Forex market me currencies key groups

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market me currencies key groups
    Forex market me hamesha currencies key group banaye gaye hey Forex market me ye possible hi nahi key kesi 1 currency ko buy kia jaye, currencies ki grouping esi maqsad key ley hay key kesi 1 currency key exchange kar deny se second currency ko khareedi jaye, GBP/USD ye 2 currencies ka 1 group hay jes ko pair be kaha jata hay, traders agar GBP ko khareedny me interested hoty hey to buy order place karny se wo GBP ko USD key badly me khareed lety hey es pair ki market jetni up jaye gi GBP ki value aur price be increase hoti jaye gi aur traders ki equity me be ezafa hota jaye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market me currencies key groups

    Yes dear forex trading aik online buisness hai jis mein diffrent country ki currencies hoti hain aur pair ki shakal mein hoti hain aur in pairs mein agar ap kisi aik currency ko buy karty hain tu doosri sell hoti ha aur currency kisi bhi country ki three words mein di hoti ha for example NZD/USD aik pair ha jis meib nzd newzeland ka dolloar ha aur usd usa ka dollor ha ab kisi bhi currency k pehly two words country ko show kartybhain aur last mean third word currency ko show karta ha jaisa k NZD mein NZ country ko show karta ha newzeland aur D uski currency ko show karta ha dollor,same aisy he tamam currency k pairs bany hoty hain agar ap nzd ko khareedna chahty hain usd k badly tu ap buy order lagayn gy tu nzd ap khareed rahy hon gy aur agar sell lagayn gy tu bech rahy hon gy currencies k pairs ka basic knowledge hona chahye aur ye trading mein helpfull hota ha
    • #3 Collapse

      Re: Forex market me currencies key groups

      forex market Mein aapne Dekha Hoga Ki her bro karne on different currency pairs ko group mein divide Kiya hota hai aapko Maloom hona chahiye ke Forex 14 x to appear Forex main major currency pair or exotic currency pairs in Mein Kafi Jyada farak Hota Hai.
      currency pairs Mein Ek currency was currency hoti hai aur second currency of Kuwait currency Hoti Hai In Dono currencies Ka aapas Mein currency exchange rate chal raha Hota Hai.
      agar humne currency market Mein trading karte waqt GBP USD currency pair Mein trade karna hai toh for example Aap Ki Baat bilkul theek hai aapne bilkul acche tarike se samjhaya hai.
      ok Agar Hum GBP USD currency pair Mein police entry Lenge Jo Humne GBP Ko kharida Hoga.
      Agar Hum GBP USD currency pair Mein beer is entry your selling entry Lete Hain To Humne US dollar to GBP Ke Badle Mein kharida hoga.
      Is Tarah hum dono shurta main market ki to a profit theory mein profit earning kar sakte hain aap ko Maloom hona chahiye K trading karte waqt tha main sirf aur sirf metatrader 4 ke upar technical analysis karne hote hain Verma kitne trade fundamental situation Ko Dekhkar Lagai Jati Hai uski Hame chahiye.
      Neha country ki economical situation or political issues comedy Nazar rakhte Hue trading Karni chahiye Is Tarah Hamare kitne acche tarike se trading kar sakte hain aur Hame kaafi accha profit ho sakta hai isliye currency market ke Hame interest rate ke baare mein bhi Pata hona chahiye.
      different currencies ke different interest rate hote hain agar aap USD JPY why currency pair ke upar trading karte hain to JP Vikram CK - Mein interest rate chal rahe hain is currency Mein trading karte waqt aapko 10 points ka equal amount Mein profit nahi milega.
      • #4 Collapse

