Rsi kia hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rsi kia hy
    RSI
    Relatives Strength Index (Rishta dar taqat Index ) trading k sb se maqbool ishary k doraan shumaar ki jatee hy . yh achee wajh se hy qun kh iskrentr k khandaan k aik rukn k tor pr RSS hamree rujhan . time ka indraaj aor zayda se zadya ki madda kr sakta hy Relivery taqat index RSs tayaar ki gi thee jisy wez welder ki raftaar aor qemtoon ki naqlo harqat ko tabdeel kr ne k ley RSS O KO SLIK KRTA HY 0aor 100 k dermayn pabndie k ley RSI hy mukhtilf itamlaat hain ab tk zayda se zayda mabool aor zayda maqbiol trading indicators hain RSI trbeyaat se zayda waqif hain hm 3 tajaweez ka jayzh len ga
    1. Think beyound the crossovers
    2. watch the center line
    3.Check your para meter
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rsi kia hy

    RSI : Relative strength index ye aik boht he important mt4 ka indicator hai our kafi professional traders us ko use kerty hain us main sab say best yahi hai k us main app us ki divergence k oper trade kerty hian us main app us main sell ki divergence k oper bhe trade lay sagty hain our buy ki divergence k oper bhe trade lay sagty hain
    dosara use humery pass RSI ka ye hai k us main hum over bought our over sold do levels say maloom kerty hain jes main 30 our 70 ki default setting hain but us mian app mazeed 20 and 80 k levels add ker sagty hain jes k leay app ko mazeed confirm trade mil jati hai our app jes time frame main trade ker rahy hain us maen app itnay pips ka take profit our stop loss use ker k to app take profit us k mutabik lain our pher he app ager daily ya weekly main divergence lety hain to pher us main app longer term trade lay k profit earn ker sagty hain
    • #3 Collapse

      Re: Rsi kia hy

      Assalamualaikum aapne bahut accha Sawal Kiya Hai Main aapko Uske baare mein dekhna chahta Hoon ke risk Ek Bahut Si experience wali cheez hai risk Lena Saiya to aapko loss Hoga ya phir profit hoga Sharab Ke knowledge me izafa hi hoga
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        Re: Rsi kia hy

        mery dost RSI humery pass meta trader 4 our 5 k indicators main say aik indicator hai us main app ko RSI ki do level k oper trade kernay ka moka milta hai koin k nakked chart k oper app sirf trade price action ko lay k trade naeh ker sagty hain app RSI use kerty hian to wo app ko market ki over bought or over sold positions batata hai our sath maen humean price actioin signal mil rha hai to pher hum us ko sell ya buy ker k trade ker k acha profit forex earn ker sagty hian app k pass RSI ki divergence our convergence ki bhe ache strategy aa jati hai jo k successful traders our barey brey firms use kerty hain our ager app ko RSI ki strong strategy mil rahi hoo to pher app us k oper to our ache trade lay sagty hain our us say acha earn ker sagty hian main screen short say app ko samjhti hoon
        منسلک شدہ فائلیں
        • #5 Collapse

          Re: Rsi kia hy

          RSI indicator ki agar bat ki jaye to ye standard technical indicator hay jo key market movement ki calculation es base par karta hay key zero to 100 point key darmeyan ye move karta hay 70 point par ye over bought aur 30 point se nechy jab ye move jo jaye to ye market ka oversold level hota hay, 70 point par traders sell orders open karny chaye ye indicator jab 70 point show kary to es ka matlab hota hay key market higher level par ja ponchi hay esi tarha 30 point jab show kary to ye market ka deep point hota hay jaha se buyers traders ko active ho jana chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Rsi kia hy

            Yeh ek indicator hai agar Hum Log Ek indicator Koi Kamaal karte hain toh phir Hum logon ko bahut fayda hota hai aur hum log and Kata Quest Mall Karke Kafi kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Hum Logon Ko indicator ko istemal karna chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Rsi kia hy

              RSI ko relative strength index indicator ky name sy jana jata hai is ko indicators ki jaga oscillators kaha jata hai jo market ma apko market ki overbought oversold situation ko discribe krti hai apko buyer sellers ji strenght aor lot size ka btati hai lehaza mery kheyal sy forex trading ky leay koi bhi indicator ya oscillator jo meta trader 4 ma monood hai bekar nhi hai sub kam ky hain in sy humen faida uthana chue qor har aik ky bary ma humary oas acha knowledge hona chye yeh aik best opportunity hai jis sy humen faida hai technical support resistance bhi maloom ho aor marlet ka baki data bhi hamary pas hona zarori hai
              • #8 Collapse

                Re: Rsi kia hy

                forex trading main RSI aik indicators hai jis main hum market k tredn ko folow karty hain or market ki sort e hal ko chanjny k bad trading karty hain es main kuj levels hoty hain jin ko hum apni trading main use karty hain or jo levels oty hain wo 0 se lay kar 100 tak k hoty hain jis main hum 30 se 70 tak k lvel par jo set hoty hain wo defult level main hoty hain jis ko hmain follow karna hota hai apni trading main es liye hmain aghr indicators ko use krna chahty hain tu hmain apni trading main achi traha knowledge hona zarori hai jis se hum apni trading main es indiactors se acha result eran kar saken ta k hmain acha proft mil saky
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Rsi kia hy

                  RSI Kia ha

                  RSI aik bhtren indicators main say hay jo kah hm meta trader main use kartay hian rsi ka use karain gy to trader ko market kay trend ka pta chly ga aor rsi main market kay support aor resitance aor pivot level ko smjhny main asani rhty hay aor rsi boht maqbol indicators main hy aor in kay sb croses ko smjha aoar lines ko smjhna aor rsi kay parmeters ko smjhna yah to trader kay experience par hay kah trader ktina rsi indicaotrs kay bary main knowledge rkhta hay aor kis trah say rsi ka indicators use karay kay market trend ko understand kar pata hay wasy to rsi say acha aor indicators nhi hay is ko agr trader achy sy learn kary aor is main acha experience bna skta hay phr to trader ki hr trade profitable ho gi kion kah trader rsi say market kay right signals ko smjh kar apni positions open kary ga jo kah us ko profitable result dain gy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Rsi kia hy

                    Dear RSI aik indicator hai jo hum range mai agar market ho to use karty hai ais mai ye hai k agar market trend mai ho to aus time hum ais ko use ni karty hai ais mai ye hai k jab ap ne ais ko chart par lagana hota hai to ais ka default period 14 hota hai aor aus par ap ne 2 level set kiay hoty hai aik 20 ka level hota hai aor dosra aus mai 80 ka level hota hai agar ap ais mai dekhty hai k market 80 ya aus se oper hai to aus time market over bought hoti hai aor aus par ap ne sell ki trade lagani hoti hai aor agar market 20 ya aus se nechy ho to aus par ap ko pata chal jata hai k abi market over sold hai aor aus mai ap ne buy karna hai ais tarha jab ye range se market nikalti hai to aus time ais ko use ni karna chyae kun k ye range k liaydesign kia gia hai ais ne trend mai ap ko achi trade ni deni hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Rsi kia hy

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasrullah2018 پيغام ديکھيے
                      RSI
                      Relatives Strength Index (Rishta dar taqat Index ) trading k sb se maqbool ishary k doraan shumaar ki jatee hy . yh achee wajh se hy qun kh iskrentr k khandaan k aik rukn k tor pr RSS hamree rujhan . time ka indraaj aor zayda se zadya ki madda kr sakta hy Relivery taqat index RSs tayaar ki gi thee jisy wez welder ki raftaar aor qemtoon ki naqlo harqat ko tabdeel kr ne k ley RSS O KO SLIK KRTA HY 0aor 100 k dermayn pabndie k ley RSI hy mukhtilf itamlaat hain ab tk zayda se zayda mabool aor zayda maqbiol trading indicators hain RSI trbeyaat se zayda waqif hain hm 3 tajaweez ka jayzh len ga
                      1. Think beyound the crossovers
                      2. watch the center line
                      3.Check your para meter
                      Rs 1 trailer hai indicator trading karne ke liye aa raha hai ki help se bahut Sare trailers karte hain woh trading karne mein Kafi helpful hota hai lekin traders Ko Kisi bhi indicator ko 100% right nahi samajh Na Chahiye indicators ko use Karke bhej traders call loss ho sakta hai isliye indicators ko Apne plan May Day plane ka sisa Rakhe aur isko hundred percent right na samje
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Rsi kia hy

                        RSI yah aik indicator hai jis main hum apni trading karty hain indicators ka basically yah kam hota hai khum market k trend ko find out kar k trading karty hain or RSI main hum jub apni trading karty hain tu es main diye gy level k hisab se trading karty hain es main jo level hoty hain wo zro se lay kar hundred tak hoty hain or jub level es main 30 or 70 k level main set hoty hain tu es main hum market ko cross karty howe kahty hain market main over bought ka trend hai or esi trha jub 30 se down main chala jata hai level tu os main hmain oversold hota hai market main hmain en points ko mind main rakhty howe RSI indocators ko use krna chahye ta k hmain loss na ho
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Rsi kia hy

                          forex aik risky business hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X