Jaiza: trading kay doran apny emotions per control ke liye money management zaroori

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: trading kay doran apny emotions per control ke liye money management zaroori
    Maire khayal say traders ko chaiye ke woh trading kay doran ager apny emotions per control behtaqr karna chatay hon tu phir iss ke liye sab say best technique yah ho sakti hai ke who apni trading mai proper money zaroor Karin.

    Ager trading mai achi money management ke jiye tu traders ke iss kay aur b bohot sy advantages hasil ho satky hain lakin yeh b aik bohot bara advantage hai ke money management ke waja say traders bary aur risky lot size mai trading nai kar sakty hain jis ke waja say in ka apny emotions per kafi acha control b rehta hai . iss liye traders ko chaiye ke woh apni trading mai money management ko aik lazmi hisab bana kar he trading kiya Karin tu trading mai emotions ke involvement kam say kam ho jiye ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Emotions in trading:
    Trading me agar ap emotions ly k trading kary gy to ap ko loss hona yaqeeni baat hai agar ap chahty hai k ap ko trading me loss na ho to ap ko emotions ko trading sy door rakhna chahiye.
    Control emotion:
    Trading me emotion ko control karna chahiye or agar ap chahty hai to ap apny emotion ko control kary or agar ap chahty hai aisa ho is k liye apko apni money management karni hogi agar ap apni money manage kary gy to apko emotion sy trading sy b loss k chances kam hon gy.
    • #3 Collapse

      jee haan dear aap nay boht achi baat ki hai jahan hum trading experience hasil kar rahy hooty hai wahan humin apny emotions ky control ki bhi practice karna hooti hai aor jahan trade main money management boht zaroori hai wahan apny emotion py control karna bhi boht zaroori hai ager koi ye sooch rakhta hia ky her wakt aap market sy aap kuch lay sakty hai to bilkul ghalat hai koin ky mary khayal main aap apna daily ka target rakh lain aor ager aap achive kar leety hia to phir yahan py aa ky emotions ko control karna banta hai aor market sy nikal jana acha hia ager aap nain emotion ko control na kiya aor phir entry lay le to agla result hameesha loss he hota hai ais liye emotions control basic hai trade ki
      • #4 Collapse

        trading main emotions per control karna bohat zyada zarurai hai aghar aap apni emotions per control ni kar sktay to aap kabhi b kamyabi ni hasil karo ghay aghar aap ka loss hua aur aap ghussay main aa kar aur zyada loss kro ghay to aap ko nuqsan uthana paray gha iss liye control krain.
        www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
        :1f609: and get free signals 90% accuracy
        Add me on skype furqan.ramey
        • #5 Collapse

          yes dear trading karty time wait apko market mein wait karna bohat he zarori ha is liye kiyon kay forex market ek bohat he achi market ha is mein agar ap work karna chahty hein to wait karna bohat he zarori ha is liye wait karna or apny emotion ko control karna bohat he zarori ha then he ap market mein bohat he achi trading kar sakty hein or kamyab profit earn kar sakty hein or forex mein ap apny emotion ko control karna learn kareen or is mein ap market mein apni girift kar lein to bohat he acha profit earn kar sakty hein or apni life ko change kar sakty hein so hard work to get success easy in forex
          • #6 Collapse

            trading kay doran emotions par qaboo pany ka wahid tareeqa yeh hota hay kay aap boht ziada munafa kamany ka hargiz lalach na karen aur apny account balance kay hisaab say profit margin set kar lain.aur apnay account balance kay hi hisab say loss ko bardasht karny ke bhi had muqarar kar lain. kiyun kay money management kar kay chalny wala trader kabhi bhi nakam ni hota. han ye baat zarur hai kay usy kuch loss ho sakta hay magar itna loss ni ho ga jitna kay andha dhund trading karny walay insan ko hota hay.Forex trading karnay say pehly apny andar boht ziada sabar, hosla , tahamul, bardasht paida karny ke zarurat hay chahy halaat jis qisam kay bhi hon.na to ziada profit dekh kar be qaboo hona chahye aur na he ziada loss dekh kar mayoos hona chahye.
            • #7 Collapse

              Emotional Trading:
              Agar ap trading kay doran apny emotions ko beech main layen gay to ap kabi proper trading nahi kar paen gay trading main apnay emotions ko kabu main rakh kar he ap hmesha achi trading kar sakty hain.
              Money Management:
              Emotions ko control karnay kay bad 2nd thing trading main money management hoti hai jitni ap ki management achi ho gi ap ki trading bhi uthi achi ho gi ap profit, loss aur apny trading risk ko jab manage karna seekh jao gay to ap achi trading kar pao gay good trader ban'ny kay liye 1st apny emotions ko kill kar dain 2nd apni management strong rakhain aur trading improve karain then ap zaroor successful hon gay.
              • #8 Collapse

                Hum us fotex business maen dosto tb he kamyaab trader ban sagtay haen jb hum us maen money management karean gy to pher he us maen aik professional way maen work ker k app forex say ache earning ker paen gy forex aik risk business zaror hy but hum apni hard work our continus learning say forex maen kamyaab trader ban sagty haen money management k forex maen kia faeday haen app ko detail btata hoon
                Money management : dosto phela to us ka aik simole sa faeda hy k app us maen emtional nahe hoty haen mean app trade lay ager .10 ki soo sakoon say jaty haen dosaraapp ka stop loss 100 pips plus bhe ho hit ho tension nahe ho gee koin k loss boht kum ho ga lekin ager yahe bare lot ho sl chota hoo ga our pher wo hit bhe ho jaey ga third us maen ager money ko manage ker k kaam kia jata hy to 3 say 5 sl hit bhe ho jaen to app ki psychology disturb nahe hote hy sab say bara faeda app apni strategy py strick rhetay haen
                To humesha asool bnaen k trade money management k mutabik he kerni hy
                • #9 Collapse

                  G han agar money management ka rule trading me apply kia jaye to emotions par asani se control hasil ho sakta hay, traders emotional trading me kab hoty hey ye sochna chaye key agar proper money ki management knowledge ham nahi rakty to every trade me traders ka emotional hona zarori hay, money ko plan key mutabeq per trade me invest karna chaye, account balance agar 500$ ho to reasonable risk le kar emotions par control hasil kia jata hay hey, reasonable risk daily 2% se zeyda nahi hona chaye yahi money management traders key account ko safe rakny key ley kafi hay.
                  • #10 Collapse

                    Assalamualaikum bhai Agar Hum Log trading ke dauran apne inmotion pe control rakhte hai to iska Hum logo ko bahut fayda hota hai emotion ki wajah se Hamare trailers Mein Ja sakti hai aur hum Te loss material close kar sakte hain isliye Hum Logon Ko Apne emotion pack control Rakhna chahiye Agar Hum logo ko profit banana hai to
                    • #11 Collapse

                      • #12 Collapse

                        g han bhai apki bat sahi hai forex trading main har trador apny emtions par control nahi rakhty hain jub k har trador k alalg alag emtions hoty hain jis k sath wo apni trading karty hain jub k humain sub ko es bat ka pta hai k hmari trdaing main aghr hum koi bhi kam jald bazi main karty hain tu hmain os se loss ho jata hai tu hmain chahye k hum apni trading main aghr apny emtions par control nahi rakh paty hain tu apni trading main money mangmnt lazi karen jis se hmain loss hony k chaces kam se kam ho jaen or hum apni trading main acha profot eran kar skaen tu hmain money mangmngt ko apni trading main lazmi invove rkhna chahye ji sse hmain loss na ho skay
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: trading kay doran apny emotions per control ke liye money management zaroo

                          ​ Assalamualaikum bhai Apne bahut acchi baat ki hai Assalamualaikum bhai Apne bahut acchi baat ki hai main aapko Uske baare mein Yeh Kehna Chahta Hoon kya baat hai Hum Jab Assalamualaikum bhai Apne bahut acchi baat ki hai main aapko Uske baare mein Yeh Kehna Chahta Hoon kya baat hai Hum Jab Jab trading courage to hum Logon Ko Apne motions Assalamualaikum bhai aapne bahut achi baat ki hai main aapko Uske baare mein Yeh Kehna Chahta Hoon kya baat hai Hum Jab Jab trading Kare to hum Logon Ko Apne motions par control hona chahiye profit hota hai agar hum log loss hota hai tab bhi loss hota hai tab bhi
                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: trading kay doran apny emotions per control ke liye money management zaroo

                            g han bhai apki bat sahi hai or main apki bat se sehmat krta hun forex trading main jub hum trading karty hain tu loss hony par apny emtions ko control nahi rakh paty hain apny emotions par any k liye boht se wajohat hoti hain aik tu jub loss hota hai tab or jub hmari trading main hmari trading ka maqsad yah hoti hai k hmain achi eraning mil jay ayse hmain loss ho jata hai tu ayse apk liye sahi bat hoti hai es liye ap k liye zarori hai k aghr ap apny emotion spar control nahi rakh skty hain tu apni trading ko safety karny k liye apni trading main money mangmnt qaim rakhen jis se apko boht zeyda earning tu nahi milti hai laken ap apni trading se loss ko bhi mange kar skty hain tu hmain en points ko mind main rkhna chahye jis se hmain loss na ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: trading kay doran apny emotions per control ke liye money management zaroo

                              dear member Forex trading business Mein Hamesha vo traders Kamyab Hote Hain Jo apni money management ka Khas Khyal rakhte hain aur Apne emotions pe control rakhte Hain Jitna Jyada log trading ke dauran apne emotions ko control karte hue Apne money management Ka Khyal karte hain aur stop loss ke margin ko set Karte Hain Aise traders Kamyab hote hain bahut se traders lalach Mein Aakar over trade Lagate Hain Jiski vajah se unko heavy loss ka Samna karna padta hai mere Khyal Mein Forex trading business Mein Kabhi Bhi over trade Nahin Lagani chahie aur koshish Karni chahie ki ek Waqt mein ektrit lagaen aur apni money management ka Khas kya rakhen apne account ko secure karne ki koshish karen aur Kabhi Bhi Apne balon se 2 % Se Jyada loss Ko bardasht Nahin Karna chahie Forex trading business ki techniques ko understand karna aur usko Forex trading business ke chart paper observe cutaway implement karna aur analysis karna bahut Jaruri Hai Iski madad se Ham easily profitable trade select kar sakte hain aur apne emotions ko control karte hue apni money management ko Dekhte Hue Jyada risk Nahin lete aur kam risk lete Hue kam profit Mein Hi satisfied Rahte Hain Aise traderji Forex trading business Mein Kamyab Hote Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X