Discipline in every trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discipline in every trade
    Trading me discipline ki ehmeyat bahot hi zeyada hay agar trading me discipline na ho to traders key ley market se profit hasil karna aur trading account ki protraction difficult ho jati hay, terminal open karna aur buy ya sell order open karna koi be kar sakta hay es ko trading nahi kehty, trading me discipline karny key ley chart ko bahot zeyda long time tak watch karna hota hay aur market ko understand karny key bad traders ko koi decision lety hey es key sath trading me discipline ka roll yahi par khatam nahi ho jata take profit aur stop loss orders ki selection be discipline key sath karna zarori hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discipline in every trade

    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main discipline hona both zarori ha is k bagar ap trading main successful ni ho sakty han
    Is ley ap ko forex trading main sab sy pehly learning karni ho ge is k ley ap ko demo account main trading karni ho ge jab ap demo account main trading karny to ap ka knowledge or experience ziada ho ga jab ap ka knowledge or experience ziada hua to auto pe ap trading main successful hon gy
    Forex trading main ap ko apny account k mutabiq trading karni chae ha agr chota account ha to small lots use karny or agr ap ka account bara ho to tohri bari lots use karny ta k risk free tradIng karny ta k ap ko loss na ho
    • #3 Collapse

      Re: Discipline in every trade

      bhai apki bat sahi hai or main apki bat se garee krata hun forex trading main decipline ki boht ahmiyat hai q k jub tak hum rading ko decipline k sath nahi karty hain tu hmain apni trading main acha profit nahi milta hai forex trading aik rsiky bsuiness hai jis main hmain aghr zara sa bhi point idr oder lag jay tu hmari trade loss ki traf chli jati hai tu hain es chez ka khas khyal rhaty howe trading karni chahe or jub ap trading ko cahrt k hisab se analyisis karty hain tu os main bhi apko jub tak trend line achi traha nahi milti hai tab tak koi trade nahi lgnai chahye forex trading ko jitna he analyisi kar k kiyajay otna he hmain faida mand deta hai tu decpline ko kbhi bhi hath se na jaeny den thanks
      • #4 Collapse

        Re: Discipline in every trade

        meri soch aor tajaruby ky mutabiq discipline yehi hai ky apko har trade manage krni chye chaye apko kisi bhi trade ka hundred percent surity keun na ho apko is ma stoploss aor take profit zaror set kr lena chye jub tk ap apni trade ko complete safe nhi bnaty apko trading ma open behaviour ya casual behaviour nhi rqkhna chye keun ky market apko kabi bhi dokha dy skti hai apko Forex trading members sy mashvra bhi krna chye aor apko knowledge aor experience bhi use krna chye acha market ka analysis krna bhi zarori hai agr apky pas fundamental aor technical data nhi to apko confusion ho skti hai apko kisi aik ches py inhesar bhi nhi krna chye
        • #5 Collapse

          Re: Discipline in every trade

          Dear discipline ka matlb hota hai nazam-o-zabt aur ya waha pay kya jasta hai jah par kuch log mal kar kam karty hon aur apny apny nazam-o-zabt ka muzara kary lakn ya forex trading main discipline ka kay matlb lay sakty hai agher ap online ghar bthay trading kar rahy to moneymangement aur tak trah apnay account ko handal kara aur analysis kar ka take profit set karna aur stop loss set karna aur apny account main choti lot say trade karna mary khal say ap ease ko discipline kahty hai agher aga hai to humy khal say trading karni chahya aur apny trading ko bagher trand ka open nai karna chahiay.
          • #6 Collapse

            Re: Discipline in every trade

            Forex trading mein planning ki importance se inkaar nahi kiya ja sakta. Jab tak aik trader precisely apni trades ki planning nahi karta, wo kabhi profitable trading nahi kar paye ga. Discipline ka matlab ye ha kay trader ki trades mein aik sequence ho, jo start se end tak maintain ho. In mein sab se pehlay planning ati ha, phir entry aur exit points, risk calculation, money management, account management, jab ye sab factors tay kar liye jatay hain to almost 70% successful trade ho jati ha because pal pal badalti market mein trades ko manage karna mushkil hota, is liye agar pehlay se ye defined hon to trade easy ho jati ha.
            • #7 Collapse

