Jaiza: High Frequency trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: High Frequency trading

    High frequency trading ka sada aur simple meaning yehi hai kay jo pairs ya commodities aik dusray say attach hoti hai aur Jin mai say aik bhi move karain tou uss ki wajah say baqi pay bio usska asar parta hai. Jo traders is chain ko samajh laitay hain unki trading high frequency trading kaha Jata hai. Iss Tarah ki techniques hamesha trading mai faida daiti hain. Kiyu kay jab aik chain pay kaam kia jaey tou us mai say aik bhi currency pair ya commodity ka bhi pehlay pata chal jaey tou tarders pehlay say apni strategy aur planning set ker skatay hain jiss sy unhain bohat acha business mill Jata hai aur sub traders ka trading kertay huay forex mai main object bhi yehi hota hai kay achi trading ker kay acha profit banaya jaa sakey. Iss liye aisi techniques ko zarur seekhna chaiye

    اب آن لائن

    Working...
    X