CCI or RSI me kya difference hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    CCI or RSI me kya difference hai?
    Dear members Assalam-o-Alailkum!
    Me ye puchna chahta hu k CCI indicator or RSI indicator tqreebn same hi hai dekhny me or kaam b ek jesa hi karty hai ap agar dekhy hai to apko pata hi hoga lekin in me difference kya hai or agar dono ka comperison kia jaye to kon sa best hai trading k liye or in ka sahi istmaal kya hai agar ham in ki help lena chahy to market k analysis kesy kiye jaye in indicators sy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: CCI or RSI me kya difference hai?

    Dear CCI indicator aur RSI indicator me bahot zeyda technical difference hay jes ko samjna bahot zarori hay, RSI indicator ko use kar key market condition ki information hasil ho sakti hay magar oversold condition me hay ya overbought condition me ye information agar mil sakti hay to RSI indicator se hi mil sakti hey jab key CCI indicator ko agar short term ki trading key ley use kia jaye to zeyda behtar hay es ki waja ye hay key CCI indicator new trend ko hi identify kar sakta hay jes key base par RSI indicator ki tarha long term ki trading nahi ki ja sakti.
    • #3 Collapse

      Re: CCI or RSI me kya difference hai?

      Dear jaha tak baat hai CCI aor RSI ki to ye dono indicator hai aor ain mai hum trade lagany k liay oscilator k tor par use karty hai ais mai jab ap ne trade lagani hoti hai to dono mai aik jaisa hi graph ban raha hota hai aus k liay aj ap ko tareeka bata raha hun jis se ap ain dono ko use kar k achi trade laga sakty hai.

      RSI Indicator:

      Dear jab ap ne chart par RSI indicator use karna hai to ais ko ap ne aik to 30 aor 70 wala level select ni karna hai ais mai ap ne thori si chage karni hai ais mai ap ne 20 ka level aor aus k sath ap ne ais mai 80 ka level use karna hai ais se ap ko jo bhi trade mily gi wo conform ho gi magar ais k sath ais mai jo zarori baat hai wo ye hai k jab bhi market trend mai ho to aus time ap ne ais ko use ni karna hai. Jab market range mai ho to aus time ap ne ais ko use karna hai kun k ye aik oscilator hai aor ais mai agar apne trade karni ho to ais mai ap tab acha result le sakty hai jab market range mai ho gi agar market ne trend mai moment start kar di to aus time ye ap ko loss dy ga.

      RSI aor CCI ko akhta use karna:

      Dear jaisy k ap ko pata hai k ain dono ka graph aik jaisa hi ban raha hota hai aor agar ap ne ais mai koi trade lagani hai to aus mai ap ne jab bhi dekha ho ais mai ap period change kar k ais mai trade laga sakty hai jaisy agar ap ne Rsi ko 14 k period mai rakha hai to CCI ko 21 mai rakh sakty hai aor aus k baad jab bhi market moment start karti hai to ais mai short period waly k hisab se ap ne ais mai trade karni hai jaisy hum 2 diffrent period ki moving averages use kar k trade banaty hai aor aus par trade karty hai ais par bhi aisy hi ap ne trade lagani hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: CCI or RSI me kya difference hai?

        Asal main Ye dono indicators dikhnay main aik jaisy hay aur en say different time frame par different result lenay kay liye hum en dono kay levels change kar sakty hay aur ziada tar enkay upar level 80 aur lower level 20 use karty hay aur en dono say agar acha result lena hay to humay H4 say upar waly time frame ko use karna chahiye tab hum market say bohat achy pips ka profit hasil kar sakty hay
        Click image for larger version

Name:	CCI and Rsi.jpg
Views:	1
Size:	118.4 کلوبائٹ
ID:	12321764
        Combine Use Of CCI and RSI
        Agar hum en dono ko aik he window main use karna chahty hay to asani kay sath use kar sakty hay aur es trha en dono kay levels ko match karna bhi humary liye asan ho jata hay aur eski look aik window main es trha ki hoti hay
        Click image for larger version

Name:	CCI and Rsi One Look.jpg
Views:	1
Size:	119.3 کلوبائٹ
ID:	12321765
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #5 Collapse

          Re: CCI or RSI me kya difference hai?

          dear forex trader asslam o alikum umeed hay ap theak hon gy donu main bahut technical difference hay SI indicator ko use kar key market condition ki information hasil ho sakti hay magar oversold condition me hay ya overbought condition me ye information agar mil sakti hay to RSI indicator se hi mil sakti hey jab key CCI indicator ko agar short term ki trading key ley use kia jaye to zeyda behtar hay es ki waja ye hay key CCI indicator new trend ko hi identify kar sakta hay jes key base par RSI indicator ki tarha long term ki trading nahi ki ja sakti.
          • #6 Collapse

            Re: CCI or RSI me kya difference hai?

            dear firex trading members
            RSI ko relative strength index oscillator kaha jata hai is ki reading kch is trah sy analysis ki jati hai ky forrx ma is indicator ko apply krny ky bad is ma market ky time frame ko set kia jata hai agr market above 80 ki reading show kry to kaha jata hai market over bought hai reversal aa skta hai aor agr market below 20 ho to o er sell count ki jati hai aor kaha jata hai reversal to bull aa skta hai jub y jo ap ny CCl ka kaha hai to cci Mein batana chahunga CCI indicator ko commodity channel index Kaha jata hai yeh originally introduced Kiya gaya Donald Lambert ki taraf se Donald Lambert have introduced 8 in 1980 and is no a very common tool for trader in identifying cyclic trend not only in commodities but also in equality equities and currencies
            منسلک شدہ فائلیں
            • #7 Collapse

              Re: CCI or RSI me kya difference hai?

              Assalamualaikum dear Forex trading members relative strength index indicator or commodity channel index indicator do different type ke indicators hai relative strength index indicator moving average 200 days moving average 50 days moving average caterer work karta hai isme market Mein sellers power of buyers power Ko categorise Kiya Ja sakta hai market Mein relative strength index indicator ki reading above 80 ho to oversold market count ki Jati Hai Jab Ke Agar market mein relative strength index indicator ki reading below 20 ho to oversold market count ki Jati Hai Isme aapko understanding Karni chahiye commodity channel index indicator commodity trading pairs market main technical analysis different channels Bananewale patterns ko identify karta hai aapko commodity channel index indicator use Karke is se achi predictions hasal Karni chahiye
              • #8 Collapse

                Re: CCI or RSI me kya difference hai?

                Dear ye 2no he ap nay jesy bola ka same indicators ha yes ye 2no market ki movement or us mein market daily weekly jitny bhe point pay rakhty hein us pay apko market ki direction bata dyti ha is liye forex mein agar ap achi earning karna chahty hein to indicators ka use kareen to behtar ha or is kay sath sath ap is say bohat he acha profit bhe earn kar sakty hein or forex mein indicators ko use karna bohat he behtar ha is mein ap diffrenct indicators use kar sakty hein or iski help say bohat he achi earning kar sakty hein or rsi ek bohathe behtar or kamyab indicators ha jo kay market ki unchai or nechla darja ko bta dyta ha is liye agar ap is mein wait kareen or achi earning karna chaheen to ye indicators bohat he behatr ha jis mein fast or acha profit earn kiya ja sakta ha
                • #9 Collapse

                  Re: CCI or RSI me kya difference hai?

                  dear csi or rsi ek bohat he achy indicators hein is mein ap bohat he achi trading tips hasil kar sakty hein or forex mein ye 2no boht he papular indicators ha in ki wja say ap bohat he acha or kamyab work kar sakty hein or forex ek life time or best bussiness ha jis mein apni life ki achivement ki ja sakti ha or khuda ka shukar ha Allah nay hameen har naymat say nawaza ha is liye forex bhe ek best work ha agar is menin ap mehnat kareen to kamyabi hasil kar sakty hein or easy success hasil kar sajkty hein so rsi csi say bhe best indicators ha ye market ka uper level or lower level 2no he achi tarha say guide kar dyta ha jis ki help say ap acha profit earn kar sakty hein
                  • #10 Collapse

                    Re: CCI or RSI me kya difference hai?

                    RSi indicator ka bahut hi jyada fayda hota hai aur uska indicator Ko Hum Log follow kar Kafi Hai chapora Fort bana sakte hain isliye Hum logo ko Rs indicator ko follow Kar Kar Na Dikha Ne chahiye tha ke hum log it's a ka future profit Bana sake
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Re: CCI or RSI me kya difference hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
                      Dear members Assalam-o-Alailkum!
                      Me ye puchna chahta hu k CCI indicator or RSI indicator tqreebn same hi hai dekhny me or kaam b ek jesa hi karty hai ap agar dekhy hai to apko pata hi hoga lekin in me difference kya hai or agar dono ka comperison kia jaye to kon sa best hai trading k liye or in ka sahi istmaal kya hai agar ham in ki help lena chahy to market k analysis kesy kiye jaye in indicators sy.
                      Yeah do indicator Hai in mein bahut hi jyada difference Agar hum log in the difference ko samajh lete hain toh hai hum logo ko iska fayda ho sakta hai aur Agar hum log in ko Samajh Kar trading Karenge Toh Hai Hum Log kamyabi Hasil kar sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: CCI or RSI me kya difference hai?

                        expensive individuals Assalam-o-Alailkum!
                        Me ye puchna chahta hu k CCI indicator or RSI indicator tqreebn equal hi hai dekhny me or kaam b ek jesa hello karty hai ap agar dekhy hai to apko pata hi hoga lekin in me difference kya hai or agar dono ka comperison kia jaye to kon sa nice hai trading okay liye or in ka sahi istmaal kya hai agar ham in ki assist lena chahy to marketplace ok evaluation kesy kiye jaye in indicators sy.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X