Jaiza: Trading software/MT4 terminal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Trading software/MT4 terminal
    investors key ley trading software ya trading system bahot hi simple aur easy hona chaye, agar instaforex MT 4 terminal ki bat ki jaye to ye etna simple aur easy software hay key investors bahot hi asani se es ko understand kar sakty hey, trading software me ye quality honi chaye key traders apni marzi se aur bahot hi asani se es me trading signals aur indicators ko install kar len, agar terminal me ye facilities nahi honi chaye ya indicators terminal me asani se traders install aur es ko use nahi kar saken gey to mery khayal me ye investors key ley problem bana sakti hay aur esy investors ki trading be mutaseer ho gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Trading software/MT4 terminal

    Trading software forex market Mein metatrader 4 use Kiya jata hain.
    aap ko Maloom hona chahiye ke jawab forex market Mein trending Karte Hain Tumko analysis karne chahiye aur investor ke liye ek best solution hai ki wo market Mein metatrader 4 ke upar trading kar sakta hai.
    Thodi Si learning Kare Kisi bhi Udhar Se yeah bro Karke webinars attend karne se tu metatrader 4 ke baare mein easily Jankari Hasil Karke different kisam ki technical analysis Karega.
    if there are different Kishan ke technical analysis Karke market mein wo Kafi Jyada income Hasil kar sakta hai Agar wo learning Karke analysis ke upar ka man karta hai tu.
    Thanks.
    forex market Mein trading karne ke liye best tarike ka Yehi Hai Ke Agar Hum market Mein trending Kare tho Hame metatrader 4 ke upar job opportunity Dikhai Jati Hai Uske ilava B market Mein fundamentals Mario's comedy Nazar Rakhna chahiye.
    forex market Mein trading karne ke liye metatrader 4 8 and easily best opportunity Hai Iske Alawa aap metatrader 4 ke andar purchased indicator and Technical tools and purchase Karke Install kar sakte hain mql5 community.
    Manju aap mql5 community Tab metatrader 4 ke tools download Karenge purchase 2 official hota hai aur unke Upar aapko trading makeup hi milti hai aur Agar aapko CK metallic money management to follow Kar Ke trade insert karte hain execute Karte Hain.
    to aap ko Kafi Jyada fayda Hasil ho sakta hai isliye Hame chahiye Ke Jab Naam trading Kare metatrader 4 per to Hame oscillators indicators in risky Nagar Market trend Jane Wale indicators ke baare mein pata hona chahiye aur sabse basic things hai kya aapko market main supply and demand zone ka batao Jahan se aap support and resistance area scan Karke market Mein trade open kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Trading software/MT4 terminal

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      investors key ley trading software ya trading system bahot hi simple aur easy hona chaye, agar instaforex MT 4 terminal ki bat ki jaye to ye etna simple aur easy software hay key investors bahot hi asani se es ko understand kar sakty hey, trading software me ye quality honi chaye key traders apni marzi se aur bahot hi asani se es me trading signals aur indicators ko install kar len, agar terminal me ye facilities nahi honi chaye ya indicators terminal me asani se traders install aur es ko use nahi kar saken gey to mery khayal me ye investors key ley problem bana sakti hay aur esy investors ki trading be mutaseer ho gi.
      Mere personal experience ke hisab se trading karne ke liye metatrader 4 d application kab se Baitha hu usko use karna Ye Asar Hai Main trading karne ke liye konsa product key application use Karta Tha lekin wo hands Ho Jati Thi ab main metatrader 4 use kar raha hoon metatrader 4 bahut Jabardasth application Hai Is Se Hame bahut aasani se trading kar sakte hain aur isme charts ko bhi bahut aasani se dekh sakta Hoon
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Trading software/MT4 terminal

        Forex trading mein online buisness karny k liye sab se zaroori ha k ap kis software k through apni trading kar rahy hain aur wo kitna easy hai is liye jahan tak mera khayal ha tu meta trader 4 best software aplication ha jis k through apki trading bahut he easy ho sakti ha kyun k metatrader4 mein trading bahut easy ha aur jo tools diye gaye hain metatrader4 mein wo bahut easy hain jin ko use kar k ham market ki next movment ky analysis kar sakty hain aur wo indicators traders ku asani k liye diye gaye hain jis p traders technical analysis kar sakty hain aur kisi bhi pair ki movment ko jan sakty hain aur yahi waja mostly log metatrader4 use kar rahy hain aur main khud bhi use kar raha hon lekin apko chahye k indicators use karny any chahyn agar khud trade open karni ha tu analysis khud karny hon gy aur technical analysis k liye ye bahut zaroori ha k apko technical analysis karny ka pata ho aur apni trade mein diffrent indicatosrs use kar k market ki movment ki direction ka pata chala sakyn
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Trading software/MT4 terminal

