Jaiza: Short term trading key benefits

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Jaiza: Short term trading key benefits

    short term ki bat karty hain to short term main trade karna kafi acha hota hay agr to hum market main achi eraning hasil karna chahty hain to humain short term main trade karna sikhna ho ga kun kay marke main is main kam karna ziada acha hota hay or asan hota hay market main km time main achi earning hasil ho sakti hay magr is kay kuch rules hoty hain jin ko follow karna hota hay short term main hum aik din main trade kar sakty hain ya phir kuch ghnton ki trade kar sakty hain is main koi rook nai hay jaisy humain sai lagy order ko place kar kay hum achi eraning hasil kar sakty hain agr to trade ko lagty hain to market humary favor main nai hay to hum is main aik week tk order ko move main rakh sakty hain aik month tk b is main aik hi trade ko laga sakty hain
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Jaiza: Short term trading key benefits

      short time period ki buying and selling fast aur short time method ki buying and selling hoti hay jes me investors ko restricted time me bahot zeyda profit ka gain mil jata hay, beginners ko short term ki trading useful ho sakta hay threat ko lessen kia jaye aur positions ki timing ko restricted kar dia jaye, scalping buying and selling ko kabi be ham short time period ki trading nahi keh sakty, short time period ki trading wo hoti hay jes me traders ka har order plan key mutabeq open aur near ho ye orders 1 hours tak be open reh sakty hiya 1 day ki time restrict key sath close be ho sakty hiya.
      • #33 Collapse

        Re: Jaiza: Short term trading key benefits

        Assalam o alaikum dosto aj ham ne discuss krna ha short term trading k benefits pe to pehle to hamin pata hona chahie k short term trading ha Kia g han dosto forex market mn har trader k trading krne ka apna andaz hota ha kuch sara din sari rat market ko dekhte rehte han aur kuch thore time mn kafi kuch kar lete han forex market mn traders ki 2 major types han aik long term traders aur dusra short term traders long term traders ki trades kai hafton tak chalti rehti han ye zada ter price action trader hote han dusra ye apna analysis daily weekly ya monthly time frames mn krte han isi lie in ka target b at least 1000 pips per trade tak hota ha
        Ab aate han short term traders ki janib dosto is ko ap intraday trader b keh sakte han swing traders b keh sakte han ye basically m30 h1 ya h4 tak k time frame mn kam krne wale log hote han aur in ki trade maximum 100 se 200 pips tak ki hoti ha ap ko pata ha k forex market hamesha stairs ki trah ya ap keh lain k sanp ki trah bal khati hui upper aur neeche move krti ha short term traders is cheez ka faida uthate han aur in moves pe trading krte han
        Dosto ab ham dekhte han k short term trading k benefits Kia han sab se bra faida to ye ha k is mn intizar zada ni krna parta aur ap ki trade target ko hit kr jati ha dusra chote account kelie faida mand ha kion k target chota hota ha to stop loss b kam hota is lie agr stop loss hit ho jay to zada nuqsan ni hota is k short term traders market k chote moves pe munsib lot size ka istemal krte hue thore time mn acha profit bna leta ha
        • #34 Collapse

          Re: Jaiza: Short term trading key benefits

          Short term trading methodology ko traders bohat ziada prefer kertay hain. Jo traders small balance kay sath trading business kertay hain unhain short term trading bohat suit kerti hai. Kiyu kay short term trading mai ziada dair tak apni equity aur margins ko engage nahi rakha jata aur jo bhi pehla small profit jo kay spread ki recovery kay baad hota hai usay close ker kay secure ker Lia Jata hai aur aik aur baat jiss pay short term trading kernay waley traders ko laazmi kerni chaiye kay apna small profit bhi pehlay account say withdraw kerwa laina chaiye iss Tarah profit secure kia Jata hai kiyu kay aisa na kia jaey tou profit zaya honay kay chances hotay hai.short term trading ko small time frames mai prefer kia Jata hai kiyu kay small time frames mai movement ko short term trading ki monitoring kernay kay liye ziada easy aur clear bhi samjha Jata hai
          • #35 Collapse

            Re: Jaiza: Short term trading key benefits

            assalamu alaikum I agree question short bahut hi Pasand Kiya jata hai main bahut hi Pasand karta hun bahut hi kam time lagta hai aur aap long time trader Ban Jaate Hain jisse aapko yah knowledge hoti hai ki aap kaun se tarikh Se Achcha aur Behtar profit banaa sakte hain
             
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #36 Collapse

              Re: Jaiza: Short term trading key benefits

              Assalamu alaikum to all dearest members short term trading ke benefits ye hai k hamen iska result ek din mein Hi Mil jata hai aur ismein jaise ham log term trading karte Hain usmein Ham 2 ya 3 din ya FIR weekly ya FIR monthly vate karna padta hai jismein aap Bor ho sakte hain FIR raat ko nind bhi nahin hai aarti ke pata nahin Kya hoga aur teen char din aap jarur hote rahte Hain teen char din pahle Japanese bare mein main jo speak laga hai vah Bada kaun bhi ho to vah vas Ho Gaya hoga tu agar short term trading aap karenge to usmein to aap aap oneday base per ya 24 hours se niche time frame mein analysis karenge aur pair per trade lagaenge to fir aapko usmein achcha profit kam time mein mil jaega aur school se rest karenge next day new opportunities dekhengearsenal fans mein kahun to shorten trading ka fayda yah hai ki Ham ismein kam time mein ek jyada acchi aur fast earning kar sakte hain

              اب آن لائن

              Working...
              X