Jaiza: Buy low sell high

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Buy low sell high
    Buy low aur sell high

    ye bahot hi easy lagta hay key market jab low ho to buy orders ko place karna chaye jab market high ho to sell orders, magar me samjta hon key ye understand karna etna easy nahi hay key market low point par hay ya high point par es key jab tak traders ya investor market moving average method use nahi kar lety ye samjna bahot hi mushkil hay ho sakta hay key market jo agar traders low point par samjty hey mazeed low be chala jaye ya agar high point par samjty hey ye mazeed aur be zeyda high point par ja sakta hay es key ley 50 day ya 200 day movement average indicator use karna chaye es se ye clear ho jata hay key market low ya high point par agar hay to yaha se market reverse move le sakti hay ya nahi.
    Click image for larger version

Name:	mova-4-mmmturn.png
Views:	2
Size:	30.4 کلوبائٹ
ID:	12462569
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Buy low sell high

    Dear jab bhi koi order place karna ho tu jab tak achi tarha ap analysis ni kar lyn apko market ki movement ka andaza ni hoga kyun k market ki movement ka andaza lagany k liye technical aur fundamental dono analysis bhtt zaroori hain kyun baz time market jab extreme high chali jaye tu tu trader sell laga dety hain aur jab market extreme low chali jaye tu buy laga dety hain lekin aksar market high se bhi high chali jati hai is liye fundamental analysis bhi karny.chahyn aur diffrent qisam k indicators use kar k analysis karny chahyn aur is k liye bara time frame lagana chahye ta k hamyn pata chal saky k last market maximum kahan tak high laga k I ha aur kahan low laga k I ha aur us hisab se ham apni trade set kar sakty hain air market ki next movement ka idea laga sakty hain k next kya movement higi market ki.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Buy low sell high

      Ap ny sahi kaha hai agar ham ny buy me trading karni hai hai to market k lowest point ka wait kary or wait hi zroori part hai trading me agar ham low point ka wait kary gy to buy karny sy ham ko hi faida hai or points jan ny k liye apko market k analysis karny chahiye agar ap analysis kary gy to hi apko point mily ga or jitna low point par buy kary gy utna hi zeyada profit mily ga.
      Or jab ap ny sell karna ho tab market k high point ka wait kary or jesy hi market higa jaye ap sell kar ly or high point ka wait kary or jab market apny high point par ho to tab ap sell kar dy is sy marekt down move kary gi or apko us sy acha profit mily ga or trading me apko bus sahi point ka hi wait hota hai or agar ap aisi trades kary gy ek b to ap acha earn kar ly gy.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Buy low sell high

        G Haan dear aap sahe ky rahy ho kiu k sirf aap graph ko dheek kar kabhe bhe apni trade nhe laga sakty balky is k liye aap ko market ko achy sy lazmi analyza karna hota hy kiu k ye to newbies ko sirf pta hy k jab market down jae to sell ka order place karyn or jab kabhe market up jae to phir us waqt buy ka order place karyn ye ghalt to nhe hy lekin sirf is cheez sy kabhe bhe aap ka order sahe nhe ho sakta hy or aap ko is loss bhe ho sakta hy is liye phly market ko zrur analyze karyn or weekly basis py dheekyn k agr aap koi order laga rahy ho to market kab tak aap k haq main rahy ge is k ilawa experr mebers ye cheez new users ko lazmi btaya karyn kiu k un ko in cheezo ka itna ziada pta nhe hota hy jis ki waja sy kae dafa wo apna account he wash karwa dyty hyn jis sy bachny k liye in cheezo ka kniwledge hona bhout he zruri hy tab he aap ko ek acha profit hasil ho sakta hy
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Buy low sell high

          hum mt4 main jab bhe analysis kerty hain to pher hum sirf us main chart nakked k oper analysis nahe ker sagty hain humean us main moving average ya kisi bhe indicator ki help chahy hoti hai us main app k leay best indicator moving average hai hum high pay sell our low pay buy tb he ker sagty hain jab humean 50 ya 200 moving average ko price cross ker lay mean thora wait kerna parta hai our khuch pips hum earn kernay say miss bnh ker jaty hain lekin us main cross k bad ki trade app k leay mazeeed confirm ho jati hai us main app ko chahy k app aik ache entry lenay k leay us ki move ka wati karien our price jab tak sahe apny high say moving average ko cross karey to pher he ap ko sell kerna chahy our jab down main low pay ho to pher moving average ko cross karey to pher buy ker k he acha profit earn ker sagty hain
          منسلک شدہ فائلیں
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Buy low sell high

            Aapne Kafi achi information share Ki Hai agar Lo. Se Bole entry Lete Hain To Hame forex market Mein Kafi achha profit Hasil ho sakta hai isliye Jab trading Karni chahiye to forex market Mein Lo. Se enable S entry leni chahiye bullish entry leni chahiye.
            Jeff market bahut jyada stronge ho jaye aur bullish Ho Jaye to usko kitane forex market mein ek strong entry leni chahiye jo aap ke Lenge reversible honi chahiye.
            needs to fake a forex market Mehndi in relative market Amazon stop loss and take profit Limited gana chahiye.
            Is Tarah Jyada market Mein trading Karte Hain To Hum acche tarike se trading kar lete hain.
            Yeh Aap Ki Baat bilkul theek hai hamain buy karna chiay weekness per or sell karna chiay high point sat is tara ham market main kafi acha profit hasil kar saktay hain.
            Forex market me trading karne ke liye different kisam ke formulas Hote Hain main market Mein trending karne ke liye aur Kafi achha profit Hasil karne ke liye Chahiye Hota Hai Kya market Mein Jab trading kare.
            Tony opportunity shopping karne chahiye aur Hame Hamesha stop loss of profit limit Lagana chahiye.
            Forex market Mein trending karne ke liye hi main market Mein launch error term trading karne chahiye.
            aap ko Maloom hona chahiye ki jawab market Mein trading Karte Hain To aap Agar acche tarike se trading Karenge.
            To aap ko Hamesha ke accha in commercial Ho Sakenge.
            Forex market Mein trending karne ke liye Hame stop motion and take profit limit Lagana Hota Hai.
            Punjab mein kitne acche tarike se trading Karenge to aapko profit nahi achha hoga.
            Hamain hamesha market main trading karnay kay liay stop loss or take profit limit Lagana chahiye market Mein.
            Or trading karnay kay liay hamain chiay kay ham jab trading karain to hamein stop loss lagana chiay.
            Or market main jab ham trading kartay hain to swing ka pata hona chahiye kiun kay jab ham market main trading kartay hain to hamain kafi acha profit and resistance areas per long term main income hota hai.
            Hamain chiay kay hamesha support or resistance areas ko ham log follow karain kiun kay hamain kafi acha fayda ho buy low or sell high wali strategies say.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Buy low sell high

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Buy low aur sell high

              ye bahot hi easy lagta hay key market jab low ho to buy orders ko place karna chaye jab market high ho to sell orders, magar me samjta hon key ye understand karna etna easy nahi hay key market low point par hay ya high point par es key jab tak traders ya investor market moving average method use nahi kar lety ye samjna bahot hi mushkil hay ho sakta hay key market jo agar traders low point par samjty hey mazeed low be chala jaye ya agar high point par samjty hey ye mazeed aur be zeyda high point par ja sakta hay es key ley 50 day ya 200 day movement average indicator use karna chaye es se ye clear ho jata hay key market low ya high point par agar hay to yaha se market reverse move le sakti hay ya nahi.
              [ATTACH=CONFIG]6346[/ATTACH]
              Dear jaisy ap ne ais picture mai dekhya hai k hum moving average use kary aor aus mai hum trade lagaye to ais mai waqai hum ko bahot hi achi trades milti hai kun k ais market mai jab hum kaam karty hai to ais mai ye hai k hum ko ais mai jab bhi koi trade milti hai wo tab hi miti hai jab market aik trend bana leti hai aor jab hum trend mai enter hoty hai to aus time hum ko kafi zayda faida hota hai.
              Buy ap ne jab bhi karna hai aus k liay aik rules yaad rakh ley market jab bhi major support par ho ya kisi major resistance ko break kary to aus time ap ne market mai sirf buy karna hai.
              Sell karny k liay ap ne kisi bhi chart par resistance level dekhna hai aor koi aisi support dekhni hai jo break hoi ho to aus par ap ne trade lagani hai sell ki ais mai ap ko confrom hota hai k market next support ya jaye gi aor ap ko trade lazmi profit dey gi.
              Ap ne agar koi asan tareeka nikalna hai to ap 50 aor 200 ki moving average laga ley jab bhi market 50 ki moving average ko oper se touc kary to ap buy trade k sath market mai enter ho jaye aor jab bhi market 50 ki moving average ko nechy se touch kary to ap ne sell ki entry lagani hai ais tarha ap ki trade kafi had tak thik ho gi kun k ais mai ap ko market kafi zayda faida dey gi.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Buy low sell high

