Jaiza: Moving Average Exponential (EMA) ka use.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Moving Average Exponential (EMA) ka use.
    dear brothers simple moving average MA10,MA15,MA40 waghera to sab hi use kertay hain or approximately sab ko use bhi kerni aati hain to aaj main aap ko Exponential Moving Average kay baaray main bataa hu iss ka use simple moving average say kuch different hay aap apnay chart per Exponential Moving Average (EMA) 40 apply kerain jiska level aap max rekhain yaani 4 thick line aaye ge aap kay paas
    Bullish Scenario ager yeh line aap ki chart candles kay neechay hay to aap kay baas bullish trend hoga
    Bearish scenario ager yeh line aap kay chart ki candles kay uper hay to bearish trend hay

    jahan per bhi yeh line candle ko cut keray ge wahan say aap kay paas trend change ho jaye ga.Click image for larger version

Name:	e.png
Views:	2
Size:	30.4 کلوبائٹ
ID:	12462524
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai jaan aapne bilkul thik baat ki hai mai aap ki baat se agree karta hoon Agar Hum logo ko Fresh Market Mein Se Accha profit banana hai to uske liye Hum logo ko moving average Ka Pata hona chahiye ke daily market Kitna move karti hai Agar Humko is cheez Ka Pata Chal Jayega Delhi market Kitna more Karti Hai Tu Yaar Hum Log forex market se Accha profit bana sakte hain
    Pakistan zindabad
    • #3 Collapse

      Dear main us main apana moving average ka aik set up hai wo use kerta hon us min main simple 50 and 200 moving averages use kerta hoon koin k ye jo main system technical analysis k leay use kerata hoon us main madad dity hain second main EMA bhe use kerta hoon jes main main 9 and 21 ka combination use kerta hoon us main ager 9 EMA 21 ko cross karey our ager time frame H4 ho to trend change ki first neshani hti hia pher main daily time frame main diekhta hoon k us main ager 9 moving average 21 ko cross ker day to pher trend change confirm ho jata hai app ko weekly main diekhnay ki zarorat nahe parta hae app us main buy ki ya sell ki trade lay k us say acha profit bana sagty hian us main app ko mehnat to kerna ho gee pher he app us method ko samjh sagain gay koin k ye aik foreign Neil fuler ka method hai jo k main nay us say siekha hae our ye short our long dono trend main trade k leay best strategy hai
      • #4 Collapse

        Assalamualaikum bhai Mere Pyar Mein moving average ki wajah se hum log forex market Mein friend ko find kar sakte hain isliye Humko moving average Ka Pata hona chahiye ki Delhi market Kitna karti hai
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Mt4 main dosto humery pas jo sab say leading indicator hai wo moving averages hain jes mian her trader apni knowledge our experience k mutabik unn ko use kerta hai mera experiene 10 and 20 exponential moving averages k sath hai us main main bhe same other traders ki tarha aik to support and resistance diekhti honn our pher us k sath main un k cross ko check kerti hoon jab fast moving average slow ko cross ker lay our pher us level k retest pay mujjhey koi bhe price action signal milta hai to pher main us pay trade leti hoon ye meri trend favor trade hoti hai our us main trend k strong our week honay ka mujhey dono moving averages line k dermain difference say pata chalta hai jo k ager zeada ho to pher main us say strong trend kahoun gee our ager un dermean ****la kum rhe jeay to pher main us ko week trend tasawr kerti hoon our ye meri strategy hain forex main real account main trade main us pay bhe price action k sath kerti hoon
          • #6 Collapse

            Again Hum logo ki madad karna chahte hain aur kamyabi Hasil karna chahte hain To Phir Hum Logon Ko moving average Ka Pata hona chahiye ke Delhi Kitni Mohabbat Hoti Hai Pyar Hum logo ko itne Se Achha mil sakta hai aur hum log kamyabi Hasil kar sakte hain Hum logo ko fida ho ga
            • #7 Collapse

              Assalam.o.alikum
              jrsy kh kuch dostoon apnaa knoeledge share kia hy mean bhee kuch sahre krta hoon
              Mumknh harkt pazeree aost 2 buniydee treqoon me hy aik sadh harkt pazeree aost se mukhtaluf hy zayda tr wazan kaa deta deya jata hy EMA ne april 2018 ka moqbaly mem tezee se haliyah qeemtoon ke tabdeelon ka rd.e.aml kia
              a. Moving average
              . muntiql hone wali cheezoon ko dekhne ka boht bara treekh hy qemtoon me qemat khaan ke jatee hy lakin kamyab tajroon ko Technical Analysis baney k ley tekneqee ishary banay k majmooha pr inhisar krtee hy teqneeqk tajzya k bunyadee aor aalaaa jaH frahm krta hy . .EMA gher mulkee currency trading me boht maqbool hy lihaza yh aksr trading hilmt amlee ke bunyaad hy ail gher mulkee curency trading jo EMA ka istamal krte hy wo aik taweel muditee EMA aor tawel mudtee MAE pr munhisr hota hy aor is k bad Taweel mudtee EMA K SILSLY MEN MUKTASR MUDAT K HASYET TIJRAT JB AIK mukhtsr waqt me EMA tawel meyad EMA se tajwaz krta hy to is waqt km az km MMA tawel arsy tk se km ho jata hy
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Moving Average Exponential (EMA) ka use.

                Allen trading kab Karni chahiye Jab Hamen hundred percent yakin Ho ke Hamare trading profit Mein hi jayegi Hamein Aise time pe trading Nahin Karni chahiye Jab market bahut risky Hoti Hai Kyunki use time market ka behaviour kuch bhi ho sakta hai aur traders code trading Karke lost bhi ho sakta hai isliye hundred percent profit Ke Jab chahte ho Tor trading Karen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Moving Average Exponential (EMA) ka use.

                  je ap ne bohat hi ashi information share ki ha moving average k baray, is lye agar ham moving averages ko combine use karain gay to hamain trend ko find karnay ma bohat madad milti ha, is lye moving average chahay simple ho ya exponential moving average ho in ka use karn ana chaye, jahan tak ma moving average ko use karta houn woh 3 tarah ki moving averages ha, 60, 30, 15 ki simple moving averages jab yeh apni direction uper se nechay ki taraf se seedhi kar lain to yeh sell trend ho ga, aur jab neechay se uper ki taraf direction seedhi kar laain to buy trend clear ha, to signal ham nechay se stochestic oscillator se lain gay, is lye moving averages ka use karna ana chaye

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X