Loss pe kesy Qabu paya ja sakta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss pe kesy Qabu paya ja sakta hay?

    Je bohat hi zarori aor darust sawal kia hay ap nay k loss pey kasay qaboo paya ya sakta hay? Je hota yoon hay keh log trading kartay howay bari jaldi kartay han aor bina sochay samjhay trade start kar detan han jis ka result yeh nikalta hay loss pay loss lekin asa nahen hona chahiay loss trading kay liay boht bari mushkil hay is liay loss ko control karna bohat zaroori hay is kay liay sab say pehlay trading ka poori taran knowledge hasil kar kay trading karna seekhan. Trading ka knowledge hasil karnay kay bad baray tahmul kay sath trading start karen ta k ap ko trading kay goran sochnay samjhnay ka moqa mil sakay. Kabi bhi big profit kay lalach men bari trade na karen kun k aksar bari trade men mistakes ho jati han jis say loss hota hay. Market ki movement bhi zaror dekhan kun k aksar trader market ki movement ko dekhay baghair rang trade kar jatay han. Trader har loss kay bad kuch na kuch zaror sekhta hay aor usay aik nia tajurba hota hay apnay is old experience say faida uthay. Loss ki soorat men umeed ka daman na choray aor mazeed koshish karay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss pe kesy Qabu paya ja sakta hay?

      g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree karta hun forex trdaing main aghr hum loss hony waly har factor ko avoide kar k trading karen tu hum apni trdaing main loss se kafi had tak bach skty hain forex trading main loss hony wala sub se bara factor hmari greed hoti hai jo k hmari trdaing main losss hony ki wajah bnti hai es liye aghr hmain apni trdaing main loss se bachna hai tu hmain apni ttrading main greed ko avoide krna chahye es k ilwa jub bhi trading karen jald bazi main trdaing na karen achi trha se apni trdaingk liye market ko analysis karen os k bad apni trdaing karen q k jub hmari trdaing main risk ka factor zatyda hota hai tab hmain loss hony k chnaces bhi boht hoty hain jo k hmain buri trha nakam bnnay main aham kardar ada karty hain tu hmaisha apni trdaing ko apny knowledge or expiernce k hisab se karen os bat ko kbhi na karen jis k bary main apko confermtion nahi hoti hai
      • #18 Collapse

        Re: Loss pe kesy Qabu paya ja sakta hay?

        Asalam o alikum friends umeed ha ap sab Tek han AP n both ache information share ki ha forex trading main jab tak hum learning ni karny gy to successfull ni ho sakeny gy is jab bi ap n trading start karni ho us sy pehly ache tahra learning karny demo account main practice karny knowledge or experience hasil Karny us k baad real account main trading karny is k alawa jab real account main trading karny to lalich na karny kabi bi analysis karny us k mutabiq trading karny try karny news ko zahan main rakhan fundamental analysis karny technical analysis karny in sab ko dakh k phr trading karny ta k ap loss na ho or agr phr bi loss ho jay to parshan na hon is sy learning ki try karny k ap ko asa moqa samny aay to us waqat yeh galti dobra na karny
        • #19 Collapse

          Re: Loss pe kesy Qabu paya ja sakta hay?

          Profit aur loss to har business ka hissa hota hay, is say ghabrana ni chahye. Forex trading main loss par qaboo pany kay boht say tareeqy hain. Kabhi bhi forex ka complete knowledge hasil kiye baghair is ko start na karen. Demo account par khoob practice kiye baghair kabhi bhi live account par trading ka risk na lain. Lot size hamesha minimum rakhen. Acccount balance hamesha strong rakhny ke koshish karen. Boht ziada profit earn karny ka lalach hamesha kay liye apny dil.o.dimagh say nikaal dain. Market ke movement yani utar charhao aur market trend ko smajhny aur us ka complete predication kiye baghair trade open na kren. In chand awamal par agar amal kar liya jay to kafi had tak loss par qaboo paya ja sakta hay.
          • #20 Collapse

            Re: Loss pe kesy Qabu paya ja sakta hay?

            Forex trading aik aisa business hai jiss mai traders apna poora career yehi learning aur knowledge gain kernay mai use kertay hain kay profit kaisay kamaya jaey. Aisay traders bohat Kamm hotay hain jinhain bohat jald samajh aajati hai kay pehlay loss ko control kerna chaiye aur phir profit earn kernay ka sochna chaiye. Traders ko loss pay control kernay kay liye kuch checklists Bana laini chaiye jinhain follow ker kay loss pay qaabu paya jaa sakta hai aur profit khud say he ziada hona shuru ho jata hai:-

            1. Trading as a business

            Forex trading ko aik proper business samajhna chaiye aur achi Tarah seekh kay he isay start Kerna chaiye

            2. Greed aur Hastiness (Jaldbazi) pay control

            Forex traders ko apni jald baazi aur greed pay qaabu rakhna chaiye. Yeh zaruri nahi kay her trade mai profit he ho iss liye achay moqay ka intezaar kerna chaiye aur jald baazi aur greed say avoid Kerna chaiye

            3. Over confidence aur Over Trading

            Forex mai traders ka aik Bara dushman over confidence aur over trading bhi hai. Traders aik trade mai loss honay pay over confidence ho kay loss ko recover kernay kay liye over trading shuru ker laitay hain. Traders ko apni iss habit pay control kerna chaiye
            • #21 Collapse

              Re: Loss pe kesy Qabu paya ja sakta hay?

              Loss par qabo pany key ley traders ko apni strategies ko mazeed powerful banana ho ga ta key account balance ko secure kia ja saky, loss par qabo pa leny se hamara account balance grow karny lagta hay es key ley solid plan aur powerful technical strategies key base par trading karna zarori ho jata hay, fundamental analysis aur technical analysis ki trading se loss par 100% qabo paya ja sakta hay, daily hamy economic news se related data be collect karna ho ga aur technical analysis key through market trend ki wazahat karna be ho ga ta key kesi be tarha se hamary orders loss me na jaye.
              • #22 Collapse

                Re: Loss pe kesy Qabu paya ja sakta hay?

                Dear loss py qabo pany k liye apny anyless ko behtr bnaen apni stegtry ko strong bnaen r mustaqil treading sekhen ta k achi tread order kr k achi earning hasil kr saky sake forex treding m kamyabi etni asan nhi es m boht zyada hard work krna prta hy boht zyda learning demo acount py b prectis krna prti hy phr ja k hm mrket ki movmnt ko smjh paty hen r knoliged hasil kr k loss py qabo pa skty hen q k forex beznus sirf sekhny sy ata hy tu hmy achi gaidnus r information hasil krni chaiye ta k best treadr bn k loss py qabo pa saken .
                • #23 Collapse

                  Re: Loss pe kesy Qabu paya ja sakta hay?

                  Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                  ji han doston Yahan per bahut hi Achcha Sawal poochha gaya hai doston Mere Khyal se Agar Ham dil lagakar mehnat se kam Karenge To Hamen Kabhi bi loss Nahin Hoga Hamen Apne kam Mein Imandar Hona chahie Taki Ham acche se Apna Kam kar sake mehnat Karen aur acche experience on knowledge dosroon ke sath share Karen Taki Achcha prophit hasil kar sake yah trading to Hamari help Ke Liye Hi manae gai hai ismein hamara hi fayda hai doston Ham Itni mehnat karte hain Agar Ham Rules ko acchi Tarah follow Nahin Karenge to Hamari mehnat Kisi kam Ki Nahin Hai To Mere Khyal se Hamen mehnat Karni chahie aur sath mein Rules ko follow karna chahie Taki Achcha profile Hasil kar sake.THANKS
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss pe kesy Qabu paya ja sakta hay?

                    Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon ge.
                    Ji han Dosto hum sab janty hein ke losss zyada ter un logon ko hota hai jinhon ne is platform ko abi join kiya hai ji han Dosto hum loss per mehnat se or imandari se dil laga ker kam ker ke qabo paa skty hein or agr hum mehnat se dil laga ker kaam nhi kerty hein to hmein loss ho jata hai or hum acha profit bi earn nhi ker skty ji han Dosto humein zada ter loss tb hi hota hai jb hum apna kaam imandari se nhi kerty hein humein chahoye ke agr hum is platform per kamyab hona chahtu hein to imandari se or mehnat se dil laga ker kaam krein taky acha profit hasil ker skeen agr hum is platform per success hasil kerna chahty hein to hmein is per active ho ker mehnat se dil laga ker kaam kerna chahiye taky acha profit hasil ker skeen or acha career bna skeen.THANKX
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss pe kesy Qabu paya ja sakta hay?

                      Assalamu Alaikum dear friends basically her traders start mail Oscar Deta Hai uski reason yah hoti hai ki usne proper learning Nahin Ki hoti yah uska sahi tarah guide nahin kiya Jata agar aap acchi learning aur acchi practis Karke trading start Karenge to aap lost per Kabu Pa Sakoge loss actually Hamari mistake ki vajah Se Hi Hota Hai Jab Ham trade Karte Hain To lalach karte hain ya trade ke dauran Jyada volume choot karte hain yah news timetrade karte hain condition Mein Jab aap trade Karenge to Los ke chances Jyada Honge isliye aap Inko control Kar Ke Log ko control kar sakte hain Jab sincere hokar trade Karenge FIR aapko koi bhi loss Nahin hoga
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss pe kesy Qabu paya ja sakta hay?

                        ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya ja sake dekha jaaye to fir akshy kaisa business hai ismein aapko lost bhi hota hai profit bhi hota hai agar aapke pass achcha experience trait karte hain to aapko usmein profit hota hai nahin to aap to aise bhi Ho saktaya kuch rule hai inko follow karke awaaz mein kamyab ho sakte hain sabse pahle kya aapko ismein mehnat karna hoga jism Xperia sikhana hoga kitna Dada aapke pass experience hoga utna Hi Kam hone ki chaal hai aur iske alava aapko isme money management ke sath chalna hoga apni Vani ko management karna hoga aur iske alava aapko ismein time spend karna main jitna time spent karenge utna hi achcha hai aur ismein jyada follow KarenLalita shastri market canalize karo proper planning ke sath Karen ismein motion ke sath train current abhi office mein loss control kar sakte hain aur ismein kavya ho
                        • #27 Collapse

                          Loss pay kabo ap aisy pa sakty hain kay ap es mai jo be mistake karty hain ap ko us ka pata ho kay ap yeh mistake kar rahy hain or us ki base pay ap apni trade ko karian. Jab tak ap apni trade ko theek tarha sy manage nahi karty hain tu ap ko bad mai loss ho jata hai. or jab be loss ho apni mistake ka review lain har week kay bad apni trading ka review lay kay mistakes ko kam sy kam or profit ko zaida sy zaida kar sakty hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            ### 1. **Loss Ki Samajh:**
                            - Loss ka mtlb hai nuksan ya koi cheez gir jana.
                            - Loss samajhna zaroori hai taake iska asar control mein rahe.

                            ### 2. **Psychological Perspective:**
                            - Loss ko samajhne mein dimagi aur jazbati pehluat shamil hote hain.
                            - Insan ki psyche par iska asar gehra hota hai.

                            ### 3. **Grief aur Mourning:**
                            - Loss ka samna karne wale shakhs ko grief aur mourning se guzarna padta hai.
                            - Ye process emotional healing ka hissa hai.

                            ### 4. **Physical Manifestations:**
                            - Loss se judi tension aur stress physical health ko bhi prabhavit karti hai.
                            - Sona, khana, aur energy levels mein tabdeeli mehsoos hoti hai.

                            ### 5. **Loss of Control:**
                            - Loss ka asar se log apne zindagi par control kho sakte hain.
                            - Future uncertainty ka ehsaas bhi ho sakta hai.

                            ### 6. **Relationships ka Asar:**
                            - Loss aksar relationships ko gehra asar daal sakta hai.
                            - Trust aur intimacy mein kami mehsoos ho sakti hai.

                            ### 7. **Financial Nuksan:**
                            - Maali nuksan bhi ek tareeqa hai jisse log loss ko mehsoos karte hain.
                            - Ye job loss, business failure, ya investment loss mein ho sakta hai.

                            ### 8. **Coping Mechanisms:**
                            - Log loss ka samna karne ke liye alag tareeqon se cope karte hain.
                            - Support system, therapy, aur self-care ismein madad karte hain.

                            ### 9. **Acceptance ki Ahmiyat:**
                            - Loss ko accept karna healing ka aham hissa hai.
                            - Isse insan apne aas paas hone wale changes ke saath adjust kar sakta hai.

                            ### 10. **Time as a Healer:**
                            - Waqt bhi ek important factor hai jo loss ka asar kam karta hai.
                            - Slowly, log apne routines aur zindagi mein normalcy mehsoos karte hain.

                            ### 11. **Personal Growth:**
                            - Loss ke baad, kuch log personal growth aur self-discovery mein bhi mubtala hote hain.
                            - Ye ek naye perspective aur strength ka aghaz ho sakta hai.

                            ### 12. **Social Support:**
                            - Dosto aur parivaar ka support bhi bohot ahmiyat rakhta hai loss ke doran.
                            - Emotional and practical support dono zaroori hote hain.

                            ### 13. **Professional Help:**
                            - Agar loss ka asar bohot gehra ho, to professional help lena bhi zaroori hai.
                            - Psychologists, therapists, aur counselors ismein madad kar sakte hain.

                            ### 14. **Seeking Meaning:**
                            - Kuch log loss ke baad apne zindagi ko naye maayne mein dekhna shuru karte hain.
                            - Ismein meaning talash karna bhi ek tarika hai samajhne ka.

                            ### 15. **Preventive Measures:**
                            - Kuch nuksanat se bachne ke liye preventive measures bhi zaroori hote hain.
                            - Insurance, contingency planning, aur risk management ismein madad karte hain.

                            ### 16. **Spiritual Dimensions:**
                            - Kuch log apne loss ko spiritual angle se bhi samajhne ka koshish karte hain.
                            - Faith aur belief system ismein support pesh karte hain.

                            ### 17. **Educational Initiatives:**
                            - Society mein loss aur grief ke bare mein education bhi zaroori hai.
                            - Logon ko samjha jana chahiye ke ye natural process hai aur uska samna karna zaroori hai.

                            ### 18. **Expressing Emotions:**
                            - Emotions ko express karna bhi healing process mein madad karta hai.
                            - Talking, writing, aur art ek outlet provide karte hain.

                            ### 19. **Loss in Different Contexts:**
                            - Loss har shakhs ke liye alag hota hai aur har context mein alag asarat paida karta hai.
                            - Personal, professional, aur societal loss alag-alag perspectives se dekhe ja sakte hain.

                            ### 20. **Mental Health Awareness:**
                            - Loss aur uske asarat par zor dena, mental health awareness ko badhawa dene mein madad karta hai.
                            - Stigma ko dur karke, log asani se professional help hasil kar sakte hain.

                            Yeh kuch mukhtasar paragrah loss ko samajhne aur uss par control paane ke tareeqon ke baare mein hain. Har ek heading mein mazeed details explore ki ja sakti hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X