Re: Jaiza: trading kay doran apny emotions per control ke liye money management zaroo
Forex trading mai traders Agar apnay emotions pay control kerna seekh lain aur control ker lain tou bohat say masaael khatam ho jaen gay. Laalach, greed, jald baazi, bay Sabri, over trading waghaira sub emotions ki he paidawaar hain. Agar Tarders sirf emotions pay qaabu rakh lain tou inn sub cheezoo say Bach saktay hain aur inn say bachnay ka Matlab he success hai. Ye baat bilkul sahi hai kay Tarders sirf apni money management ko theek ker lain tou emotions control ho saktay hain. Money management ki misaal aisay hai kay Agar aik tarder ye baat samajh key kay 100$ say daily 5$ profit bohat kaafi hai tou emotions pay bhi control rakh sakey ga laikin Agar aik tarder ye so hay kay 100$ say daily 100 ya 50$ he earn kernay hain tou woh apnay emotions pay bhi control nahi rakh sakta hai. Money management he emotions pay control ki chaabi hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим