Double Grid strategy Forex men kia hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Double Grid strategy Forex men kia hy
    Asalam.o.alikum aaj hm phren ga
    Double Grid stratgey double ya dhoree hikmat amlee hy jhaan aik trader aik waqt men 2 mukhtlif qism k grid idtamal krta hy. Aam tor pr yh Directional grid hy jis men aik simt k sath milta hy
    Doble grid is astrategy for choppy . volatile markets jhaan koi clear simt neh hote
    a. Double grid configration
    b. The grid in action
    c.How to control risk
    d.Testing the Double grid
    e.Demo spread sheat
    Aesee cheezoon me se jo traders ko is hikmat amlee ki trah hy . wo yh kh yh market gher janibdar hy . is ka mtlb yh hy kh is trah ke pesh hoi ke koi zaroort neh hy jis men market muntqil ho jaye ge yh id grid k ahm benifits hain is aor Hedged grid k drmiyan aik ahm farq hy . neach 2 ya nechy k ooper aik mazboot reale ki soott men double grid k nizam ko nuqsan pounchy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    As-salamu alaykum Bhai Jaan aap ne bahut hi accha question Pucha hai mai aap ki baat se bilkul agri karta hoon Hum Log Iss Tarah Chupa offered bana sakte hain aur trading Karke Kafi kuch hassil kar sakte hain aur iska Hum logo ko bahut fayda Hota Hai
    • #3 Collapse

      dear members double strategy aor plan apky pas zaeori hona chye apko market ma jub confusion ho to ap apni trade open to kr den lkn jub apko lagy ky market ma kch gr br hony ja rahi hai jesa ky pound behave kr raha hai to apko aisi surat ma tight policy use krni chye ya to atoploss kga do ya pur hedging strategy use kr lo is st behtr apky oas koi option nhi hota hai ma bhi apko yehi kahon ga ky forex trading ma apko ko multiple ao h aor approach honi xhye kam sy kam apko share karna hota hai technical support aor technical resistance hono chye ta ky aoko knowledge or experience hasil ho jati hain ky sub sy ehlymarket analysis phr strategy aor planning phr management aor usky bad apko sakoon sy rehna chye qor profit ma apno wait krna chye
      • #4 Collapse

        AC condition Ko Hum Log hatching condition kehte hain Kyunki Agar Hum mazbooti Radhe ke saath kaam Karenge to Hamid booth level par Hame benefit Milega Jab market niche ki taraf Jayegi Tu Hame tabhi profit Milega aur jab market upset ki taraf apne business ko develop Karegi Tu Hame tab bhi bahut jyada benefit Milega Hum Yahan Par confidence ke sath sath Har Tarah ka kaam kar sakte hain wo Humein Kabhi Bhi Ja se nuksaan nahi hoga isliye mein sabse Pehle Aap acche wale planning karne ke baad market mein experience ke sath sath isko utilised karna hoga
        • #5 Collapse

          G bhai jan w/slam. I hope you will br good. And bhai main ap ki baton sa bahot zyada agree krta hoon. Ap ki baton sa bahot sa newbeis ko bahit zyada ilm hua hoga. And hamain bhi bahot ilm main izafa hua hy. And main apko btana chahata hoon k double grid stratgey kia hotti hy. Ya aik bahot hi zbardast kisam ki cheez hotti hy. Is sa hamain faida hotq hy and is ka matlab k aik hi admi ya phir aik hi tradder aik hi time main 2 different time k grid use kar skta hy. Matllab k same taime 2 grid use krny k amall ko double grid stratgey kha jatta hy. So, is sa muraad hamain bahit zyada faida hasil ho skta hy is k through.
          • #6 Collapse

            Assalamualaikum bhai aapne Jo Sawal Pucha hai main uske baare mein Yeh kahunga ke Hame Ek Waqt Mein Ek Hi trading Karni chahiye kisi ke Ho Gaye Hum Us Paar Puri Tarah focus kar Sakenge aur accha profit banana Sakenge aur Agar Hum Dono Taraf trading Karenge to Hame ho sakta hai samajh na Aur Hum Apna loss kar Baithe
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

              achi strategy hai jis ma apko kafi sary hints milty hain market agr double grud strategy ma breakout ho jay to is ka trend resume plus apko confirmation milyi hai aor ap acha pip margin gain kr skty ho agr apka free margin zeyada ho to zeyada trades open kr skty ho lkn scalping trading strategies ma manage krna zarori hai sharp mind hunting sy apko profit hunt krna chhye before isky ky market apko hunt kr ly dear traders forex market ka technical fundamental aor sentimental data bhi bahot zabrdast helping hai
              trade entry ky leay jo chezen basic hain jin ko dekhna har trade sy oehly zarori hai wo hain top resistance bottom support etc inky sath trades open aor close point hony chyen apky
              • #8 Collapse

                Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

                Acchi tarike kar hai jismein aapko Kafi Sare hits Milte Hain market Agar dubli ground tarike kar Mein break out ho jaaye to cut Trend resume plus aapko confirmation Mile Hai aur aap acchi pipe Maar gangayan kar sakte ho agar aap free margon jyada ho to Jyada trades open kar sakte ho lekin scalping trading tarike kar Mein manage karna zaroori hai sharp mind hunting se aapko profit hunt Karle trainers forex market ka technical fundamental or sentimental data bhi bahut Jabardast helping Hai trade entry ke liye Jo chijen basic hygiene ko dekhna hai train se zaroori hai vah to president both on spot 18 inke Sath trades open aur close. Hone chahie aapke
                • #9 Collapse

                  Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

                  Ji Assalamualaikum Pyare Mere Pyare bhaijaan dubli 3K kar aur plan aapke pass Jaruri hone chahie aapko market Mein Jab confusion ho to aap apni trade open to kar de lekin Jab aapko Lage ke market Mein Kuchh Gadbad Hai vah ja rahi hai to ja sake pound banae nahin kar rahe hain to aapko Aisi Surat mein time Police SI use Karni chahie to auto close ko dikhaya kar use kar lo ISI Tarah bhitar aapke isko option Nahin Hota main bhi aapko Yahi kahunga ke Forex trading main aapko multiply aur approach honi chahie kam se kam aap ko share karna hota hai technical support aur technical resistance hone chahie Taake aapka knowledge or experience Achcha ho aur aap Jyada Se Jyada Kamyab Ho Sabko isliye Mere Bhai aapko chahie kya aap Jyada Se Jyada mehnat Karen acche se kam Karen Taki aap Kamyab ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

                    Forex trading mai double grid trading strategy ka Matlab yeh hota hai kay traders aik he waqt mai long aur short dono he trading strategies ko apply ker rahey hotay hain iss strategy ko double grid ya dual grid strategy bhi kaha Jata hai jiss mai trader directional up grid ya directional down grid ko long aur short term mai use ya apply kerta hai. Ab mai aap ko isay simple ker kay samjhata hu. Pehli baat tou yeh kay him sub normal traders hain aur hum sub he bohat si aisi techniques ko pehlay say apply bhi ker rahey hotay hain laikin unn kay technical naamoo ya terms say waaqif nahi hotay hain iss liye naam he sun kay pareshan ho jatey hain. Double grid ka asaan alfaaz mai Matlab yeh hota hai kay aik trade lagai gai ho aur woh sell ki trade ho. Uss mai trade profit mai bhi jaa rahi ho aik jagah pay profit kay anay kay baad hamain mazeed profit bhi uss mai nazar araha ho laikin market reverse ker jaey tou hum pehlay waali trade ko close nahi kertay bulkay waha pay him aik buy ki trade bhi laga laitay hain aur uss say hi market kay dobara apnay actual trend ya movement pay reversal say pehlay he kuch profit uss mai bhi lay laitay hain aur apni pehlay sell waali trade mai mazeed profits gai ker kay usay bhi close ker laitay hain. Hum yeh her roz he kertay hain aur isay he double grid ya dual grid strategy kaha Jata hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

                      Mere Pyare bhaijaan dubli 3K kar aur plan aapke pass Jaruri hone chahie aapko market Mein Jab confusion ho to aap apni trade open to kar de lekin Jab aapko Lage ke market Mein Kuchh Gadbad Hai vah ja rahi hai to ja sake pound banae nahin kar rahe hain to aapko Aisi Surat mein time Police SI use Karni chahie to auto close ko dikhaya kar use kar lo ISI Tarah bhitar aapke isko option Nahin Hota main bhi aapko Yahi kahunga ke Forex trading main aapko multiply aur approach honi chahie kam se kam aap ko share karna hota hai technical support aur technical resistance hone chahie Taake aapka knowledge or experience Achcha ho aur aap Jyada Se Jyada Kamyab Ho Sabko isliye Mere Bhai aapko chahie kya aap Jyada Se Jyada mehnat Karen acche se kam Karen Taki aap Kamyab ho sake

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X