                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                Buy low aur sell high

                ye bahot hi easy lagta hay key market jab low ho to buy orders ko place karna chaye jab market high ho to sell orders, magar me samjta hon key ye understand karna etna easy nahi hay key market low point par hay ya high point par es key jab tak traders ya investor market moving average method use nahi kar lety ye samjna bahot hi mushkil hay ho sakta hay key market jo agar traders low point par samjty hey mazeed low be chala jaye ya agar high point par samjty hey ye mazeed aur be zeyda high point par ja sakta hay es key ley 50 day ya 200 day movement average indicator use karna chaye es se ye clear ho jata hay key market low ya high point par agar hay to yaha se market reverse move le sakti hay ya nahi.
                [ATTACH=CONFIG]6346[/ATTACH]
                buy low sell Hai wali Satrangi Di wedding makeup achi hoti hai aur bahut Sare traders who is the strategy pe trading karkedi coffee profit hota hai lekin traders ko ek baat Apne mind mein rakhni chahiye ke sometimes Yeh Satyajeet geelong ho sakti hai isliye Hame proper planning Karke trading Karni chahiye Jab Hum Puri planning Karke trading Karenge so Hamare profit ke chances bahut jyada increase ho jayenge follows Agencies bahut jyada decrease Ho Jayenge
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Buy low sell high

                  g bhai apki bat sahi hai main apki bat se agree karta hun forex trading main buy sell k ilwa or bhi boht kuj hota hai jis k bary main ilm hona boht zarori hai es liye hmain chahye agr hum apni trading main acha profit earn karna chahty hain tu hmain forex ka knoledge hona chahye ta k hum apni trading ko achi trha se kar k achi earning gain kar sken or hmain apni trading main loss k chnces bhi kam ho jaen tu hmain apni trading ko bahtr bnany k liye demo account par trading ki practice karni chahye jis se hum real account main trading karny k qabil ho jaty hain jis se hum market ko bhi achi traha se analysis kar skty hain or apni trading main acha profit bhi eran kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Buy low sell high

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Buy low aur sell high

                    ye bahot hi easy lagta hay key market jab low ho to buy orders ko place karna chaye jab market high ho to sell orders, magar me samjta hon key ye understand karna etna easy nahi hay key market low point par hay ya high point par es key jab tak traders ya investor market moving average method use nahi kar lety ye samjna bahot hi mushkil hay ho sakta hay key market jo agar traders low point par samjty hey mazeed low be chala jaye ya agar high point par samjty hey ye mazeed aur be zeyda high point par ja sakta hay es key ley 50 day ya 200 day movement average indicator use karna chaye es se ye clear ho jata hay key market low ya high point par agar hay to yaha se market reverse move le sakti hay ya nahi.
                    [ATTACH=CONFIG]6346[/ATTACH]
                    Buy low sell Hai wali trading strategy bhi Kafi useful or profitable hoti hai lekin traders ko chahiye Ke Jab Bhi trading Kare to proper plan Bana kar trading Kare please set traders ke lost Agencies Aur Bhi Jyada kam ho jayengi Kyunki some X log aur saal Hai wali trading strategy bhi theek nahi rehti or credit score is trading strategy pe kaam karke bhi loss ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Buy low sell high

