Dear friends mery khayal mein ziyada profit se behter hai market mein zinda rehna. Ziyada profit ky chaker mein ager ap ka account wash ho jata hai to is ka koi faida nahi hai. To aj hum money management per baat kerty hain ky hum money management ky sath apny account ko kasy safe ker sakty hain.
Sab se pehly to ye ky money management hai kiya cheez?
Dear money management ye hai ky ap ky pass kitna balance hai aur ap us ko kasy use kerty hain.
Ager ap ky pass balance kam hai to ap ko chaye ky ap ziyada se ziyada 2 trade hi open kerein. Is se ziyada na kerein. Acha to yahi hai ky ap 1 trade hi open kerien. Trade open kerty waqt lot size kam rakhein. Ta ky ager loss hota bhi hai to itna na ho ky ap ka account wash ho jaye. Ap ka market mein live rehna sab se ahm hai. Q ky jab tak ap market mein live rahein gy to kuch ker pain ge. Ager account wash ho giya to phir koi faida nahi hai.
Thory thory profit aur monthly bonus ky sath pehly apny account ko mazboot bana lein to ye baad mein ap ko profit de sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим