how to become successful in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: how to become successful in forex

    Forex trading business mein kaamyaab hone k liye sab se zaroori hy wo hy forex trading business mein ziada se ziada mehnat aur hardwork karain aur mehnat aur hardwork kar k forex ki learning knewledge aur experience hasil karain kiok koi bhi new trader us waqt tak kaamyaab nhi ho sakta jab tak forex trading business mein mehnat aur hardwork nhi karta aur learning knewledge aur experience hasil nhi karta aur learning knewledge aur experience hasil karne k bad hum ko apni mistake ko cover karna hota hy us mein hum ko greed se emotional trading se bachna hota hy aur jald bazi se trading nhi karni hoti aur ziada se ziada experience hasil kar k apni skills ko acha kar k apna experience ko ziada karna ho ga jtna acha experience ho ga hum utni hi mistake ko cover kar saktay han aur agr hum mistake ko cover kartay han tu profit bhi earn kar saktay han aur agr trading mein profit hota hy tu kaamyaab trader han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: how to become successful in forex

      dear forex main kamyaab hona bahut he mushkil kaam hay aur agar hamaray andar kuch sabar ho aur ham yeh samjh kr isay join karain aur is main kaam karain k hamko is k lose say nai darna hay usay recover kaisay krna hay to mairay khayal say yeh koi bhi mushkil kaam nai hay ham har roz har trades say kuch na kuch seekhtay jayengay aur hamari skills barhaty jayenge jis say markeet main achi earning hoty jayege aur ham slowly success hotay jayengay isk ilawa agar ham aisi soch say kaam laingay k hamko thoray he dni main achi earning bhi milay aur hamko is main time bhi na spend krna parray to aisi soch k honay say ham sirf lose ko he dawat daingay aur jo har haal main hamko mil kr he rahayega aur ham kamyaab honay k bahut door chalay jayengay.
      • #18 Collapse

        Re: how to become successful in forex

        Ji mere bhai aapko forex mein kamyab hona hai to aapko ine baton per dhyan Dena hoga aapko forext ke bare mein tamam experience hona chahie ismein aapko jyada se jyada mehnat karni chahie aur sabse pahle hamen demo account per kam karna chahie jitna jyada aapko forex ka experience hoga apna hi acche se aap trade kar sakenge frock se kaisa business hai jismein aap experience ke Bina successful nahin Ban sakte isiliye ismein aane se pahle hamen iske bare mein thoda knowledge Lena chahie aur is mein demo account per kam karna chahie FIR ismein hamen real account per kam karna chahie isase Ham ek successful trader Ban sakte hain aur profit hasil kar sakte hain ek kamyab trader hamesha apne experience aur mehnat ki Bina per banaa ja sakta hai
        • #19 Collapse

          Re: how to become successful in forex

          اصل پيغام ارسال کردہ از: jimi پيغام ديکھيے
          mera tamam old traders or expert traders sy sawal.hai.k. wo mujhe please bta dain k hum forex trading main successful kesy ho skty hain
          Dear friend ap chahty han k forex trading main kamyab hon to is k ley ap ko ziada mehnat karni ho ge ziada sy ziada learning karni ho ge us k bad jab is learning ko practice k ley istamal karny jtni practice karny gy utny he fayda ho ga ap ko is ley ap ko chae ha ziada sy ziada practice karny jis sy ap ko ziada sy ziada knowledge or experience hasil ho or ap forex trading ko easily samj or seek sakeny gy jtna ziada hum forex trading ko seekeny gy or samjeny gy utna he forex trading main ache earning kar sakeny gy jab hum forex trading ko start karny gy to hum proper money management or risk management sy trading karny gy jis sy humy loss ni ho ga or profit k ziada chance hon gy
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: how to become successful in forex

            Successful trader.
            Dear members trading mein successful banne ke liye aap ko buniyadi taur per kuch baton ka yah khyal rakhna parta hai tab ja kar aap ko kamyabi milati hai. Sab se pahle aap ko Forex trading ke mutaliq step by step learning hasil Karni ho gi aur us learning ko apne pass note down bhi karna ho ga. Apni learning ko apne trading account mein knowledge ke taur per aap istemal karen ge aur is se aapko experience hasil ho jae ga. Aapko throughout apni techniques professional rakhni hogi, aur apna mind set ya banane ki trading ek din Ka Kam nahin Hai balki yah lifetime business hai aur isko isi sequence se apply karen. Apne emotions ko bhi control mein rakhna ek professional key responsibility hota Hai. Jab aap ine tamam chezon Ka khyal rakhte Hain jaen ge to to near future aap ek successful professional trader ban sakte hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X