        Re: Forex market me currencies key groups

        G haan dear friend bilkul aysy he hy aap ki baat theek hy or main aap sy agree karta hn jab bhe aap ny koi bhe trade lagani hy to agar aap kisi bhe currency ko purchase karty hyn to us k liye aap ko single nhe balky pair main currency choose karni parti hy or aap ek time main do curriencies ko buy karty ho is liye aap ye cheezyn new users ko bhe lazmi btae kiu k ye business agar aap ko profit dyta bhe hy lekin ye itna easy bhe nhe hy aap ko kaafi ziada mehnat darkar hoti hy or kuch cheezyn is main complicated bhe hoti hyn jin k janna bhe lazmi hota hy ye currency k pair k bary main new users ko itna ziada pta nhe hota hy or wo bhe start main kafi problems sy dochaar hoty hyn is liye new users ko chaiye k wo bhe ye cheez zrur sheekyn ta k un ki ye saari confusion door ho saky or easily trading kar sakyn
        • #5 Collapse

          Re: Forex market me currencies key groups

          ha g ap theak kah rahy hai k forex main jo b currency hai un k group hai. per aik bat main yahann per yah share kar do k group nahe hai blaky aik curreny ka dosary currency se compare kia giya hai . yani aik curency k value dosary currency ka kiss level ka equal hai. to hamain trade lagany main un dono currency important event ka pta hona lazmi hai. q k tab he ja kar ham theak trade lga sakty hai. maslam gbp uk main hai or usd usa main to hamain un dono ky bary main pta ho hona lazmi hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex market me currencies key groups

            forex trading main har pair main do currencies hoti hai jis main hum do currenies ko aik gruop smjh skty hain jesy k forex main currencies ki types bhi hoti hain jis main sub he paisr ko set kiya gya hain jis se hum har pair ko oski cotegry k sath discus karty hain
            1: Major pairs: major pairs main wo grup bnay gy hoty hain jis main USD currency attch hoti hai jesy k EURUSD/USDJPY/GBPUSD/AUDUSD etc
            2: Minor pais: es group main wo pairs hoty hain jis main baki currecies add hoti hain jis main trading ki jati hai jesy k EURGBP/EURCHF/GBPJPY etc
            3: exotics pairs: yah wo trading pair grupp hoty hain jis main wo pairs add hoty hain jis main boht kam trading ki jati hain baz dafa tu hum en pairs ko toch bhi nahi karty hain kai sal q k en ki market main hum zeyada earning nahi kar skty hain jesy k USDTRY/EURTRY
            • #7 Collapse

              Re: Forex market me currencies key groups

              je bilkul forex trading ma jab ham currencies ki baat kartay hain to currencies ko pairs ki soorat ma design kia gia ha jis ma mukhtalif currency ko dosri currency k sath mila kar pair banaya jata ha to currencies ko main do groups ma rakha jata ha
              Major currency pairs: is group ma woh currency hoti hain jis ma US currency base currency k tor use hoti ha like EURUSD, USDCAD,USDJPY,GBPUSD,AUDUSD,NZDUSD
              Minor currency pair: is group ma baqi currency hoti hain jin ma US currency ni hoti ha like EURGBP, EURNZD, EURCHF, GBPJPY etc
              Some other currency: is ma woh cuurency hoti hain jo bht hi kam use hoti hain
              is lye Hamain base aur major currency ma hi trade hi karni chahye
              • #8 Collapse

                Re: Forex market me currencies key groups

                Ap ny sahi kaha hai forex me Currency pair ki shakal me is me apko metals hi single mily gy or ap single currency me trading nahi kar sakty q k apko market me currency mily gi hi pairs ki shakal me or agar ap ko trading karni hai to apko dono currencies k bary me jan na parta hai or information leni parti hai dono ki k news kab hai or kis currency ki waja sy chart zeyada move karta hai apko dono par nazar rakhna parti hai phir hi apko sahi analysis milty hai market k agar ap ek par hi nazar rakhy to ap ki trading behtar nahi ho sakti or trading behtar karna hi hamara maqsad hai or currency k pairs ki news rakhna har khabar rakhna hi analysis hai or pairs k behave ko dekhna chahiye jesy USD/EUR is me apko dono ko dekhna pary ga or phir hi trading karni hogi is si ap ki trading achi hogi.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market me currencies key groups

                  Dear jaisy ap ne dekha ho ga k ais market mai her currency kisi aor currency k sath mil k pair banati hai aor aus mai hum trade karty hai ais market mai currency k diffrent types k group hai jin mai hum kaam kar sakty hai.

                  Major Pairs:
                  Dear jaha tak baat hai ais market mai pairs ki to ais mai kuch pairs hai jin ko major pairs mai shamil kia jata hai wo sab aisy pairs hai jin k sath USD aata hai jaisy ap ne dekha ho ga EURUSD, GBPUSD, USDJPY, USDCHF aisy tamam pairs jin k sath USD aa raha hota hai aun ko major pairs kaha jata hai.

                  Minor Pairs:
                  Dear aisy pairs hai jo waisy to major pairs k sath aa rahy hoty hai magar jab wo apas mai ya kisi choti currency k sath mil k koi pair banaty hai to aun ko minor pairs kehty hai aor ain mai bhi tradign ki ja sakti hai.
                  jaisy ap ne EURJPY, GBPJPY,EURCHF, GBPCHF ye sary monir pairs mai aaty hai aor ain par bhi kafi zayda kaam kia jata hai.

                  Cross Pairs:

                  Ye sary wo waly pairs hai jo choti currencies hai aor ye apas mai mil k pairs banati hai ain mai moment bahot kaam hoti hai aor ain mai log kaam bhi kam karty hai jis ki waja se ain mai spread kafi zayda hota hai, agar ap ne ain mai kaam karna hai to ap ko ho sakta hai kafi time wait karna pary apna take profit hit karwany k liay ais liay ais mai log atni zayda trade ni karty hai kun k ain ki moment atni mazy wali ni hoti hai aor ais mai spread zayda ki waja se ais mai trade ni karty.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market me currencies key groups

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Forex market me hamesha currencies key group banaye gaye hey Forex market me ye possible hi nahi key kesi 1 currency ko buy kia jaye, currencies ki grouping esi maqsad key ley hay key kesi 1 currency key exchange kar deny se second currency ko khareedi jaye, GBP/USD ye 2 currencies ka 1 group hay jes ko pair be kaha jata hay, traders agar GBP ko khareedny me interested hoty hey to buy order place karny se wo GBP ko USD key badly me khareed lety hey es pair ki market jetni up jaye gi GBP ki value aur price be increase hoti jaye gi aur traders ki equity me be ezafa hota jaye ga.
                    Forex trading market Mein Do currencies Milkar Ek pair banate hain Jise currency pair kehte hain traders ko chahiye ki Jab Kisi Ko Kisi currency pair Mein training Kare Toh Dono currency is being importance ko dekh kar ke dil kare jab ap aisay trading krain gy to trading krna asan ho jai g is liye dono currency pairs ki value ko daikh kr trading krna asan ho jai g or ap achi trading bhi kr skain gy
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market me currencies key groups

                      Assalam-u-Alaikum Bhai kse hain app main umeed krti hun k aap khair khariyath se hon ge bhai main apki bat se bilkul ittefaq krti hun jsa k apne kaha forex trading main har pair main do currencies hoti hai jis main hum do currenies ko aik gruop smjh skty hain jesy k forex main currencies ki types bhi hoti hain jis main sub he paisr ko set kiya gya hain jis se hum har pair ko oski cotegry k sath discus karty hain
                      1: Major pairs: major pairs main wo grup bnay gy hoty hain jis main USD currency attch hoti hai jesy k EURUSD/USDJPY/GBPUSD/AUDUSD etc
                      2: Minor pais: es group main wo pairs hoty hain jis main baki currecies add hoti hain jis main trading ki jati hai jesy k EURGBP/EURCHF/GBPJPY etc
                      3: exotics pairs: yah wo trading pair grupp hoty hain jis main wo pairs add hoty hain jis main boht kam trading ki jati hain baz dafa tu hum en pairs ko toch bhi nahi karty hain kai sal q k en ki market main hum zeyada earning nahi kar skty hain jesy k USDTRY/EURTRY mjhe apki is bat se bht knowledge bhi Mila or main agree bhi krti hun shukriya Fee Amanillah
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market me currencies key groups

