New traders trading jab trading account bana rahay hotay hian to us wakat aik option "swap free" hota jis ko dekh ker boht say log pareshan ho jatay hain. Aj main ap ko batata hon kay swap ki cheez hay aur account swap free hona chahye kay nahi.
Swap :
Swap asal main interest (sood) ko kehtay hain. Ager koe trader kisi bhi pair per trade laga ker us ko aik raat kay liye open rakhta hay to us pair ki currency kay mutabiq us trading account main ya to interest ki raqam jama ho jati hay ya us account say wo rakam nikal li jati hay.
Positive Swap :
Ager koe aisa pair buy kia jaye jis ki buy ki gai currency ka interest rate zayda ho aur sell ki gai currency ka interest rat kam ho to us sorat main interest ya swap ki rakam account main jama ho jati hay.
Negative Swap :
Ager koe aisi trade ki gai aur wo aik raat kay liye open rahi aur us main buy ki janay wali currency ka interest rate kam aur sell ki janay wali ka interest rate zayda ho to aisi sorat main interest ya swap ki raqam account say tafreeq ho jati hay.
Note :
Tamam musalmano ko sood ya interest haram hay is liye "Swap free" ka option isi liye rakha gia hay kay tamam Muslim apnay account ko jaiz tarikay say chala ker jain munafa kama saken. is liye hamesha swap free account use ker kay gunah say bachen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим