Traders pressure feel kab karty hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Traders pressure feel kab karty hey

    Forex trading mai traders pressure uss waqt feel kertay hain jab unhain positions open kernay kay liye sahi moqa nahi mill raha hota hai. Trading kertay huay aisay moqay din mai kaii kaii baar aatey hain jab aik aik munasib profit kay bawajud bhi traders trade close kernay kay usay open rakhnay ka faisla kernay mai mushkil feel ker rahey hotay hain aur decisions mai final nahi ker paa rahey hotay. Trading kertay waqt sirf new aur junior he nahi senior aur expert traders bhi bohat under pressure hotay hain.

    Agar traders apnay account balance kay mutabiq he trading kertay rahey aur apni trading aur earnings kay target Bana kay kaam karian aur sirf apnay targets ko he follow kertay rahain tou ziada pressure mai nahi aatey hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur traders ko hamesha apnay aik schedule ko he follow kerna chaiye iss Tarah pressure waali situations nahi banti hain aur Agar bann bhi jaey tou traders easily unn say nikal jatey hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Traders pressure feel kab karty hey

      2 hi esi situation hoti hay jab traders pressure feel kar sakty hey loss ho jaye to traders agar expert be hon gey to un ka pressure feel karna yakeeni ho jata hay esy traders es cheez ki pressure lety hey key apny loss ko recover kesy karen aur ketny time me ye loss recover karny ki planing karen, market me jab trades open key jaty hey to es time be traders pressure feel kar sakty hey traders ye decision leny me mushkil feel karty hey key wo technical analysis ko ehmeyat den ya per fundamental analysis ko esy me traders bahot hi zeyada pressure feel kar sakty hey esi waja se traders right direction me trades ko place karny me fail ho jaty hey.
      • #18 Collapse

        Re: Traders pressure feel kab karty hey

        ASalam Walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
        ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki ja rahi hai ji han doston traders use Waqt pressure feel Karte Hain Jab unhen loss ho raha ho doston Hamen is platform per mehnat se kam karna chahie Agar Ham mehnat se kam Karenge To Hamen Kabhi bi loss Nahin ho sakta aur jab Hamen loss Nahin Hoga To Hamen Parashar bhi fail Nahin hoga doston is platform per mehnat se Aur Subah Se Kam karna chahie Taki ham loss Ka Shikar Na Ho Aur doston is platform per pressure mein bhi nahin aana chahie Agar Ham pressure Mein a Jaenge To Hamen acchi Tarah active hokar posting nahin kar Sakenge Jiski vajah se doston yah ho sakta hai ki Hamen loss ho jaaye doston Agar hamare pass Achcha knowledge skills Hai To Ham platform per Achcha profit aur bonus kar sakte hain Ham Kabhi pressure Mein Nahin a Sakte.THANKX
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Traders pressure feel kab karty hey

          assalam o alikum members aj mai apko treders k preshan hony or presure mai any ki muktasar si waja btata hn dosto jese k ham sab janty hain k forex 1 bht bara business hy is mai profit or los ata jata rehta hy trader apni knowladge ki kami or foex k ilam ki kami ki wja sy trades krty waqt presure lete hain qk unko pta nhi hota k hamri trade sucessful hogi b k nhi presure us time b ata hy jb koi trader apni trade ka lot size zyda lgta hy profit increse k liye qk lot size zyada hony k bht sy nuksanat hain issy apky account ka balnce brbr nhi rehta or account finish hony k b chances bar jaty hain is liye traders presure lety hain or ese faisly trader us time krty hain jb market ki stability kharab hwe hoti hy is presure ko relese krny or is sy bachny ka ilaj majood hy kuch time k liyee hame break le leni chahiye tak market apni stabel jaga pr aa ajai or ham achi trades pick karain dosra trika is presure ko khtm krny ka hy forex ki tecniques ko samjhna chahiye or forex ki knowladge hasil krni chahiyeeee (THAKS KRTY JAOO DEAR)

          اب آن لائن

          Working...
          X