                        Forex trading made different type of currency pairs use Hote Hain different type of categories main divide Kiya Gaya Hai Forex trading ki currency pairs ko minor pairs major pairs exotic pairs Forex trading mein trading ke liye basic trading market knowledge important hai market ki terms metatrader 4 and metatrader 5 basic tools usage learning account login account creation aap ko Maloom hona chahiye Forex trading Mein currency exchange market crosshairs schema meaning Hai Ke Forex trading Mein do currencies at a time one trading pair Mein use hoti hai Ek Ko base currency Kaha jata hai Jab Ke dusri ko term currency Kaha jata hai Forex trading mein aapke paas Itna ziada knowledge Hoga aap itne hi Zyada experience trader one sakoge market Mein survival ke liye knowledge consistency and reliability demo kaun practice bahut zaroori hai minor pairs ki movement Jyada hoti hai lekin UN pe risk bhi bahut jyada Hota Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market me currencies key groups

                          Trading market maen humery pass different currencies k group haen jis ki main wajha jo meri samjh maen ate hy wo ye hy k traders ko asaani provide ki jaen mean kisi bhe time wo kisi bge currency ko sell ya buy ker sagain us k leay ye grouping ki gae hai jesay GBPJPY hy us maen app GBP ko japanies currency k mukablay maen kisi bhe time aik he pair k andar rhety hoey buy bhe ker sagain our sell bhe ker sagain ye cross pair haen sane NZDUSD major pair maen app NDZ ko sell our buy aik group maen rhety hoey ker sagty haen pher us k bad Exotic pair atay haen jes maen USDZAR hy app usd ko aik metal k ivez buy sell aik group maen ker sagty haen ye all facilities provide trader ko kee jate haen ta k wo selling buying kisi bhe time trading market maen mer paen
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market me currencies key groups

                            forex trading main jitny bhi pairs hain un main sub main he do do country ki cuurency ko aik aik pair ki sorat main set kar diya gya hai or en k grups bna diye gy hain jis se hum asani se dekh skty hain k yah kis group hai sub se aphly hum
                            1: Major pair group:
                            major pairs main usd cuurency attached hoti hai jis ki wjah se un ko major pairs kaha jata hai jesa k hum sub janty hain k mforex main sub se bari market usd cuurency main he lgti hai
                            EUR/USD
                            USD/JPY
                            GBP/USD
                            AUD/USD
                            2:Minor pair group:
                            EUR/GBP
                            EUR/CHF
                            GBP/JPY
                            3:Exotics pair group:
                            USD/TRY
                            EUR/TRY
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex market me currencies key groups

                              Forex trading members Forex trading made different currency pairs and Groups use ki Jati Hai Forex trading Mein knowledge or experience ki bahut important hai Forex trading Corp basic knowledge learn karne ke sath sath aapko Forex trading Mein demo account mein practices Karni chahiye different type of instruments ke use karne se aapko skills development habit produce Hoti Hai trading system is best trading system Hai Jisne Pakistan forex for forum ka leading role Hai Pakistan Forex forum Hame bahut accha bonus provide kar raha hai knowledge and experience is very much important in Forex trading Forex trading currency groups Is Tarah categorise Kiya Jata Hai Ki currency indices Forex currency strength index is ke ilawa cross currency pairs trade Kiye Jate Hain Taake aapko cross main buy and sell trade options availity Ja sake economic calendar news schedule se aapko Forex trading mein importance ka Maloom hona hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X