Profit and loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Profit and loss

    Asalam o alikum friend ap ny both acha question kea ha forex trading main successful tab he hota ha ap k pass knowledge or experience ho jab tak ap k pas knowledge or experience ni ho ga ap successful ni ho sakty han is ley jab bi trading karni ho pehly knowledge or experience hasil Karny or phr real account main trading karny knowledge or experience k ley ap chae ha demo account main trading karny ye option ha knowledge or experience hasil Karny ka isi knowledge or experience sy ap loss sy bach sakty han or acha profit earn kar sakty han is ley mara tamam dostun ko mashwara ha knowledge or experience hasil key bagar trading na karny
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Profit and loss

      forex trading aik online trading business hai jis main hum apni trading ko bahtr tariky se karny se profit hasil kar skty hain or aghr hum koi na koi glati karty hain tu hmain loss ho jta hai tu forex main hum loss ko kam es trha kar skty hain loss se bachny k liye hmain hard work karni chahye or forex ko pahly karni se leraning karen matalb forex kiya hai es ka knowledge gain kar lena chahye os k bad trading ko start karna chahye kbhi bhi jald bazi main trading na karen risk k factor ko kam rakhen apni trdaing main or apko loss se bachny k liye money mangemnt k sath tading krna boht zarori hai jo k ap k account ko bhi secure rakhti hai or ap apni trdaing main acha profit earn kar skty hain
      • #18 Collapse

        Re: Profit and loss

        dear forex ek bohat he acha or lkamyab business ha is liye is mein profit or loss hota ha or islam mein ayssa business jis mein sirf profit ho hammary liye behtar nahi ha lekin forex ek acha or world largest best business ha jis mein ap work kar kay achi earning kar sakty hein or is mein wait kar sakty hein is liye forex ko bassic learning krna bohat he zarori ha jis say ap hammari kamyabi hasil kar sakty hein is liye forex mein basic ko agar achi tarha samjh liya jaye or trading tools ko use kiya jaye jesy kay agar ap forex mein rsi indicator or trading toolls stop loss or take profit ko use kareen gay to ap bohat he achi earning kar sakty hein or easy success hasil kar sakty hein
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Profit and loss

          Forex trading profit aor loss dono sath sath chaltay han Forex main kabhi bhi pehli koshish main kamyabi nahen milti kun k Forex trading first time start kartay waqat new trader kay pas trading ka knowledge nahen hota aor nay hi trading kuch ziada experience jis ki waja say woh sahih trade nahen kar patay jiss say loss ho jata hay profit hasil karnay kay liay knowledge experience kay sath sath bohat ziada mehnat ki bhi zarorat hoti hay baghair mehnat kay Forex naheh aati agar Forex nahen ay gi to loss trader ka muqadar ban jay ga bar bar loss hi aik small trader ko apni mistakes door karnay par big trader bana deti hay profit mushkil kay sath sath mumkin bhi hay balkeh ziadfa achi trading karnay say yaqeeni bhi hay jo log trading forex kay rules and regulation kay mutabiq kartay han aor market ki movement ko made nazar rkhtay howay trading kartay han un ko loss kam profit ziada hota hay

          اب آن لائن

          Working...
          X