Indicator kia hotay hian MT 4 main?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator kia hotay hian MT 4 main?
    Dost kia mughay koe ye bata day ga kay aksar trader indicator ki bat ker rahy hotay hain. MT 4 main indicator say kia murad hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator kia hotay hian MT 4 main?

    Mt 4 terminal me indicators ka kam trend ko find karna aur market movement ka indicate dety hey, ye indicators technical bunyadu par banaye jaty hey, reliable indicators be hey aur esy indicators jes ki technical calculation etni achi nahi hoti ye traders ko mostly confuse be kar sakty hey, koch indicators ko me es ley yaha mention karna zarori samjta hon key ye indicators reliable be hey aur expert traders be esy indicators ko acha samjty hey (Moving average, RSI, CCI, support and resistance) ye wo indicator hey jo worldwide me popular hey.
    • #3 Collapse

      Re: Indicator kia hotay hian MT 4 main?

      Dear jaisa k name se zahir ha indicator indication deta ha market ki next movement ki aur mt 4 mein indicators use kiye jaty hain analysis k liye k trade.diffrent indicator use hoty hain analysis k liye k liye aur ye hamari asani k liye hain aur ye technical analysis k liye use hoty hain jab ham trchnical analysis karyn gy tu koi bhi indicator use karyn gy jaisa k RSI, CCI ,moving avrage waghaira jis p hamyn acha result mily ham use kar sakty hain ye asan bhi hain aur mostly traders use karty hain kyun k kafi indicators aisy bhi hain jo bahut mushkil itni asani se na ham use kar sakty hain aur na hamyn samjh ati hai is liye behtar masheara ye ha k ap ne koi bhi new indicator use karna ho tu ap pehly demo account p use kar lyn ta k apko us ki samjh bhi aa jaye aur result ka bhi pata chal jaye agar result acha dy raha ha aur us k mutabiq analysis theak hain tu ap real trading mein use karyn.
      • #4 Collapse

        Re: Indicator kia hotay hian MT 4 main?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
        Dost kia mughay koe ye bata day ga kay aksar trader indicator ki bat ker rahy hotay hain. MT 4 main indicator say kia murad hay?
        metatrader 4 main indicators traders ki help ke liye hote hain indicators se trading ka market ka friend Dekha Ja sakta hai lekin Yeh 100% right nahi hota Ye sirf ek intazar Hota Hai traders usko MP4 terminal ko help ke liye hai use karna chahiye isko 100% right nahi samajh Na Chahiye Kyunki indicators be wrong ho sakte hain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Indicator kia hotay hian MT 4 main?

          je bilkul ap ne boht ashi baat ki ha k aksar traders ko confusion rehti ha k currency ko buy karna ha ya sell karna ha to is k lye meray khaya ma chand batain jo bohat ehm like
          == Sab se pehlay to yeh currency pair pe depend ha kon sa ap ne currency pair ko choose kia
          == Jab ap ne kisi aik currency pair ko chuna ha to os currency pair k chart ko ashi tarah analyse karna chahye
          == Sab se pehlay os pair ma trend ko check karain k kon sa trend chal raha ha, hamasha trend k hisab se order lagana chahye agar main trend sell ha to sell k signal ko talash kar k sell ki hi trade lagani chaye aur is tarah buy k trend ma buy ka order
          == Os currency pair ki news ko bhi follow karin aur dono countries ki news ko dekhna chahye
          == Buy aur sell ki trade ma hamesha trend ko follow karain aur trend ko check karnay k ly moving averages ka use lazmi karaina
          • #6 Collapse

            Re: Indicator kia hotay hian MT 4 main?

            Indicators kia hey aur ye kes tarha work karty hey es ki information traders ko hona bahot zarori hay, indicators technical base par develop key jaty hey, indicators price ki moving average key sath market ka oversold aur overbought ka be eshara dety hey buying aur selling signals ya to moving average key base par indicators provide kar sakty hey ya oversold aur over bought base par, jab be market oversold zone me hoti hay to selling indicate aur over bought zone me buying indicate indicators provide kar sakty hey.
            • #7 Collapse

              Re: Indicator kia hotay hian MT 4 main?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
              Dost kia mughay koe ye bata day ga kay aksar trader indicator ki bat ker rahy hotay hain. MT 4 main indicator say kia murad hay?
              Indicators traders ki help ke liye hote hain lekin traders ko Hamesha ek baat Apne mind mein rakhni chahiye ki koi bhi indicator 100% right nahi hota Hame indicators se sirf help leni chahiye aur indicator score 100% right nahi samajh Na Chahiye Kyunki indicators se trading Karke bhi traders core loss ho sakta hai isliye trading karne ke liye Apna pura plan Banaye
              • #8 Collapse

                Re: Indicator kia hotay hian MT 4 main?

                dear bilkul sahi farmaya ap nay aik achay trader ko indicator kay baray maim achi tarha pata hona chanhiay ye market ki movements ko indicate karta hay bahut say indicator hain different style kay ndicators price ki moving average key sath market ka sell aur purchase ka be eshara dety hey buying aur selling signals ya to moving average key base par indicators provide kar sakty hey ya oversold aur over bought base par is liay agr koe new indicator hay to ap us ko real account pa use mna karen ku kay ap ko har new indicataor ko use karnay say pehlay achi traha samjh lena chahiay tak kay ap ko koe nuqsan na ho aur ap pehly demo account pa use karen
                • #9 Collapse

                  Re: Indicator kia hotay hian MT 4 main?

                  inicator is a sign jis ki wja say hum predict kar sakty hyn k market kis trf jaa sakti hai ar us inicator ko daikty huwayhum trade laga sakty hyn ar us ki waja say hum profit kama sakty hyn ar indicator say pata chalta hai k ab hum buy kar sakty hyn ye sell
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicator kia hotay hian MT 4 main?

                    Dear jab ap ais market mai kaam karty hai to ap ko analysis k liay diffrent tool use karny party hai jin se ap ko asani ho jati hai market ka trend samjhny k liay ausi k liay hum ais market mai indicator use karty hai jis se hum ko market k trend ki indication mil jati hai aus se hum ko hint mil jata hai k market ka trend kai hai aor ais market ne kaha move karna hai agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ye pata hona chyae k kon sa indicator kaisy kaam karta hai aor aus ko kaisy use karna hai, jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ye pata hona chaye k ais market mai ap ne koi indicator use karna hai to aus k bary mai ap ko pata ho k ye kaisy kaam karta hai aor ais mai hum kaisy trade lagaty hai aor ais mai kab hum ne entry se nikalna hai.

                    Click image for larger version

Name:	moving.png
Views:	3
Size:	23.5 کلوبائٹ
ID:	12321736

                    Dear ap ne ais picture mai dekha hai k ais mai ap ko moving average nazar aa rahe hai ais mai agar ap ne trade lagani ho t ais mai ap diffrent period select karty hai aor aus par ap trade lagaty hai agar ap ne ais mai kaam karna ho to ap ko ye pata hona chaye k ye aik legging indicator hai aor ye market k trend k hisab se ap ko bata raha hota ha ais mai trade agar ap karty hai to ais mai long term ki trade ap ko milti hai jis k liay ap ko wait karna parta hai take profit hit hony ka.
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicator kia hotay hian MT 4 main?

                      dear mt4 ek trading platforum ha jis mein ap work kar kay ahci earning karty hein or broker ka software hota ha jis mein user bank kay sath online trad karty hein is liye mt4 mein indicators use hoty hein jin ki help say market ki movement ko hum achi tarha judge kar sakty hein or is liye agar apko agar ap achy indicators ko use karo to behtar say behtar trading kar sakty hein or forex mein ap achy indicators ko use kareen to bohat he behtar earning hasil kar sakty hein or is liye hard work or acha experience apkay liye bohat he zaori haor is liye hamesha hard work or achy indicators ko use kareen jesy kay rsi mcad or billinger band bohat he achy indicators hein jin ki help say bohat he achi earning ki ja sakti ha or ye sab indicators market trend ko use karny kay liye judge karnay kay liye bohat he zarori ha is liye hard work or acha experience bohat he zarori ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicator kia hotay hian MT 4 main?

                        Indicators and oscillators are tools which are used for Forex trading they can predict further movement of the market Aap Yahan Se Idea Le sakte ho ki market ab next bullish move Karegi ya bearish reach move karegi the market leaders apko chye ky trading ma apko management zarur krni chye apko maloom hona bahot zarori hai lehaza management strategy is to be gorgeous apko ma yeh btana chahta hin ky
                        meta trader 4 ma apko tool istemal krny chyen in ma aoko hidden secrets nilty hain bahot sara data aisa hota hai jis py qabu pana mushkil hai jo sirf aor sirf humen tools ky istemal py he acha mil skta hai Odia members I requested to all seniors and juniors and newcomers and newbies must use tools as a indicators and oscillators trendline use kare Taki aap market se Accha fayda Utha Na Sako Forex trading Mein Perfect approach is very necessary Sodu struggling hard work and get more profit
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicator kia hotay hian MT 4 main?

                          Metatrader name bahut Sare indicator Hote Hain Hum logo ko in indicator ko kam se kam istemal karna chahiye Kyunki in ka bahut hi kam fayda Hota Hai Hum Logon Ko usse kuch Aasan nahi hota hai usse Hum logo ko Zyada Mat Karna hoti hai phir Hum Logon Ko In Ka fayda Hota Hai
                          Removed by Moderator.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Indicator kia hotay hian MT 4 main?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
                            Dost kia mughay koe ye bata day ga kay aksar trader indicator ki bat ker rahy hotay hain. MT 4 main indicator say kia murad hay?
                            Indicator Hum logo ko yeh batate AK market ab aap Jayegi ya phir down indicators ko follow Kar Ke Hum Log Kafi achha profit bana sakte hain ye Hum logo ko market ka trend batate Hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X