Year k khatam hony lar trdding par asrat?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Year k khatam hony lar trdding par asrat?
    Asslam o alaikum dear forex forum. I hope you will be good. Mera aj ap sa yahee sawaal hy k ab year khatam hony wala hy to tradding k time ya tradding k doraan jo chartt k oopar asrat hoty hain. Unki kia wajah ho skkti hy. Main forex main new hoon to mujhy itna zyada ptta ni hay. K new year aany main tradding main kuch asarr parta hy k nahee. So please senior members and best traders help me. Ager apko ptta bhi hy k jo asrat hity hain. Unko kaisy cover kiya jata hy. Year k khatam hony lar trdding par asrat?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Humera 2018 guzar geaya ager ap ka past acha tha to zaror yad rakhean lekin ager ager acha nahe tha to pher future ko acha bnana k leay hars work karean
    Abhe aj 2019 shuro ho chuka hy us maen humean forex maen jo miatake last year maen ki hain wo avje nahe kerni hoon geen un say seikhna ho ga un ko repeat nahe kerna ho ga forex market kai sadioun say chal rahe hae our us ki koi khas asar 2018 ka 19 pay nahe parey ga
    Humean apny andar jo khamean last year maen theen jin say humean loss hoa un ko door kerna ho ga pher he hum us maen aik successful trader ban pain gay hard work keena ho ga ager phelay learning nahe ki to abhe kerna hoo gee our pher in future app aik kamyaab trader ban pain gay jab app mistake ko repeat kernay ki bjeay jn say seikh k forex ko beat karesn gay
    • #3 Collapse

      Forex k oper dost purey saal k asaraat kum he party hain us main last two month main jo ajeeb market fundamental ki wja say behaviour kerti hai us k asraat us k oper first week rahy gain app k pas ager bonus capital hai to pher app 7 say trading dobara say us main shuro karein gay to pher he secure trading ker pain gay baki bhae app ki baat say agree hoon k jo ghaltiain hum nay 2018 main keen ager 2019 main bhe wohi kerne hain to pher hum forex ko life time business nahe bana pain gay koin k aik time aey ga jab us ko hum choor k fedup ho jain gay to app ko apni education ko our tajarbay ko behtar kerna ho ta k app us say ache earning ker sagain our us main 2018 say better 2019 ko in sha Allah banin gay forex market main ksi na kis method jesay k price action ya app ko Volume spread analysis main expert banana parey ga pher he app ko us main success mily gee
      • #4 Collapse

        dear yeh year bohat he acha guzra or bohat he achi trading ki gyi ha is mein or ye best platforum tha jis mein 2018 mein bohat he achi earning ki gyi ha or is market mein 2019 mein bohat he profitable year ha agar ap forex ki market mein acha knowledge kay sath or bagair lalich kay work kareen gay to bohat he acha profit earn kar sakt hein is liye apki kamyabi he apka sab kuch ha so hard work to get success easy in forex market or education or tajurbay say ap bohat he kamyab earning kar sakty hein or 2019 apkay liye bohat he profit laye ga agar ap mehnat say kam kareen gay
        • #5 Collapse

          bhai pahli bat tu yah hai k aj 1018 ka end ho gya hai or 2019 start ho chuka hai es liye main yahi khunga k last year main hum ny acha kam kiya hai laken hmain ab es ummed ks ath apna new yrear start karna chahye k hum ny mazzed mahnt karni hai or jo hum ny last year main galitian ki thi wo es sal main khtm karni hai mera khyal hai k har trador ko achi trah apny alst year ka andaza hoga k hum ny kiya kiya balnder kiye hmain apni trading main es liye main sub ko best wishees dena chahunga new year k hawaly se or dua krunga k humain apni kamyb trador bnany main hmari ALLAH help kary or hum ny jitni bhi galtian ki thi hmain os ko es sal reapete nahi karni hai or achi palning k sath trading karni hai
          • #6 Collapse

            New year par bohat sy asrat hoty hai market pr jesy k Market movement; market ki movement tez hoti hai jab new year ki chuti k baad market open hoti hai. Market gap; kya pata market me gap ho new year ki waja sy jo price changing hui hai us waja sy. Trend changing; new year ki waja sy bohat sy pair ka trend change ho ga q k ye international market hai or akhri month me log kafi len den karty hai jis waja sy market ka trend or hota hai or ab jab new year hai to log zra kam len den kary gy Dec ki nisbat is liye market me trend b different hoga. Wait; market open hony k baad ap thora wait kry jo b changes hui samny ajaye gi. As a trader ham me change; try kary gy k jo galtiya pehly hui ab dobara na ho or ap trading ko pehly sy behtar kary gy or risk factor ko reduce kary gy.
            • #7 Collapse

              2018 end hony par other financial markets me be changing ai hey aur Forex market me be bahot zeyda up downs dekny ko mili hay, year agar end hony waja ho to all financial markets ki ye closing days hoty hey jes ki waja se market me big movement a sakti hay, Forex market par year key end hony ya new year key start hony se zeyda news events ki waja se changing a sakti hay aur ye news events bahot hi zeyda market par aasar andaz ho sakti hay, December me crude oil ki market key down jany ki example se andaza lagaya ja sakta hay key year key end hony par Forex me kesi big changing a sakti hey.
              • #8 Collapse

                Assalamualaikum bhai 2018 Kafi acha Guzara hai isliye Hum logo ko 2019 maybe ISI Tarah mehanat Karni chahiye Jis Tarah Hum Log 2018 Mein Karte Hain Phir Hum logo ko iska bahut fayda Hoga Aur Hum Log Kafi accha profit bana sakte hain 2019 maybe
                • #9 Collapse

                  Saal ke Asar Par Hum logo ko trading nahi karne wale Agar Hum Log Sath KR Kripa trading Karte Hai To Hum Logon Ko nuksaan ho sakta hai isliye Hum logo ko Saj vehicle trade nahi karna chahiye Hum logo ko saal ke naye saal Shuru Hone ke baad trading Karni chahiye Phir Hum logo ko fayda Hota Hai
                  Pakistan zindabad
                  • #10 Collapse

                    Re: Year k khatam hony lar trdding par asrat?

                    year katem hony wala hain hamy agly year ky liye ache planing karne chahey or aik time table bana kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar live trading kar sakty hain forex mai hum investment be kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik unique business ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Year k khatam hony lar trdding par asrat?

                      GDP Kisi bhi country mein bahut jyada important hota hai aur Kis Se kis country ki production Kanda Lagaya Jata Hai GDP Gross Domestic Product ko kya kehte hain aur Jis Ke country ki Jid pe jyada ho Wahan ke Karamchari economy class a coffee better hote hain aur vah countries tracheostomy Malik National Hoti Hai Jis country ki De GDP water Hoti Hai vah country acchi hoti hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Year k khatam hony lar trdding par asrat?

                        forex mai hum kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain year katem hony wala hain hamy new year ky liye ache planing kar lene chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy is mai market ka ay brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain forex mai hum amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Year k khatam hony lar trdding par asrat?

                          Asalam o alikum dear forex trading main year k end means December k month slow hoti ha is ley December main trading karty waqat both ahtiayat karny ki zarort hoti ha forex trading main December main ap bilkal risk na lan balky small lots sy trading karny or proper money management k sath trading karny ta k ap ko loss na ho or ap easily trading kar k ache earning kar saken December k month main trading both risky hoti ha kisi waqat kuch bi ho sakta ha is ley kisi bi movement k ley har waqat ready rehna chae ha forex trading main har waqat ahtiayat ki zarort hoti ha choti c galti ap ko both ziada loss puncha sakta ha is ley December main both ahtaiayat karny
                          • #14 Collapse

                            Re: Year k khatam hony lar trdding par asrat?

                            mery wesay bhe december k month main trading theek nahe hoti hai oru sath main app january ko bhe shamil ker sagyt hian un do month main trading nahe kerni chahy koin k k sab move fundamental hoti hia our technical nahe hoti hai too humean un main trade kum kerna ho ge pher he hum account ko safe rakh pain gay our pher feb say ache opportunities k oper trade ker k acha profit eanr ker sagain gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Year k khatam hony lar trdding par asrat?

                              Assalamu Alaikum to all Pakistani member saal ke khatam hone par SAB par de do trend change Nahin Hota lekin hai ya ke kuch tere se hote hain jinki divergence ke hisab se Unka trend change ho na hota hai aur wo Kafi Jyada Muzaffar Jaate Hain Jaise kgbv USD ya Apna trend change Kar Gaya Hai Jaisalmer chala gaya hai aur bhi Dekhen Agar Inka exit brexit Ki Dil Ho Jati Hai GBP ke haath mein to tab ya FIR by Chala Jayega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X