Tradding sa pahly chart ki movments and candles ki movments ko samjhna chaheye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Tradding sa pahly chart ki movments and candles ki movments ko samjhna chaheye?

    Agar Hum Logon Ko market ki movement Ka Pata Chal Jata Hai To Phir Hum Logon Ko is Madrid karne mein bilkul nahi ghabrana chahiye bol ke hum logo ko foreign history Allagadda Nahi Chahiye Ye trade Hamare profit Mein Jayegi Aur Hum logo ko Ishara Kafi kuch fayda Hudson Hota Hai
    Removed by Moderator.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Tradding sa pahly chart ki movments and candles ki movments ko samjhna chaheye?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Gamer007 پيغام ديکھيے
      Dear brother. Main forex forum.mai. new aya hon and main apny kuch senior sa is baary main kuch maloomat laina chahta hoon k meharbaani kar k mujhy btaian k kia jab ham tradde lgany lgain to hamain us sa pahly chart ki movments ko madenazar rakhna chaheye.? Ya phir aysa nahee karna chaheye q k chart ki movments bahot hi zyada change ho jati hy. So hamain aysa karna chaheye ya phir nahee? And main is baary main bahot hi zyada confious hoon. To senior and expert sa guzaarish hy k barahe maherbaani mujhy btaya jay.
      Jab Hum Log trading se pahle Maachis ki movement for candle chemo Matka ko samajh lete hain toh phir Hum Logon Ko iska bohot hi zyada fayda hota hai aur hum logo ko market ka trend Mil Jata Hai Jis Se Hum Log Kafi acha profit Banane mein kamyaab ho sakte hain uska Hum logo ko bahut hi jyada fayda ho sakta hai
      • #18 Collapse

        Re: Tradding sa pahly chart ki movments and candles ki movments ko samjhna chaheye?

        forex trading ma trading say phaly candle aur market ki movements ko note karana chayee ar chart ki movements ko daik kar aup ko entry lani chayee is traha ap kay profits gaining kay chances bohat zaydaa hota hyn ar more earn karty ho aup
        • #19 Collapse

          Re: Tradding sa pahly chart ki movments and candles ki movments ko samjhna chaheye?

          forex mai hamy ache learning hasial kar ky candle ky charts ko samj kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain hum is mai real or sada urdu mai trading karty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai agar kam karty howe lalch kary gy ya hum emotional ho ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain
          • #20 Collapse

            Re: Tradding sa pahly chart ki movments and candles ki movments ko samjhna chaheye?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Gamer007 پيغام ديکھيے
            Dear brother. Main forex forum.mai. new aya hon and main apny kuch senior sa is baary main kuch maloomat laina chahta hoon k meharbaani kar k mujhy btaian k kia jab ham tradde lgany lgain to hamain us sa pahly chart ki movments ko madenazar rakhna chaheye.? Ya phir aysa nahee karna chaheye q k chart ki movments bahot hi zyada change ho jati hy. So hamain aysa karna chaheye ya phir nahee? And main is baary main bahot hi zyada confious hoon. To senior and expert sa guzaarish hy k barahe maherbaani mujhy btaya jay.
            Assalamu Alaikum ji bilkul bhai Agar Hum Forex Hona chahte hain ya FIR Hum Chahte Hain ki hum Forex acche se save kar sake to uske liye bahut Zaroori Hai Ki Har Tarah ka knowledge Forex ke bare mein Hasil Karen aur FIR usko follow Karen tabhi Hum Kamyab ho sakte hain agar aap Chahte Hain ki aap ke Lagaye trade Ek profitable trade Ho Jaaye aur aapko usse bahut jyada profit Mile To uske liye nihayat zaroori hai ki aap trade open karne se pahle a Chahat Ki movement Aur Kya Uski movement ko acche tarike se samajh Le Agar aapko Chahat Ki movement aur candles ki movement ke bare mein knowledge nahi hai to aap mujhe nahi lagta ke profit Hasil kar sakte hain bahut kaam aisa hota hai ki aap is knowledge ke bagair profit Hasil karne aur waha FIR aap ki ladki ki vajah Se Hi aapko Milta Hai Shukriya
            • #21 Collapse

              Re: Tradding sa pahly chart ki movments and candles ki movments ko samjhna chaheye?

              Trading kernay say pehlay trader ko chahye kay wo trading kay liye select kiaye gaye chart ko achi traha say analysis keray aur khud is main dekhay kay kia is chart main koe aisi waja to nahi hay kay market merya idea kay reverse jaye. aur kitnay aisay logic hain jis ki bina per main is chart main trade laga raha hon. que kay har kaam kay pechay koe na koe logic hota hay aur logic kay baghair trader ko trade nahi leni chahye. que kay trade pattern tab hi show hot hay jab koe logic banta hay jis ko dekh ker trader market main entry leta hay. some time wo logic wrong ho sakta hay. lakin yeah ko boht bari bat nahi hoti. is liye blindly entry lenay say entry na lena thek hota hay.
              • #22 Collapse

                Re: Tradding sa pahly chart ki movments and candles ki movments ko samjhna chaheye?

                aap logo ko chahiye kya training karne se pahle graph chart score read karne iska technical analysis banale candlesticks ko dekhna isme Green Signal sali candlesticks kitni hai aur Yahan Par white ya black wali kitni candlesticks hai sir aap Log Yahan Par investment Karen analysis nikalne ke baad jisse aapko knowledge bhi increase hoga aur aapki investment Jyada acche se increase ho sakti hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Tradding sa pahly chart ki movments and candles ki movments ko samjhna chaheye?

                  trading sy pehly movements ka samjhna zarori hy us movement ka taeluq chart sy ho ya candles sy jo bhi trading ap movment ko samjhny ky baed karin gy wohi trading hum ko naffah dy gi movement ko samjhy baghair trading karny sy nuqsan hi ho ga naffah ni ho ga ji nuqsan sy buchny ky lie or naffah hasel karny ky lie ap ko sub sy jo ahum kaam hy woh hy forex markit ki movement ko parkhna or us ka samjhna keh markit kes truf move kar rahi ho naffah ki truf to pher us main trade kar li jae to ap ko naffah hasel ho ga or agr markit move kar rahi ho gi nuqsan ki truf to us waqt trading ni karni chahy qeyon keh us waqt trading karny sy ful nuqsan ky chans hoty hain is lie guzaresh hy keh jub bhi trading karny lugo to markit ki movement ko dikh kar trading karni ho gi

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X