Planning Kis Tarah Ki Jati Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Planning Kis Tarah Ki Jati Hai

    insan jab bhi koe kam karta hy to us kam main kamyab hony ky lie woh kuch na kuch planning karta hy keh kes trah is kam main kamyabi hasel ki jae to woh mukhtlef tariqy apnata hy keh shayad is tariqy sy kamyab ho jaon ya ho sakta hy keh istriqy sy kamyab ho jaon to woh banda us kam main us triqy ko apnata hy jes triqy main us kam main kamyab hony ky zeyada chans hon to forex markit main kamyab hony wala tariqah woh hy coranci ki trade yaeni us ko kharidna jab forex markit main us coranci ka rit km ho or farokht us waqt karna jb us ka rit ful up ho or yeh kam jari rakhna jb tak forex markit sath dy mairy ilam ky mutabek forex markit main jetna paisa istriqy sy kama sakty hain or koe is trah ka triqah ni hy to insan ko hamisha kam wohi karna chahy jes main profet ho to jo dowst naffah kmana chahty hain un ko yahi trading wala tariqah apnana chahy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Planning Kis Tarah Ki Jati Hai

      Kisi bhi business ya trade ko start karnay say pehlay us ki mukamal tor par planning ki jati hay us business ko kesay start karna hay aor is kay doran kon kon si hikmat amli say kam lena hay aor kab tak isay mukaml karana hay yeh sab baten aik mukamal plan kay sath teh ki jati han isi tarn Forex trading business kay liay bhi planning ki jaati hay Forex trading ki planning men sab say pehly trading ki aqsaam ka intkhab kia jata hay bhir trading start karnay kay liay cheezo aor peson ka intazam kia jata hay is kay bad Forex men mojod risks say nimtanay kay liay Hikmat e Amli tia ki jati hay phir profit aor loss dono ko menege karnay kay liay ghor o fikar ki jati hay last men business ko successful bananay kay liay mukamal planning kay sath hikmat e Amli tiar ki jati hay.

      اب آن لائن

      Working...
      X