          Forex trading mein MT4 software bahut acha software hai. Ye use kerny mein bahut asaan hai. Trading kerny ky liye software hona bhi asaan chaye ky log asaani se istamal ker sakein.
          MT4 software hum mobile per apny play store se asaani download ker sakty hain.
          Yahan se asaani se trading tools istamal ker sakty hain. MT4 ka software computer aur mobile mein farq hai. Mobile ky software kuch facilities nahein hain. Ager hum computer per use kerein to hum ko kuch extra facilities milti hain.
          Mobile per jaisy ky hamein trailing stop ki facility nahein hai. Yani hum ager mobile per MT4 use ker rahein hain to hum ko trailing stop istamal nahein ker paty.
          Lakin phir bhi MT4 software chahy mobile per use kerein ya computer per istamal kerein bahut asaan hain. Is per hum asaaani se trade laga sakty hain. Us ko modify bhi ker sakty hain. Stop loss aur take profit laga sakty hain. Trade ko apni marzi se close bhi ker sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Trading software/MT4 terminal

            forex trading main meta trador 4 aik best softwear hai jis main hum apni trading karty hain or yah aik boht he acha softwear hai jis main hum apni trading ko boht asani se smjhty howe acha profot eran kar skty hain es main hmary liye best yah hota hai k hum es main achi traha se indicators ko instal karen jis se hum apni trading ko achi trah se move kar skty hain es liye hmain apni tradoing ko asan way main bannay k liye apni trading main achi traha se karny k bad mt4 ko use krna chahye ta k hum apni trading main acha profit eran akr saken mt4 main sub method boht he sani main smjh main a ajty hain jis main hum baasani se har pairs ko use kar skty hain apni trading main
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Trading software/MT4 terminal

              Bilkul ap ny sahi kaha hai me ap ki baat sy agree karta hu trading k or b software hai lekin meximum members meta trader 4 yani mt4 ko hi like karty hai q k ye ek easy software hai or is me options kmal ki hai ap is me easily stop loss or take profit set kar sakty hai ap easily trade open or close kar saktky hai is me apko kai options b mil jati hai or is me kai senior traders k analysis b hoty hai or poory month ka record b hota hai is liye ap trading me meta trader 4 choose karty hai or b kai software hai lekin traders un ko kam hi use karty hai or kai software to trusted b nahi hoty ap ka account b safe nahi hota is liye maximum traders choose karty hai or comfortable hai mt4 par or mery kheyal sy ye software hi best hai or maximum traders ye hi use karty hai .
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Trading software/MT4 terminal

                Yes dear ye aik aisa software hai jis mai agar hum dekhy to humry pass bahot sary pairs show ho rahy hoty hai aor aun mai hum trade kar sakty hain ais mai ye hai k hum agar ais software mai dekhy to hum ko ais mai bahot sary tools mil jaty hai jin se hum market mai anaysis kar sakty hai aor ais market mai trade kar sakty hai agar hum ais market mai trade karty hai aor humry pass achy tool ho to hum ko asani ho jati hai k hum ais mai jity achy analysis karty hai to hum ko pata chalta hai k market ne kaisy move karna hai agar hum ais mai aisy hi kaam kary gay to ho sakta hai k hum ko ais market mai loss ho jaye ais liay ais market mai jab bhi kaam karna ho to hum ais mai trend lines aor support aor resistance par kaam kary agar hum ais mai koi aisy hi trade lagaty hai to hum ko ho sakta hai k thora sa loss ho jaye agar ap ais mai price action mai kaam karty ho to ais mai ap ko acha profit mil jata hai kun k ais mai ye hai k ap ko thory se time mai acha profit mil sakta hai sirf ais software ki waja se kun k ais mai hum achy indicators use kar k help ley sakty hai jis se hum ko kafi faida ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Trading software/MT4 terminal

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  investors key ley trading software ya trading system bahot hi simple aur easy hona chaye, agar instaforex MT 4 terminal ki bat ki jaye to ye etna simple aur easy software hay key investors bahot hi asani se es ko understand kar sakty hey, trading software me ye quality honi chaye key traders apni marzi se aur bahot hi asani se es me trading signals aur indicators ko install kar len, agar terminal me ye facilities nahi honi chaye ya indicators terminal me asani se traders install aur es ko use nahi kar saken gey to mery khayal me ye investors key ley problem bana sakti hay aur esy investors ki trading be mutaseer ho gi.
                  Mere personal experience ke hisab se trading software ki nisbat MT4 terminal pair trading karna bahut jyada asaan hai mai MP4 10 minute wait reading Karta Hoon Lekin Main Ek do baar software pair trading karne ki koshish ki thi tum mujhe kuch samajh hi nahi aa raha tha Jab Se Koi new trailer B MT4 terminal Par aasani Se trading kar sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Trading software/MT4 terminal

                    Jis trah say ap nay baat ke hai ke traders kay liye trading ka software simple hona chaiye tu meta trader 4 mai yeh quality majood hai.
                    Balkay meta trader 4 ke best baat he yahi hai ke jo traders simple trading karna chaty hain inko yeh simple trading ke envoiremnt provide karta ha jab kay jo traders complex charts aur advancec level kay indicators aur tool aur robots ko use karna chahtay hain inko b yeh bohot he best support provide karta hai .
                    Yehi waja hai ke meta trader 4 dunyia mai trading kay lye sab say ziada use hony wala trading software ya trading terminal hai. meta trader kafi arasay he traders ke first choice hai aur dunyia mai traders kay darmian bohot popular ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Trading software/MT4 terminal

                      Assalamualaikum dear Forex trading members of sab kaise hain Forex trading Ek aisa business hai jo online internet ke through hota hai jis mein aap sabko metatrader 4 terminal Joker trader software samjha Jata Hai isme kaam karna hota hai Forex trading main method trading 4 or metatrader 5 both important or best software that you mostly used Ke Ja rahe Hain 80 to 90% traders in application to use Karke Forex trading kar rahe hai Android version personal computer version do type ke softwares available hai tablet PC Mein Android version use ho raha hai Jab Ke mobile mein totally Android version use of Apple mobile software maybe metatrader 4 Apple ki software key application Hai both best metatrader 4 terminal Hai jis mein different type ke oscillators and indicated and time frame size chart patterns and schottky types and different metatrader 4 understand Karke trading karna bahut easy hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Trading software/MT4 terminal

                        Trading account ko chlany kay liye humay trading platform ki zaroorat parti hay aur har broker different kisam kay trading platform mutarif karwata hay aur ziada tar brokers MT4 (MetaTrader 4) use karty hay aur ye trading platform use karnay main asan hay aur market main istemal honay waly indicators ko bhi es trading platform main use kar sakty hay jis say market ko samjhnay main humay asani hoti hay
                        Metratrader 4 ko hum apny broker ki website say bhi download kar sakty hay aur metatrader 4 apni website say download kar sakty hay jis main humay khud broker ko search kar kay add karna hota hay
                        Metatrader 4 aisi look main hota hay jo hum apny broker ki website say karty hay
                        Click image for larger version

Name:	imt4.jpg
Views:	1
Size:	1.5 کلوبائٹ
ID:	12321766
                        Aur jo hum metatrader 4 ki website say download karty hay uski look aisi hoti hay
                        Click image for larger version

Name:	mt4.jpg
Views:	1
Size:	1.4 کلوبائٹ
ID:	12321767
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Trading software/MT4 terminal

                          dear members ap sub ki bat sy agreed hun trading software har broker ka apna hai lkn major software mt4 ya 5 he hai aor isko advertising ky leay use kia jata hai jub bhi ap trading software use krty ho download krny kgty ho to har broker ny likely link dia hota hai jub ap load kren to har brker ky apny servers ko find krna bahot easy hota hai meta data trader 4 ya 5 ma apko experience bua ho ga ky bahot zeyada servers hai first word likhen to samny ajata hai ky kon kon sy servers ise ho rahy hain lehaza apko yeh delhna chye ky forex trading ma expert bnana zaroori hai tukky lgany sy apko profit bhi hotahai lkn want to buy this instruments isky pechy reasons find krni bahot he zarori hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Trading software/MT4 terminal

                            Meta trader 4 trading k leay insta forex ka deaya hoa her investor k leay acha softwate hy maen last 6 months say mt4 ko jse ker rahe hoon aj tak mujhwy to us maen koi issue nahe aeya hy app easily us maen koi bhe install indicator ya templete use kerna chahty haen to ker sagty haen app Open Data folder maen naen our pher MQL4 isk bad indicator jo install ya ourchase kia hy lagana hy to usko indicator folder maen just copy paste ker daen ya app templete lagana chahty haen to same folder maen ja k templete folder ho ga us ko oste ker daen app pher aik dafa mt4 ko restart karean gay to pher app jab indicator list maen ja k indicator lagana chahin gy to laga lain gay baki tools k use k itibaar say bhe mt4 easy hay jesay app all tool standard tool bar maen shortcut icons maen mil jaty haen trend line fibo horizental and vertical lines indicators templetes sab khuch app ko aik click py milta hy app one click trading bhe mt4 maen jer sagtay haen ye software boht he best hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Trading software/MT4 terminal

                              g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se sehmat bhi krta hun forex trading main trading hum tab he boht achi traha kar skty hain jub hmain mt4 use karny ki ability strong hogi q k mt4 aik trading softwear hai jis main hmary liye boht se trading tools set kiye gy hain jis main currencies apirs sub se zayad ahmiyat un ki hai mery nazar main yah sub hmain mt4 main he milty hain es liye hmain es k bary main knowledge hona zarori hai or jub tak humain es ka use nahi aye ga hum apni trading ko bahtr nahi kar skty hain tu mt4 ko use karny ki practice har trador ki honi chahye q k yah aik boht he asan softwaer hain jis main har trador asani se apni trading kar skta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X