                      bhai ap ny boht achi bat ki hai forex main hmara kam buy sell tak he mehdod nahi hota hai forex ka bsuiness itna waseh hai k hmain es ka knowledge gain karny k liye boht sara arsa darqar hota hai es liye hmain apni trading ko bahtr bnnay k liye forex ko leran karna chahye q k jitna hmary apss trading knowlkedge hota hai hum otni he achi trading kar skty hain q k market ko achi trha ase analysis k liye bhi hmari leraning or hmara knowledge boht ahmiyat rkhta hai es liye aghr humain apni trdaing ko proftalbe bnana hai tu hmain apni trading k liye expiernce ko gain karna chahye ta k hum forex k har point ko achi traha se use kar k apni trading ko profotable bna sken ie yah tab he possible hota hai jub hmary apss knowledge hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Buy low sell high

                        Assalamualaikum bhai kaise hain aap Mein Umeed Karti Ho ke aap khairiyat se Honge bhai Ja sake Apne information Di Hai Ke forex trading main buy sell k ilwa or bhi boht kuj hota hai jis k bary main ilm hona boht zarori hai es liye hmain chahye agr hum apni trading main acha profit earn karna chahty hain tu hmain forex ka knoledge hona chahye ta k hum apni trading ko achi trha se kar k achi earning gain kar sken or hmain apni trading main loss k chnces bhi kam ho jaen tu hmain apni trading ko bahtr bnany k liye demo account par trading ki practice karni chahye jis se hum real account main trading karny k qabil ho jaty hain jis se hum market ko bhi achi traha se analysis kar skty hain or apni trading main acha profit bhi eran kar skty hain main aap kis baat se Mukammal Tor Par Ek Baat Karti Hoon aur Mujhe aapki Yeh Sab Maloom aap se bahut fayda Hua Hai Shukriya Allah Hafiz
                        Last edited by ; 05-02-2019, 08:18 PM.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Buy low sell high

                          Asssalam O Alaikumm....bhaioon yeh ak bhhtt he achee techq haai k buy low and seel highhh pr isko smjhnaa itnaa bhe asaan nhee haiiii k aur is pyy kaam krna itna bhe asaan nnhee haii jitnaa hum isko smjhtaa haaiin...baazz dfaa aisaa hotaa hai k hum smjhtaai haiin k ab hmaain buy krnaa chhaiyaiii k market ab loww haiii pr hmarai liyee yeh baat ka andzaa lgana bhtt mushkil ho jata haai k ab market aur bhee loww jaiii gee ya is k baad ab high ke bare haii aur is k alawaa sell k time bhe yeh he baat hmaain mushkil mein daal dete haii ..is k hmaain na analysising seekhnee hoogee us kk is methodd ko he seekhnai k baad hum yeh anadzaaa lga sktaai haain k arkett ke agllee movement kiaa ho sktee hai tbb he hum koi bhe faislaa le sktaai haiin aur ak order placee kr sktaaii haainnn
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Buy low sell high

                            aapne bahut acchi state ji share Ki Hai buy low sell highi Ek best trading strategy hai Jisne aapko Jab market daily moving average ke sabse reversal Leti Hai chalo main aapko police trade leni chahiye Jab Ke high
                            py aapkoo sell trade leni chahiye Forex trading Mein strategic planning bahut zaroori hai aapko knowledge or experience use karte hue trading Karni chahiye market mein knowledge or experience bahut zaroori hai aapko market ka technical aur fundamental analysis ko importance deni chahiye Forex trading 1 best business hai jis mein support and resistance Japanese candlestick patterns all are very important soda members according to my knowledge and experience her member ko technical and fundamental analysis ke baad trading work start karna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Buy low sell high

                              Buy low Sell high ek bohot simple yet profitable strategy ha jis ma traders market k lower points se buy or higher points se sell order place kartay hain. Market ma price difference ki waja se lower or higher limits set ho jati hain, matlab ye wo points hain jahan se market ko agay move karnay ma mushkil hoti ha or yahi points potential profit wali trades k liye perfect hotay hain, specially pending orders ko use kartay huay kyun k in points k 2 outcome hotay hain, ya to market agay barhti ha ya reversal hota ha is liye dono directions ma pending orders place kar k safe trading ki ja sakti ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X