Re: Ek device py account
Assalam o alaikum dear members. Aap nay aik achay topic pay question kia hai.aksar forum members or forex traders ko inn bato ki samajh nahi hoti jis ki wajah sey unhey bohat masaail ka smna kerna per jata hai phir wo un masaail sey nikalnay kay liye bohat chhezay theek kerni parti hai jin mai time or money dono waste hotay hai.Yeh aik bohat clear or seedhi si bat hai kay aik device pay hamesha aik account he hona chaiye.Even aik internet connection pay bhi aik he account create ker kay use ker saktay hai.Kisi bhi website kay servers jo poori duniya mai working kerwa rahey hotay hai wo bohat strong hotay hain or unhey mehfooz rakhnay kay liye security kay domains lagaey jatey hai takay un pay anay waali traffic ko monitor kertay rehtay hai.Agar iss tarah ki securities website nahi use karey tou bohat ziada spamming ki wajah sey wo websites or unkay servers kaam nahi ker sakain.Her device ka apna address hota hai jo server pay save hojata hai email data kay saath or isi tarah email data,device address or ip address teno aik jagah pay record ho jatey hai jo her baar log in kernay sey log banatey hai.Jab aik device pay ya aik ip address pay aik sey ziada accounts baney jatey hai tou wo logs match hojatey hai or websites servers kay security hosts unhey block ker daitay hain. Iss tarah acount mai mojud her cheez block ho jatei hai or phir wo accounts dobara bohat mushkil sey he clear hotay hain.
Ye maloomaat bohat sey members kay liye new hongi iss liye bohat kaam aen gi or umeed hai ap in ko madde nazar rakhtay huay apnay accounts ko mehfooz rakhen gay or kisi bhi spamming ka hisa nahi banen gay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим