Market ko kysy analyze kiya jae??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

    forex trading main jub tak hum market ko achi trha se analysis nahi kar skty hum kbhi bhi proftable trading nahi kar skty hain q k market trading main total role paly karti hai jis ko hum ny lazmi follow karna hota hai es liye market main kiya chal raha hai or soki kitni values hain yah sub market ka jaiza leny k bad he hum dekh skty hain market ko analysis karny k boht se traiky hain jis main indicators ko bhi use kiya ja skata hai or analysis bhi use kiye ja skty hain es liye hmain market ko analysis karny k liye apny knowledge ko gain karna chahye q k jub tak ap market ka trend find out nahi kar skty hain ap market main trade bhi nahi kar skty hain es liye ap k analysis achy hny zarori hai profit eran karny k liye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

      Assalamualaikum dear Forex trading members main is topic pe discuss karna chahata hoon Jo bhai nahi share kiya hai ki Forex trading mein experience or market analysis kaise karna chahiye there are different strategies and methods for understanding market analysis AAP sab jante Hain Ki Forex trading mein NLC uski three types a fundamental analysis technical analysis and the combination of these two analysis is called sentimental analysis Forex trading mein knowledge or experience bahut important hai market ka analysis karne ke liye aapke pass Forex trading ka basic knowledge indicators and oscillators ki complete understanding Hona bahut jaroori hai uske sath hai aap Forex trading Mein successful ho sakte ho
      • #18 Collapse

        Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

        Market ka analysis trading kay doran bohot ziada ehmait rakhta hai. trading iss baat per bohot ziada depend karti hai ke traders market ka analysis kis trah say karty hain. Kion ke iss analysis ke base per he woh trading ka decision lay kar trading kar sakty hain. Aam toor per traders forex market ka analysis karny ke liye 2 methods use kar kay trading analysis karty hain. Ziada tar log trading kay doran analysis ke liye technical analysis aur iss ke liye use honay walay indicators ke base per trading anayssi karty hain aur indicators say signal ka wait kar kay trading karty hain. Jab kay baqi traders apni trading kay liye news events ka wait karty hain aur news event aur data release kay baad trade karty hain.
        • #19 Collapse

          Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

          janab market ka analysis krny ky leay kch steps ma.apko btana chata hun forex trading ma apko sub sy pehly to trading terminal ko smjhna chye
          meta trader 4 ma tools ky option ma jain aor different indicators and oscillators ko study kren aor forum sy guidance bhi mil skti hai other sources bhi use kr skty ho is ky elawa apko web py bhi knowledge milta hai indicators apko technical analysis ma help krty hain trading skills aor experience apni abilities ky hisab sy use krty huy trading krna bahot importance ka hamil hai ma yyeh bat wasoq sy kehta hun
          is ky bad apko fundamental aspects aor risk factors ko categories krna chye is ma apko nees calendar sy rahnumai milti hai jo apko market ma news affect py breef krta hai aor news ka history ky sath impact btata hai
          • #20 Collapse

            Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

            G han dear market ko achi tarha say agar ap analyze kar sakty hein to ap market mein raaj kar sakty hein forex market meinw sab say mushkil kam he yehi ha kay market ki movement ko 100% janan is liye agar ap market ki movement ko janana chahty hein to market mein wait kareen or or market ko judge karnay kay l;iye forum say first to acha experience or knowledge hasil kareen or us kay bad ap market ko kafi tarha analyze kar sakty hein jesy kay technical analysis is say ap ap chart mein kuch indicators ka istamal kar kay market ki movement ko judge kar sakty hein or is kay bad ata ha sentimental analysis is say ap market mein us pairs jis coutry ki currency houn us kay bary mein knoweldge rakhna hoga kay wahan ka halat kesy hein or wahan mein mueshat mein kya radobadal chal rha ha or fundamantal analysis is say ap market ko judge kar sakty hein ye best way ha market ko judge karnay kay liye
            • #21 Collapse

              Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

              Forex trading main market ko analysis karny ka boht say traky hai lakn zyda tar technical analysis aur fundamental analysis mshor hai technical analysis hum MT4 chart ka zarya kart hai laknfundamental analysis ya hum news pay depend karty hai forex market ko analysis karna bohat zaori hai agher hum bagher analysis ka trading karty hai to hum humsa loss karty rahy ka market ko analysis karny ka lay mutalf tools aur indicator use kaya jaty hai jan ka zary hum market ko analysis kar skaty hai her trader apni forex trading strategies ka hasb say market ko analysis karta hai lakn agher ap long trem trading karna chaty hai to ap ko D1 W1 MH1 time fram use karna chahay aur chart ki moving average aur dorsy indicator ko bi chak karna chahay jo ap nay apply kya hoty hai aur agher ap short tram trading karty hai to ap km time frame use kar sakty hai market ko analysis karny ka lay ap jo bai analysis kary us ko proper traky say karny.
              • #22 Collapse

                Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

                Market ko ap read karfnay kay liye bohat c website hein jin ki help say ap marke ko achi tarha djudge kar sakty hein jesy kay investing com ha or us kay sath sath new ko read kar kay forex factory ha us mein market ki news ko read kiya ja sakta ha lekin khud apny tor pay agar market jko judge karna ha to uskay bhe triqa ha jesy kay ap fundamental anaylsics ha jis menin us currency country mnein un logon kay nexst plain kya ha un kay bary mein achi information ka hona ha or then technical anaysics jis mein indicators ka use kar kay market ki movement kay bary menin information hasil karna ha or sentimental is mein andaza lgana kay lognn kay dil mein kis currency pair kay bary mnein kya khayalat ha log kis mein zyada invest kar rhy hein or logon ki trading ko read karna then market mein ap achi tarha profit earn kar sakty hein
                • #23 Collapse

                  Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

                  Ager him log market ko analysis krna ha to is ky leya him logo ko market ko smjna ho ga jib him log market ko smj latty ha to Phir him logo ko is Ka bhot fida hota ha or him log Kafi fida hasil kr skty ha or kamyabi milti hai
                  Removed by Moderator.
                  • #24 Collapse

                    Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Naqashali پيغام ديکھيے
                    Slam dear friends kysy hy sab friends main aap sy ye pochna chata hn k ham market ko kysy analyza kar sakty hyn kiu k ye ek bhout he mushkil kaam hy aap ki trading ka sara daromadaar is py he hota hy agar aap ko market ko analyze na karna aata ho to aap k liye ye kaam mushkil hy or aap trading k duraan koi bara loss karwa sakty hyn is liye khaas tor py newbies k liye ye zruri hy or wo is k baghair trading main kabhe kamyabe hasil nhe kar sakty or is tarha sy aap ka account bhout jald he wash ho jata hy or aap ka account jitna bhe bary sy bara ho aap ko kuch bhe nhe mil sakta aap loogo sy meri guzarish hy k please mjhe is k bary main thora bta dyn k knsa bhetar tareeqa hy k ham us sy market ko ziada achy sy analyze karyn or ye bhe bta dyn k market ko knsa bhetar method hy k ham us ko easily samhaj lyn or is tarha ham trading main thora easaly kaam kar sakyn
                    Assalamualaikum bhai aapne bahut hi accha question Pucha Hai Mere Khayal Mein Malkit ko analysis karne se bahut Sare tarike hai agar hum log kam Kare Kho Kho follow karke wedding karte hain to pregnant bahut hi jyada fayda hota hai aur hum log market mein se Achha craft bana sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

                      forex trading main market ka jiza lena ak bhut zaruri point ha qk is ka elwa ap kabi bhe apni trade quality ache ni kar skaty han or market ka jiza lena ka lea wasy tu ap k pas bhut sa options han lakin sb sa asan traeeka yah ha ka ap ko bull or bear ki candles ki proper treeka sa malommat ho ya ak bhut asan treeka ha market ka ko aynalis krna ka is lea ap ko chaiya ka ap candles ko dekhna us ki bary main learing kren un ki shaps ka ap ko pata ho ka kon se shape wali candle bany ge tu market kis tarf move kry ge agar ap candles ko smjh jaty han tu ya sub sa besty treeka ha
                      • #26 Collapse

                        Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

                        Slam pricey friends kysy hy sab pals main aap sy ye pochna chata hn okay ham marketplace ko kysy analyza kar sakty hyn kiu okay ye ek bhout he mushkil kaam hy aap ki buying and selling ka sara daromadaar is py he hota hy agar aap ko marketplace ko examine na karna aata ho to aap k liye ye kaam mushkil hy or aap trading okay duraan koi bara loss karwa sakty hyn is liye khaas tor py newbies okay liye ye zruri hy or wo is okay baghair trading main kabhe kamyabe hasil nhe kar sakty or is tarha sy aap ka account bhout jald he wash ho jata hy or aap ka account jitna bhe bary sy bara ho aap ko kuch bhe nhe mil sakta aap loogo sy meri guzarish hy ok please mjhe is okay bary most important thora bta dyn okay knsa bhetar tareeqa hy ok ham us sy marketplace ko ziada achy sy analyze karyn or ye bhe bta dyn ok market ko knsa bhetar technique hy ok ham us ko easily samhaj lyn or is tarha ham buying and selling main thora easaly kaam kar sakyn
                        • #27 Collapse

                          Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

                          Market ko analysis kernay kay liye khas kisam kay knowledge ki zarorat hoti hay. aur yeah teen trah ka hota hay.

                          Fundamental analysis
                          Technical analysis
                          Sentimental analysis

                          Ager trader chahta hay kay wo market ko trading kay liye predict keray ya janchay kay market kahan say kahan tak move ker sakti hay to us ko in teeno main say koe aik ka ilam ho ga to wo yeah jan sakay ga. kay market ki agay kia movement anay wali hay.
                          Is kam kay liye zayda ter technical aur fundamental analysis ka ilam use hota hay. baaz trader is ko alag alag ker kay use kertay hain aur baz trader fundamental aur technical ko mix ker kay analysis kertay hain.
                          Sab say zayda technical analysis ka ilam forex market ko analysis kernay kay liye use kia jata hay aur is ki accuracy kafi achi hoti hay.
                          • #28 Collapse

                            Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

                            Forex ki market ko analyse karnay kay liye instaforex ki janib say daily ki world main honay wali financial news ko dekha jata hai. Aur jo news sab say ziyada currencies per asar karti hai un ki report aanay kay bad hi hum trade ko buy ya sell per lagatay hain. Iskay ilawa humain forex kay mentor jinhen hum expert bhi kehtay hain un ko follow karna hota hai takay sahi say market ka analysis karnay main madad milti hai.
                            • #29 Collapse

                              Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

                              dear forex amrkeet main sab say ziada important aur kaam yahi hay k ham lose say kaisay bachain aur lose say bachnay k liye sab say ziada important hota hay k ham kaisay markeet ko samjhain aur is main entery kaisay aur kahan pay lain is kaam k liye ham sab say pehlay markeet ko analyze kia jata hay jo traders markeet ko achay tareekay say analsys krnay main kamyaab hota hay wahi traders markeet main achi earning bhi krtay hain aur success bhi hotay hain,markeet ko anasys krnay k bahut saray tareekay hain jo traders indicators ka sahara laitay hain wo bhi acha tareeka hay aur jo trend ki directions main reh kr markeet ko samjh kr kaam kraty hain un ko bhi achi earning milty hay laikin agar ham pivot khud banana seekh laitay hain to hamko kisi bhii aur setup ki zarurat nai hoge q k asal baat hoty hay k markeet ka trend kia hay jub hamko is baat ko confirmations mil jaye to hamary liye har aik trades ka lain bahut he assaan ho jata hay q k jub ham yeh jaan jatay hain k trend iska kia hay to ham kabhi bhi aisi wrong trades nai laingay jo trend k against hoge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Market ko kysy analyze kiya jae??

                                Yeh bhi theek ha magar candles aor relative strength index k Tor pe market ki movement daikho phr os k mutabiq trade lagaya karain...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X