Jaiza: Candle stick chart pattern kinu popular hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Candle stick chart pattern kinu popular hay
    Candle stick chart pattern

    Other chart pattern jes me bar chart, line chart ka agar jaiza leya jaye to esy chart pattern ko samjna new traders key ley bahot hi difficult hay magar candle stick chart pattern ki agar bat ki jaye to ye chart pattern bahot hi zeyda use hona wala chart pattern hay aur es me alag alag candles banny ki waja se es ko samjna bahot hi zeyda traders ko easy lagta hay, different time frames me candles different types key candles banaty hey es ko samjna es ley be easy hay key har time frame me single candle frame ki timing key sath open aur close hota hay es se traders technical techniques use kar key candles ko asani se samaj sakty hey.
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12462549
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex market main aap ko Maloom hona chahiye ke different Kishan ke Japanese candlestick patterns hote hain aap ko Maloom hona chahiye ki agar Hum Japanese candlestick patterns ke upar trading karte hain tum hamein different Kishan ke time frame bedrooms cube per different psychology Nazar Aati Hai.
    4 for example angle market Mein Aapne duji bar shooting star all inverted hammer Jaisi candle Dekhe Ho Agar market Mein bullish trend ho to the market trend reversal ki position Mein hoti hai.
    Lekin aap ko Maloom hona chahiye Kinjal market mein aap trading karte hain aur basket market Mein Is Tarah Ki Dragonfly or gap up gap down candle banti hai uske baad market main market same direction name of karti hai aur aap ko Aadhar office ka Samna karna padta hai.
    Isliye Hame market conditions aur support resistance areas ke major level ko Nazar Nazar rakhte Honge market Mein trading karna chahiye.
    Honey achchi opportunity Dekhkar market Mein lot size increase nahi karna chahiye Kyunki tarike se train ka ticket ka Samna karna padta hai.
    • #3 Collapse

      candlestick patterns forex ki dunia ma bahot important hai jis ki waaja bhi sub traders janty hain candlestick chart pattern sy market ko smjhna bahot asan hai trade leni hai to candles ky sath follow up kia jata hai har candle ma market ki power aor weakness show hoti hai candles market ki previous aor currently moving ki prediction deti hain sath ma market ky hourly weekly aor monthly behaviour ko bhi show krti hain Japanese candlestick pattern ko maqbuliat is had tk hasil hai ky yeh har tradung software ma leading role rakhti hai is chart pattern py hazaron kitaben bn chuki hain aor candlestick theory ky upoer he robot work kr rahy hain
      • #4 Collapse

        Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha forex trading main candle chart both important ha q k is sy hum easily market k analysis kar sakty han
        Candle chart main ap 1H or 4H sy easily analysis kar sakty han market ki movement ko samj sakty han
        Is k alawa trading main candle chart main ap different indicator use kar k ap easily market ki movement ko samj sakty han
        Candle chart main jis chart main ap ny analysis karny han us ko select karny candle chart main both sary han 1m 5m 15 m 30m 1h 4h 1w 1month ap in sab main analysis kar sakty han
        Is k ley ap k pass knowledge or experience hona chae ha is k ley ap ko demo account main practice karny ta k ap ko maximum knowledge or experience hasil ho tab ap easily analysis kar saaken gy
        • #5 Collapse

          dear market main trade ky liye trader different patterns ko follow kar ky trade karna pasand karty hai likin candlestick pattern aisa pattern hai jo ky market main boht popular hai aor ais ko chooty aor bary trader dono nazarandaz nahin kar sakty ais main short term trade ky liye bhi faida liya ja sakta hia aro kam capital hoony ki soorat main to ais ko follow kar ky apna a ccount achy sy grow kiya ja sakta hai aor ye her newbie trader ky liye best tareeka hai trade karny ka ais ko wo assani sy 15 mint 30 mint 1h ya 4h ky chart ko follow karty hoee follow kar ky apna account size bara kar sakta hai likin saath saath dosry patterns and different tareekon sy analysi karna bhi bhot zaroori hai
          • #6 Collapse

            Asslam o alaikum. Dear forex forum members. I hope you will be good. And dear friend main apki is baat sa agree karta hoon. And apko ya batain btana chahta hoon k hamary pass different matllab k mukhtalif kisam ki candles majood hoti hain. And hamary pass different kisam.ki japaneis cadlestick hotti hain. Jo k ager tradding mai new aya ho matllab k jo newbeis ho wo isko samjhny main bahot mushkil feel kary ga. And ya aik aysa work hy matllab k candlestick.aik aysi cheez hai jis ko smjhny k baad na hi juniit members and na hee senior members ignore bilkul nahee kart. Matllab k.isy koi bhi tradder ignore nahee karskta. Q k ager is main ham short term lain tab bhi ham is main success ho skty hain. And long term sa bhi ho skty hain.
            • #7 Collapse

              Assalamualaikum bhai main aapke jawab nahi kahunga ke apne ko bahut accha Sawal Pucha hai aur aapne Jaiswal Pucha Hai Uska baare main Yeh Kehta Hoon ke candle chart Duniya Mein sabse Jyada follow Kiya jata hai isko bahut jyada trailer follow karte hain aur yeh ek bahut Hai Mysore Chahat Hai
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                Candlestick chart aaj kal hum dekhte hain ke bahut jyada important ho gaya hai yaha par log Jab investment Karte Hain To is candlestick ke hisab se investment karne ke liye planning karte hain bahut achha wala Patra nice ki sabse Jab Hum Bhi kaam Karenge Hame Pata chahiye kaam ka pata hona chahiye Yahan Par gold futures hote hain woh Kaise Log Kehte Hain Ishq Mein Hamare is topic per our discussion on a chahiye ki Jawa Mai Iske baare mein kuch information Mile To Hame chahiye kya main uske saath saath dusro ke saath bhi share Karte Hain
                • #9 Collapse

                  forex trading main jis pattrn main trading zeyda ki jati hai wo candlistick chart hai jis main hum apni trading ko achai trah se analysis kar k trading kar skty hain q k es main jub hum ap trading karty hain tu es main abnny wali candles hmain market ko achi traha se analysis kar skty hain jis se hum candles se market k tren dko achi traha se use kar skty hain es liye aghr hum candlistick chart main trading karna cahhty hain tu hmain es k bary main achi traha se knowledge hona zarori hai q k jis point ka hmay apss aha expiernce hota hai tab hmain osko achi traha se use bhi karna ata hai or esi traha aghr hum candlistick chart main trading krna chahty hain tu hmain canldles ko bhi find out krna zarori hai jis se apko apki trading se profot milny k cahces hoty hain
                  • #10 Collapse

                    Candle stic chart pattern boht say log trade kertay hain. aur candle aik japan kay aik banday ki ejaad hay us nay candle stick o mutarif karaya. candle stick ko price action bhi kaha jata hay. aur is main price ki kami ya zyadati ki waja say aik candle ki open close high aur low banti hain. is say idea ho jata hay kay abi seller power main hain ay buye power main hain is say traders ko pata chal jata hay kay ager seller ki power zayda hay to wo sell trade main jatay hain aur ager buye zayda hon to wo buye trader letay hain. kuch trader aik candle ko dekhtay hian aur kuch candle stick kay pattern hain jin say trade ki confirmation ho jati hay un ko follow ker kay achi trading ker rahay hotay hian. aksar tamam new trader candle ko par kay hi trade start kertay hian que kay ye boht popular hay.
                    • #11 Collapse

                      Trading main different types kay chart pattern hotay hain har trader jab trading start karta hai to apny lehaz say chart select karta hai forex main chart ko analyse karna bohat important hota hai is liye hmain us chatt k hi selection karni chahiye jis ko ham zyada achy tariky say samjh sakain har trader ki apni strategies hoti hai but aik new trader kay liye ye suggestion hai kay wo candle stick chart patten ko select kary kiyun kay baki charts ki nisbat is chart ko analyse karna newbies kay lie easy hota hai agar ap kisi aur chart ko select karain gay to ap kay liye analyse karna musukil aur difficult ho jay ga is liye ham sab ko chahiye kay apny chart ko easy rakhain taky achi trading kar paen us k liye hamain candle sticks chart pattern ko chose karna chahiye.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                        Candle stick chart pattern

                        Other chart pattern jes me bar chart, line chart ka agar jaiza leya jaye to esy chart pattern ko samjna new traders key ley bahot hi difficult hay magar candle stick chart pattern ki agar bat ki jaye to ye chart pattern bahot hi zeyda use hona wala chart pattern hay aur es me alag alag candles banny ki waja se es ko samjna bahot hi zeyda traders ko easy lagta hay, different time frames me candles different types key candles banaty hey es ko samjna es ley be easy hay key har time frame me single candle frame ki timing key sath open aur close hota hay es se traders technical techniques use kar key candles ko asani se samaj sakty hey.
                        [ATTACH=CONFIG]6072[/ATTACH]
                        candlestick chart is used as a popular Pyar Tune Kiya usko samajhna gurajada Aasan hota hai aur usse market Katraj Ke Bache samajhti hai bahut jyada traders candlestick chart ko use kar k trading Karti Hai kyo Kehu Se Kafi Jyada profit Banaye Ja sakta hai aur Market ko samajhna bhi Aasan Hota Hai maybe trading karne ke liye candlestick chart use karta hoon ok ok is Sanwar bade bade land ki achi se samajh aa jati hai aur traders soby is this a trading karne ke Aasan Nahi Hoti Hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          Candle stick chart pattern

                          Other chart pattern jes me bar chart, line chart ka agar jaiza leya jaye to esy chart pattern ko samjna new traders key ley bahot hi difficult hay magar candle stick chart pattern ki agar bat ki jaye to ye chart pattern bahot hi zeyda use hona wala chart pattern hay aur es me alag alag candles banny ki waja se es ko samjna bahot hi zeyda traders ko easy lagta hay, different time frames me candles different types key candles banaty hey es ko samjna es ley be easy hay key har time frame me single candle frame ki timing key sath open aur close hota hay es se traders technical techniques use kar key candles ko asani se samaj sakty hey.
                          [ATTACH=CONFIG]6072[/ATTACH]
                          District chart is liaison are popular hai Kyunki usko samajhna bahut jyada Ehsan hota hai aur usse market ke trend KPSC samajh aa jati hai bahut jyada traders candlestick chart ko use kar k trading Karte Hain Koun ke Aise kaafi Jyada profit Banaye Ja sakta hai aur Market ko samajhna bhi Aasan Hota Hai maybe trading karne ke liye candlestick chart use karta hoon Ankhiyon Ke Is Se market ke trend ki achi se samajh aa jati hai aur traders Kobe is this a trading karne mein Asani Hote Hai
                          • #14 Collapse

                            Main jesay k dosto us main price action ka full course phelay kia hai our pher main nay us k bad volume spread analysis ka course bhe aik Pakistan k boht he achay teacher say kia hai but VSA boht mushkil hai js ko samjhna boht mushkil hai koin k wesy study say to samjh aa jta hia likin live market k oper us main pher pattern us tarha k nahe banty hain jsay app VSA main parhtay hain lekin jahan price action us wja say popular hai koin k us main support and resistance hain our pher us main 10 say 12 candlestick patterns hain jen ko yad rakhan asaan hai lekin ager VSA ki baat ki jeay to us main koi total 54 signs banty hain jo k professional use kerty hain lekin price action main jo candles use hoti hain wo diekhnay main un ko chart k oper detect kernay maen kafi asani hoti hae our pher us say app trade ker k acha profit ban sagty hain us main jesay k
                            pin bar hai engulfing bar hai us main two bar reversal patter hain inside bar hai jab support pay bain to buy karein our jab resistance pay banean to sell karein ya trend ko use ker k sell and buy kia ja sagta hai
                            منسلک شدہ فائلیں
                            Last edited by ; 17-01-2019, 08:18 AM.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              app nay acha question kia dosto forex main candlestick pattern us leay popular hain koin k un ko samjhna seikhna asaan hai our forex main sab sy asan knowledge candles ka hai us ko hum price action course khety hian our us main hum khcuh candles ko parthy hian our pher market main milnay pay un k oper trade kerty hian our wo phechannay main bhe asaan hoti hain our ye humean daily kafi us k set up mil jaty hian jin k oper hm trade lay k forex main success hasil ker sagty hian us main jo mashoor hain main ap ko btatai hoon
                              1 Pin bar
                              2 harami patter
                              3 doji
                              4 two bar reversal
                              5 morning star
                              6 evening start
                              7 engulfing candle
                              8 piercing candle
                              our ye kafi purana knowledge hai us waja say ye forex main boht mashahoor hai our kafi traders us ka knowledge our experience live market main rkahty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X