Jaiza: Supply our demand area ka chart k oper kesay pata chalata hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Supply our demand area ka chart k oper kesay pata chalata hy?
    Dear jab tak members ko supply and demand area forces ka nahe pata chalay ga tab tak wo forex market ko asani k sath trade nahe ker pain gay to is k leay app ko time frame k mutabik demand area kon sa hy kitne demand us pair ki demand area maen barh sagte hy us k oper app ko trade kesay kerna ho he ye information app k leay hona zarori hy our sath maen agar supply area k baat ki jeay to wahan traders ka kia behaviour hota hy us ka knowledge our experience hona zarori hy
    Market maen jab app kisi bhe pair ki kisi bhe cheez ki deikhty haen k supply barh gae hy to us ki demand kum ho jaey gee oir jab supply kum hote hy to demand barh jate hy supply support area chart k oper hota hy our demand jo resistance area banta hy wo hota hy
    Ye mera opinion our experience tha app log us barey maen apna knowledge share karean.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum bhai Mere Khayal Mein Apne bahut achi baat ki hai mai aap ki baat se bilkul agree Karta Hoon Market maen jab app kisi bhe pair ki kisi bhe cheez ki deikhty haen k supply barh gae hy to us ki demand kum ho jaey gee oir jab supply kum hote hy to demand barh jate hy supply support area chart k oper hota hy our demand jo resistance area banta hy wo hota h Is Tarah Hum Log kaam karke achha profit bana sakte hain
    Pakistan zindabad
    • #3 Collapse

      Assalam.o.alaikum
      jesy kh aaj k sawasl ke mutabiq Supply aor demand area ka chart k ooper kedy ptaa chlta hy . mujh ko yh samjh aie kh jb kisee demand aor supply ka kisee trader bko maloom he nh ho to phr kesy kam ho ga . in forex market me trader . trde asaani se neh lagaa paey en ga ap jb bhee kisee ko pair dekhaty hain to ap ke demande me bulandee pr chlee jay ge yh supply k braks hota hy
      agr demand zayda ho to supply bhee km aor supply zayda to demand bhee zayda . yh jo meree samjh thee us k mutabiq to yhee hy. wesay hm ko aik dostey k sath information share krnee chey ta kh hm behtr se bhetr trading kr payen
      • #4 Collapse

        Forex maen ya kisi bhe stock maen asaal maen wo market work he supply our demand ki forces pay kerte hy agar ap kisi bhe market maen kisi bhe currency ki supply ko kum ker dain to us ki demand barh jaey ge our ager supply barha dain to demand kum ho jate hain maen value our kum hony say us ki price gir jate hy humean jab bhe kisi bhe currency ya commodity pair ki support milte hy to wo hum supply area hota hy iur oper resistance area demand area khelata hy to humean isi keay resistance say sell pay profit milta hy our support say buy kerty haen to pher humean acha profit milta hy
        Basically supply and demand do forces of seller our buyers traders ki hain jo k market ko balance rakhty haen
        • #5 Collapse

          Agar Hum logo ko forex market Mein lost Sahi pehchana Hai To Phir Hum logo ko isme demo kaun se jyada Se Jyada practice karni chahiye news ko follow karna chahiye trading Karni chahiye Phir humse loss sy Bach skty hain
          • #6 Collapse

            Supply and demand areas ko chart me identify karny key ley hamy sab se pehly supply and demand ko explain karna bahot zarori hay,
            Supply: selling
            Demand: buying
            agar supply area increase ho jaye to selling pressure increase ho jata hay esi tarha agar demand area increase ho jata hay to esi key sath market key buying pressure me be ezafa ho sakta hay, support and resistance levels supply and demand areas ki identification karty hey, chart me agar support and resistance level ko identify hourly base par kia jaye to ye hamary supply and demand areas hi hoty hey.
            • #7 Collapse

              Hum Sab logo Ke Liye Ye Jano Na bolya Kar zaroori hai k a demand and supply Kaise kam karte hain jaise Jaise demand Yahan Par increased Hoti Hai waise waise Yahan Par supply 20 ke sath increased Ho Jati Hai Agar Hum Dekhe ke market main demand Zyada Ho Jati Hai Tu Yahan Par supply come Ho Jaati Hai To Aisi condition Mein Hame Nazar aata hai ke market mein kis cheez ka rate increased ho jata hai aur Agar Uske against market Mein supply Zyada ho jaye aur demand Kaam Ho Jaye To Aisi condition mein kis cheez ka rate kaafi Jyada low ho jata hai aur blog isko Yaha isme investment nahi karte hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Supply our demand area ka chart k oper kesay pata chalata hy?

                Assalamualaikum bhai Apne bahut accha question Pucha main aap kis ke baare me kya Jata Hoon Kisi cheez ki Jati Hai suppli bird Jaati Hai to uski demand kam ho jati hai aur Phir Wo aapko Baje pata chal jata hai
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Supply our demand area ka chart k oper kesay pata chalata hy?

                  forex mai hamy knowledge ko best bana kar kam karna chahye pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy hum is mai aar supply or demand ka chart ky bary mai jannna chatey hain to hamy market ky up down ko dahkna ho ga pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar kam karty howe lalch kary gy to hum loss ky siwa kuch be hasial nahi kar saky gy forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hin
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Supply our demand area ka chart k oper kesay pata chalata hy?

                    Pagal traders feel kar rahi ho toh unko trading Nahin Karni chahiye Kyunki Jab aap stressful Karke trading Karte Hain To proper planning nahin kar sakte aur lost ke chances increase ho Jate Hain Kyunki aap ko market share trend ki samajh nahi aati
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Supply our demand area ka chart k oper kesay pata chalata hy?

                      forex aik world wide business hain hamy is mai charts ko mady nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X