Jaiza : Swap

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : Swap

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
    New traders trading jab trading account bana rahay hotay hian to us wakat aik option "swap free" hota jis ko dekh ker boht say log pareshan ho jatay hain. Aj main ap ko batata hon kay swap ki cheez hay aur account swap free hona chahye kay nahi.

    Swap :

    Swap asal main interest (sood) ko kehtay hain. Ager koe trader kisi bhi pair per trade laga ker us ko aik raat kay liye open rakhta hay to us pair ki currency kay mutabiq us trading account main ya to interest ki raqam jama ho jati hay ya us account say wo rakam nikal li jati hay.

    Positive Swap :

    Ager koe aisa pair buy kia jaye jis ki buy ki gai currency ka interest rate zayda ho aur sell ki gai currency ka interest rat kam ho to us sorat main interest ya swap ki rakam account main jama ho jati hay.

    Negative Swap :

    Ager koe aisi trade ki gai aur wo aik raat kay liye open rahi aur us main buy ki janay wali currency ka interest rate kam aur sell ki janay wali ka interest rate zayda ho to aisi sorat main interest ya swap ki raqam account say tafreeq ho jati hay.

    Note :

    Tamam musalmano ko sood ya interest haram hay is liye "Swap free" ka option isi liye rakha gia hay kay tamam Muslim apnay account ko jaiz tarikay say chala ker jain munafa kama saken. is liye hamesha swap free account use ker kay gunah say bachen.
    Swap Assam Mein interest ko kehte hain Jo hum logo ko matlab company ko Dena hota hai lekin forex market wale Hum logo ko swap free account be mukhya Karte Hain Jis Mein Hum Log trading Karke achha profit bana sakte hain isliye Agar Hum logo ko Saiya free account banana hai to abhi hum log bana sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : Swap

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
      New traders trading jab trading account bana rahay hotay hian to us wakat aik option "swap free" hota jis ko dekh ker boht say log pareshan ho jatay hain. Aj main ap ko batata hon kay swap ki cheez hay aur account swap free hona chahye kay nahi.

      Swap :

      Swap asal main interest (sood) ko kehtay hain. Ager koe trader kisi bhi pair per trade laga ker us ko aik raat kay liye open rakhta hay to us pair ki currency kay mutabiq us trading account main ya to interest ki raqam jama ho jati hay ya us account say wo rakam nikal li jati hay.

      Positive Swap :

      Ager koe aisa pair buy kia jaye jis ki buy ki gai currency ka interest rate zayda ho aur sell ki gai currency ka interest rat kam ho to us sorat main interest ya swap ki rakam account main jama ho jati hay.

      Negative Swap :

      Ager koe aisi trade ki gai aur wo aik raat kay liye open rahi aur us main buy ki janay wali currency ka interest rate kam aur sell ki janay wali ka interest rate zayda ho to aisi sorat main interest ya swap ki raqam account say tafreeq ho jati hay.

      Note :

      Tamam musalmano ko sood ya interest haram hay is liye "Swap free" ka option isi liye rakha gia hay kay tamam Muslim apnay account ko jaiz tarikay say chala ker jain munafa kama saken. is liye hamesha swap free account use ker kay gunah say bachen.
      Dear friend forex trading main swap account or swap free account available han jab hum apna account open karty han to is main aik option aata ha swap free account agr hum apna account swap free bana chahty han to us ko select kar daty han jab agr hum swap free ni bana chahty han to us ko select ni karna hota ha
      Swap ka matlab ha sood agr ap swap free account ni banaty han to phr ap ki har trade open karny pe ap ko sood dea jata ha ya phr sood kaata jata ha q k hum Muslims han humary deen main sood haram ha to phr hum apna account swap free account bananty han ta k hum sy na sood lea jay or na dea jay normal trading sy he ache earning kar sakeny is ley humy swap free account bana chae ha jab humy sood milta ha to wo positive swap hota ha or jab hum sy Lea jata ha to wo negative swap hota ha
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : Swap

        Swap k meaning hai. Currency exchange. Forex market mn jab ap pair mn koi currency lety hain to us py jo intrest rate hy usko swap kehty .
        Agr ap yen k badly mn dollar khredty hain to ham us currency ko hold kr rhy hain jis ka intrest rate yen sy zyada hy. Yani k agr wo dollar us bndy k pas hota to wo 5 percent sood leta. Ab usko jab ap ny yen diye to yen py do percent mily ga to usy 3 percent ka nuqsan hova to broker ye jo difference hy ap k account sy auto kat lety hain agr ap ik din sy zyada trade krty hain to isko swapkehyy hain.
        Muslim k liye aj kal swapfree account hain to i requested to all Muslim k ap swapfree account use kren.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : Swap

          Dear app agar Muslim hey to app ko swap account ki trading nahi karni chaye es ka app ko faida nahi hay, Muslim hony ki waja se app haram ki kami nahi kar sakty, app ye kesi ko motivate nahi kar sakty hey wo be swap trading kary, swap account bana kar app nuksan me hi rehty ho, without swap trading key be app ko acha profit ho jata hay magar swap account me interest shamil ho jata hay jo bilkul be jaiza nahi hay, mery khayal me without swap ki trading ka hi hamy faida ho sakta hay ham haram ka profit earn karny se bach jaty hey.
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : Swap

            Swap free trading account
            Dear member aap ne bahut hi acchi aur brief information tamam trader Tak pahunchi hai main aap ko is baat per appreciate karta hun aur Baki tamam logon ko bhi aise hi acchi information post Karni chahie. swap ek commission hota hai jis ko aap interest bhi kah sakte hain Jab aap ki ek trade over the night open rahti hai tu broker aap se swap commission leta hai woh positive bhi ho sakta hai aur negative bhi hota Hai. Jab Bam lnstaForex per account create karte hain to use per ek option aata hai ke create swap free account to us waqat agar aap swap free account bana lenge to over the night aap per Koi charges nahin hon ge.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : Swap

              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy forex trading main humy apna account swap free bana chae ha q k islam main sood haram ha isi waja sy humy swap free account bana chae ha is sy humari har trade sy na to sood katy ga or na he sood dea jata ha is ley humara account swap free bana chae ha ta k na hum lan or na he hum sood dan is ley humy proper analysis karny hon gy or proper money management sy trading kar k ache earning karni ho ge jo k sood sy pak ho ge Jo islam main haram Ni ha halal ha is ley humy chae ha hum apna account swap free rakheny ta k sood sy pak hon

              اب آن لائن

              Working...
              X