur us main say 7 positive close kerta hayaur 3 negative close kerta hay to us ko jab wo aik week main ya month main dekthay ga to us ka account over all 70 percent grow ker jaye ga. is ka matlab howa wo profit main hay. is liye us k apnay 30 percetn loss wali trade ko ignore ker dena chahye.
isi tarah ager kisi trader ki ager 50 trade profit main hain aur 50 loss man hain aur risk reward ration set honay ki waja say us ka over all account profit main hay to is ka matlab wo trader loss main nahi profit main hay.
Loss ki waja :
Forex main loss hi bas aik hi waja hay. kay trader ko earning ki jaldi itni hoti hay kay un ko seekhnay ka moka hi nahi milta aur wo bas logo ki baten sun kay forex ko join ker letay hain. na un ko risk management ka pata hota hay na money management ka aur na lot size aur stop loss aur take porift ka. qo bilkul nahi jantay kay trade main enter kaisy hona hay aur exit kab hona hay. aur trade ko market kay sath sath manage kaisay kerna hay. aur ager trade idea kay ulat chali jaye to us ko exit kab kerna hay. isi liye wo loss letay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим