Re: Jaiza; Right use of indicators
Proper indicator and right time frame mein hi indicators precise value detay hain. Agar koi indicator, for example, bollinger bands jo trend ki identification kay liye use hota, agar is ko short time frames mein use karain gy to ye sahi value nahi day ga. Indicators ko market situation kay mutabiq use karna hota ha kyun kay kuch indicators leading indicators hotay hain, jab kay kuch lagging. Leading indicators wo indicators hain, jo advance mein market ki next move batatay hain, trader in ki speculation ki bunyaad par trades pehlay se open kar detay hain. Lagging indicators market ki current ya past movement ki base par next move predict kartay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим