Forex market main traders ki aik boht hi common aur ahm bat aur trading strategy ye hoti hay kay jab market zayda high ho to sell karen aur low move ker jay to buy ker len. Aur new trader asa hi kertay hain jab market koe fifty pip up ya down move kerti hay to sell ya buy ker letay hain. Jo kay bilkul boht bari mistake hay.
Ye strategy ya trading rule jis nay banaya tha us nay apny analysis aur knowledge ko samnay rakh kay banaya tha. Is liye ye rule un tamam traders ko apply nahi kerna chahye jo us same knowledge per kam nahi ker rahy.
According to strategy ager support aur resistance ki bat ho gi to ye high and low daily weekly ya monthly chart ki support aur resistance per ho sati hay. aur ager ye elliot wave per ho gi to fifth wave kay ending point ko sell ya buy trend main high ya low keh saktay hain. aur ager koe chart main structure kay knowledge per trade kerta hay to us ki high aur low us structure ki heigh and low ho gi.
New traders ko ko pehlay in main say ya asa knowledge hasil ker kay phir sell at high and buy at low wala rule follow kerna chahaye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим