without fear trading kesy ki jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: without fear trading kesy ki jaye?

    Dear ap ki bat se kuch had tk agree krta hon fear ko demo per practice kr ke he khatam kr sakte hain laken jub hum demo per practice krte hain tu hum kabhe bhe trading ko itna series nahe lety or befkir ho kr trading krte hain or hame acha profit bhe hota hai wo is liye hota hai kyn ke hamare pass demo pr capital ziyadeh hota hai or fekir ho kr trading krte hain is liye hamare anad dar peda nahe hota or real per hamare pass ek tu capital bhe kam hota hai or uper se jub loss hota hai tu khud ko sambhal nahe pate or greedy ho kr apna account wash kr deten hain essa bilkul bhe nahe krna chahye jub tk ap ke pass good capital nahe hoga tb tk forex se profit earn krna thora mushkill hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: without fear trading kesy ki jaye?

      brother pehli baat to yeh kay fearless trading kerna asaan nahin kiun kay her trade per hamaara capital risk per hota hay brother fearless trading kay liye insaan kay inder self confidence hona bohat zyaada zaroori hay aap jab practice kerain gay achay achay analysis kerain gay demo main bhi achay tareekay say practice kerain gay to aap kay ander self confidence develope hoga lekin phir bhi uss kay bawajood chaahe insaan professional hi kiun nah ho loss sab ko hota hay her beray ay bara trader bhi trade lagaanay say pehlay sochta hay kay tradfe open kee jaaye ya nahke jaaye to bhai aisa to mumkin nahi kay aap ko bilkull bhi fear na ho kiun kay ager bilkull bhi fear nahin hoga to woh bhi nuksaan day hay iss say banda overconfident ho jata hay.
      • #18 Collapse

        Re: without fear trading kesy ki jaye?

        Jo Forex trading members market karf proper technical or fundamental analysis Karte Hain unke liye risk minimise karna Aasaan ho jata hai Forex trading main aap ko Maloom hona chahiye K Market uncertainty big risk total capital on the risk of market hota hai agar aap apni trade ko Mange nahi karte to aap ki trade big loss ki taraf move kar Jati Hai stop loss take profit beneficial points selection bahut important hai skills and habits development karna emotional control emotional intelligence applicability bahut important hai Forex trading main agar aap casual behave karte hain technicaliya fundamental analysis ko ignore karte hain to aapko happy losses ka Samna karna padta hai Odia Forex trading members I requested to you that don't be silly in Forex trading try to understand the forex basics Forex terminology is very important in real investment and bonus account trading agar aap demo account mein accha time spend Karte Hain To aap risk ko Mange Karke Sapno Se Ban sakte ho
        • #19 Collapse

          Re: without fear trading kesy ki jaye?

          without fear ki trading traders tab kar sakty hey jab un ko market condition ka complete knowledge aur experience ho, es condition me traders kabi be without fear trading nahi kar sakty jab traders ko market ka experience be na ho aur sath me us ne demo account ke kesi kisam ka koi trading ka experience be hasil na kia ho ga, traders ka confidence be trading karty time ki fear (dar) ko khatam kar sakta hay, stop loss agar place key jaye to risk reduce hony ki waja se be traders key fear me kesi had tak kami asakti hay.
          • #20 Collapse

            Re: without fear trading kesy ki jaye?

            Fear que?

            Dosto forex trading main fear honay ki kuch wajohat hain jo kay new trader ko nahi pata hoti. is ki main ap ko aik aam c misaal deta hon. ager apnay kabi koe kam na kia ho aur ap ko wo pehli dafa kerna per jaye to ap ko dar ho ga kay kahin ghalat na ho jaye.
            Is kay ilawa ager koe kam ap nay kafi bar kia aur wo kabi ghalat howa aur kabi thek to bhi ap ko dar ho ga kay pata nahi ab thek ho ga ya nahi.
            Forex trading bhi isi trah hay trading ko start kertay wakat kafi dar hota hay aur trader ko trading ka doran laga tar feel hota rehta hay aur kuch time kay sath khatam ho jata hay. aur dosra jab wo janta hay kay us nay kafi trading ki hay to us main say 50 percent nuksan main jati hain aur baki faieday main to wo tab bhi khof main ho ga kay pata nahi nuksan ho ga ya faeda

            Fear ko door kerna :

            Fear (dar, khoof) ko khatam kernay kay liye pehli cheez to ye hay kay ap nay jab koe kam pehli dafa kerna hay to us ka ap ko koe idea aur ilam hona chahye. jesay ap koe kitab parh letay ho jis main us kam ka kerna bataya gia ho. aur sath practical bhi kisi aisi cheez per ker letay ho jis say koe nuksan na ho ghalat honay ki sorat main to ye boht achi bat ho gi. ap pehli dafa main hi wo kam boht had tak thek ker lo gay.

            Ab ager koe trader kam kerta hay aur wo kabi faeda leta hay aur kabi nuksan to us ko is ka matlab ye hota hay kay us ka wo trika kar jo us nay kam kernay kay baray main seekha hay wo thek nahi hay us ko wo dobar seekhnay ki zarorat hay. ye ap ye keh saktay hain kay us ka ilam naqis hota hay.

            Trading Knowledge :

            Jo bhi chezen oper bayan ki hain in sab ka hal trader kay liye trading knowledge aur pracitce ka hona hay. trader ka knolwedge aur practice jitni zyada ho gi wo trader zyada ter kamyab ho jata hay. Trader ka knowledge aur practice hi us ko batati hay kay trader kahan per ghalat hay. aur wo apna knowledge aur practice ki waja say market ko analysis ker leta hay aur usay yakeen hota hay kay market kahan move kerray gi aur ager market us kay andazay kay mutabiq move nahi kerti to us ko koe nishani zaror milti hay kay market wesay move nahi keray gi jesay us ka khayal tha aur wapas jay gi. To trader apni trade ko us kay mutabiq manage ker leta hay.
            Is liye wo be khoof ho ker trading kerta rehta hay aur jis trader ko ilam nahi hota wo har trade main darta hay aur us main confidence(khud itmadi) nahi hota.
            • #21 Collapse

              Re: without fear trading kesy ki jaye?

              fear ye likhny m to boht choti cheez hy but forex trading m main chez hoti he yahe hy agr ap k andr dar ho ga to ap kbi b achi trading nai kr paeyn gy ap ki sahe trade b galt ho jaey gi ap ko loss ka khof ho ga es leay dar ko bhagaao q k dar k agy jeet hy.
              • #22 Collapse

                Re: without fear trading kesy ki jaye?

                Hum logo ko darkar trading nahi karni chahiye Hum logo ko Apne Dar Ko Dur Karke Hai trading karne ka yeh Phir Hum Log Ishq Mein kamyabi Hassan kar sakte hain Agar hum log Daru ka trading karte hain toh phir Hum Logon Ko Iske nuksan ho sakta hai isliye Hum logo ko darkar trading nahi karni chahiye
                Removed by Moderator.
                • #23 Collapse

                  Re: without fear trading kesy ki jaye?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  Fear (dar) trading me 1 common se cheez hoti hay agar Fear se bachna ho to traders ko real money ki trading ko stop kar dena chaye aur proper demo trading par Fear ko khatam karny ki koshish karni chaye, successful traders without fear ki trading real money account me es ley kamyabi key sath karty hey key un ka expernice aur long time ki trading practice Fear (Daar) bilkul be khatam kar deta hay, jo be traders dar ki waja se trading me zeyda risk ya loss ka fear ka sochty hey to esy traders meri nazar me kabi be achy traders nahi ban sakty aur na hi kam ya zeyda profit earn kar sakty hey.
                  Agar Hum logo ko forex market Mein kamyabi Hassan karni hai To Phir iske liye Hum Logon Ko Payal hokar reading Karni chahiye Kyunki Agar Hum Log is Sana share trading Karte Hai To iska Hum logo ko bahut fayda ho sakta hai agar Hum Log Facebook trading Karenge to
                  • #24 Collapse

                    Re: without fear trading kesy ki jaye?

                    forex aik online business hain hum is mai kam kar sakty hain hum is mai kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex aik bohat taze sy pahlta howa business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai agar kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain
                    • #25 Collapse

                      Re: without fear trading kesy ki jaye?

                      Ap nay bohat hi acha sawal kia hay k without fear trading kasay ki jaye? Bhai jan bat yeh hay ki kisi bhi kam main dar us time tak hota hay jab tak usay start karnay say pehlay usay poori taran learn na kia jay us ka poori taran knowledge hasil na ho ya phir us main main walay nuqsan ko face karnay ki himat na ho isi taran Forex trading bhi is main kam knowledge aor experience na honay ki wajah say jab koi new trader Forex trading start karta hay to us man fear khud b khud a jata hay jo k Forex main kamyabi kay liay behtar nahen hay is liay zarori hay k agar ham without fear trading karna chahtay han to sab say pehlay Forex trading ko poori taran learn kar lan aor is ka poori taran knowledge hasil kar lan real account main trading krnay say pehlay demo account par Forex trading ki full practice kar lan aor demo account say Forex ka experience hasil kar lan demo account main kam karnay say ap main kuch na kuch khud ehtamdi paida ho gi aor ap kisi had tak fearless ho kar trading karan gay aor is main ap ko kamyabi bhi ho gi trading start kartay waqat ap kay mind main loss kay dar ki bajay profit ki hop honi chahiay.
                      • #26 Collapse

                        Re: without fear trading kesy ki jaye?

                        Give me new traders Forex trading Mein Aate Hain unko chahiye keva Forex trading game market Mein tab tak real investment na Karen jab tak unko trading ki Kafi Jyada knowledge or experience Na Ho Jaaye Kyunki agar aap rail investment ke sath Thode knowledge or experience ke sath trading Karenge to aap ko bahut jyada lost bhi ho sakta hai isliye apni knowledge ko increase parent Tere real account mein invest Karen
                        • #27 Collapse

                          Re: without fear trading kesy ki jaye?

                          Without Fear trading kay liye sub say zaruri cheez achi practice aur learning hai. Jab koi kaam shuru kia Jata hai tou uss mai knowledge aur learning na honay ki wajah say confidence nahi hota phir jaisay jaisay knowledge aur learning barhti jaati hai wesay wesay confidence ata Jata hai aur fear Kamm hota Jata hai. Kuch traders asiay bhi hotay hain jinhain bohat waqt guzar Jata hai laikin phir bhi unka fear khatam nahi hota hai jo kay achi independent real trading ki practice na honay ki wajah say hota hai.

                          Fear khatam kernay kay liye traders ko real trading kenri chaiye aur real trading currency pairs say shuru kerni chaiye kiyu kay traders ko currency pairs mai trading kernay say bohat confidence mill Jata hai aur phir experience gain ker kay traders ka fear khatam hota Jata hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu forex trading aik aisa business hai jiss mai unlimited earning ki jaa sakti hai aur iss kay liye traders ko apna Fear zarur khatam kerna hota hai
                          • #28 Collapse

                            Re: without fear trading kesy ki jaye?

                            Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                            Ji han Yahan per bahut hi Achcha Sawal poochha Gaya Hai Jaisa ki Ham Sab Jante Hain Ki Forex Ek risky business hai isme Hamen aur Har trader ko jis baat ka sabse Jyada dar hota hai wo ye hai ki Kahin Hamen loss Na Ho Jaaye To Hamen pahle isko achi trha samajhna chahie aur phir start karna chahie Taki ham Los Kadar Na Ho Aur bedar trading karke hi Ham Achcha bonus Hasil kar sakte hain Hamen chahie ke old members ki trading ko acchi Tarah read Karen aur vah jo knowledge de rahe hain usko gain Karen Taki hamare pass Achcha experience ho aur ham Achcha bonus Hasil kar sake.THANKS
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: tvheera پيغام ديکھيے
                              Re: without fear trading kesy ki jaye?

                              fear ye likhny m to boht choti cheez hy but forex trading m main chez hoti he yahe hy agr ap k andr dar ho ga to ap kbi b achi trading nai kr paeyn gy ap ki sahe trade b galt ho jaey gi ap ko loss ka khof ho ga es leay dar ko bhagaao q k dar k agy jeet hy.
                              Janab fear trading mian tab he ata hai jab ap ko pata na ho kay trade ko kaisy open karna hai or us ki care ap nay kaisy karni hai tu pa jab trade open kar daity hain or ap ko phir loss ka samna hota hai or jab aik bar loss ho jaye tu ap emotional trading start kar daity hai njis ki waja sy ap ko loss hota hai. Es loss sy bachny kay leye zarori hai kay es business ko samjain. Time dain or us kay bad es mai trade kar kay ap ko faida ho sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X