              Re: Discipline in every trade

              Asslam o alaikum dear pakistan forex forum members. I hope you will be good. And friends main apki baton sa agree kerta hoon k forex main diciplen ka hona bahot zaroori hy and sath ya bhi hy k ager diciplen hy to confidence ka hona bhi bahot hi zyada zaroori hy and diciplen and confidence k sath experions ka hona bhi behad zaroori hy and asal baat ya hy k forex k baary main knowledge hona bhi bahot hi zyada zaroori hota hy . tabhi ham forex main success ho sakty hain. And is k liye ya bhi hy k hamary pass techniques ka hona bhi zaroori hota hy. Jo hamain forex main success point k baary main inform krty hai. So, brothers confidence is so best for all forex tradders.
              • #8 Collapse

                Re: Discipline in every trade

                Assalam.o.alimum
                my trade fellows jesy kh hr kam me discipline ka ahm role hy aor world ki hr akie discipline pr qaim hy iss ky beghar kuch neh hy . ap trade me discipline boht zarooree hy. jo orders. lines indicator bulish breash lower order ipper orders ymaam ko agr aik ttteeb men lagein jain to discipline qaim rahy.
                Disipiline se forex me rehty howey traf discipline s k Fawadahy hr trsf hy is se koi nuqsaan neh ho sakt betrteebee he nuqsaan ko dawt dete hy baqww kuch neh disipiline ko agr apaintain rahkwen ga yo boht he achaa paien ga
                • #9 Collapse

                  Re: Discipline in every trade

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  Trading me discipline ki ehmeyat bahot hi zeyada hay agar trading me discipline na ho to traders key ley market se profit hasil karna aur trading account ki protraction difficult ho jati hay, terminal open karna aur buy ya sell order open karna koi be kar sakta hay es ko trading nahi kehty, trading me discipline karny key ley chart ko bahot zeyda long time tak watch karna hota hay aur market ko understand karny key bad traders ko koi decision lety hey es key sath trading me discipline ka roll yahi par khatam nahi ho jata take profit aur stop loss orders ki selection be discipline key sath karna zarori hota hay.
                  Traders ko chahiye Kemon jabe trading Kare to disable unke Sath trading Kare Kyunki Aap Jo Mujhse film ke sath trading Karenge to acchi trading kar Sakenge aur successful trading karne ke liye disciplined Hona bahut jyada Jaroori hota hai agar discipline ke sath reading nahi karenge to acchi trading nahi kar Sakenge all trading Karke Kabhi SBI successful Nahi Hona Sakenge Is liye Hamesha achi trading Kare aur discipline ke sath reading kare
                  • #10 Collapse

                    Re: Discipline in every trade

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Trading me discipline ki ehmeyat bahot hi zeyada hay agar trading me discipline na ho to traders key ley market se profit hasil karna aur trading account ki protraction difficult ho jati hay, terminal open karna aur buy ya sell order open karna koi be kar sakta hay es ko trading nahi kehty, trading me discipline karny key ley chart ko bahot zeyda long time tak watch karna hota hay aur market ko understand karny key bad traders ko koi decision lety hey es key sath trading me discipline ka roll yahi par khatam nahi ho jata take profit aur stop loss orders ki selection be discipline key sath karna zarori hota hay.
                    returns to her boyfriend main disciplines jo karna chahiye jisse traders ki trading acchi Hogi Jab aap ek discipline se trading Karenge toh aap successful trading G Karthikeyan Ke Jhonke Sab Aap Aaye to understand Karke trading Karenge for Forex trading market se Karti profit be answered chalenge isliye trading System update Karte Hain discipline ke sath trading Karnal traders ke liye bahut jyada important hota hai aur discipline Ek Aisi cheez hoti hai jo apko trading Mein successful Bana sakti hai aur aap ko disciplined trader zero sakti hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Discipline in every trade

                      Je bilkul kisi bhi kaam ma agar discipline na ho to woh kaam theek ni rehta balkah os ma nuqsan ka anadeshah hota. Forex ka business bhi aik tarah ka usool aur qawanin pe sakhti se amal karnay ka kaam h. Forex aik asia business ha jis ma choti si ghalti bhi bohat baday nuqsan ka sabab ban jati ha is lye forex ma discipline k mutabiq kam karna chaye. Aik ahsay aur expert trader ki yeh khoobi hoti ha woh
                      == apni strategy banata ha aur os k discipline k mutabiq kaam karta h
                      == Discipline pe is tarah amal hona chahye jaisay army walay discipline ka muzahira kartay hian
                      == Chand discipline process ma Stop loss lazmi lagana, Small lot use karna, Order laganay se pehlay market ko ashi tarah analyse karna, apnay risk ko dekhna k jo ma trade laga raha hon os ma risk kitana
                      To in tamam cheezon pe amal karna chahaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Discipline in every trade

                        Assalamu alaikum bhai kaise hai aap Mein Main Karti Hoon ki aap bilkul theek Honge bhai distance redmi discipline Ek bahut hi accha topic hai wse to discipline ki value life me hr jga hi bauhat zyada hoti hai lekin trading me discipline bht important meaning rakhta hai or boohat hi zyada benefits bhi provide krta hai Jo trader trade marketing main bina discipline k trade kre ga wo mjhe nahi lgta k kbhi successful trader ban skay ga kiunki k ek discipline maintain krne wala shakhs hi ek acha or kamiyab trader bn skta hai
                        Umeed krti hun ap SB mjhse ittefaq Kren ge
                        Shukriya Fee Amanillah
                        • #13 Collapse

                          Re: Discipline in every trade

                          Discipline :

                          Discipline in every trade boht zarori hay. lakin meray khayal main poray ka pora forex business hi discipline per chalta hay. Trader kay learning say ager shoro kia jaye aur aik kamyab trader honay tak dekha jaye to discipline har jaga per trader per asar andas ho raha hota hay.

                          Learning :

                          Jesay ager trader learning main nazmozabt ka khayal nahi kerta to wo thek learning nahi ker paye ga.

                          Practice :

                          Is trah say ager wo pracitce main nazmozabt ka khayal nahi kerta to wo kabi bhi sahi trading nahi seekh sakta.

                          Live Trading :

                          Jab wo live trading start kerta hay to wo apanay trading kay tarika kar kay liye kuch asool bana leta hay aur un per amal ker kay us nay live trading kerna hoti hay ager wo in asoolon per nazmozab ka sath amal nahi kerta to wo kabi kamyab nahi ho sakta. is liye dekha jaye to trader ki pori trading life hi nazmozabt main hi rehni chaye to wo kamyab ho sakta hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Discipline in every trade

                            Yes dear ye to bahot hi zarori hai k agar hum ne ais market mai kamyab hona hai to hum ko chaye k hum ais market mai her trade mai disciplne k sath kaam kary kun k ais mai agar ap ne aik dafa ghalti kar di to aus k baad hi ap ko kafi zayd loss ho sakta hai ais liay agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ais mai ap aisy kaam karo k ap ko ais mai acha profit ho aor aus k liay ap ko rules k hisab se hi trade karni pary gi, ap ne apni her trade k sath stop loss aor take profit lagana hai aor behtar to ye hai k ap apni her trade k sat risk reward ratio use kary ais se ap ko ye faida hota hai k agar ap k stop loss zayda hit hoty hai to aus mai ap ko jab profit hota hai to over all ap profit mai jaty ho ais liay ais market mai ap ne achy result k liay ap ko ais mai zayda lot ki zarort ni parti ais mai risk reward k sath kaam karny mai kafi zayda profit hota hai so ais mai jab bhi kaam karna hai aik rule k sath kary.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Discipline in every trade

                              Discipline :

                              Discipline ka matlab hay kay kam ko kisi asool aur qanoon kay mutabiq kerna.

                              Trading Strategy :

                              Trading strategy trading ka wo triqa kar hota hay jo trader forex ka ilam hasil kernay kay bad demo per apnay ilam ko test kernay kay bad banata hay. Tradiing ka triqa kar ya trading strategy har trader ki apni hoti hay. Kisi dosray trader ki trading strategy per trade ker kay kamayabi hasil nahi ho sakti.

                              Trading Discipline :

                              Trading strategy kay kuch asool aur qawneen bhi hotay hain jo trader khud apnay liye banata hay. jesa kay jab bhi trade main enter hona hay pehlay confirmation kerni hay. phir enter hona hay. ab ye trading ki strategy ka asool hay jo us trader ko apnay oper lago kerna perta hay. aur isi ko trading discipling kehtay hain. Ager koe trader trading kay discipling ka kahyal nahi rakhta to wo kamyab trader nahi ban sakta.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X