Take profit stop loss boht zarori hay. is ki ahmiat trading strategy aur account kay capital kay sath change hoti hay. Small account holders ko chahye kay wo trading kay doran take profit aur stop loss use karen. que kay market ki koe bhi aik choti stron move chotay account kay liye dangerous hoti hay. Isi trah kuch strategies hoti hain un main stop loss with big lot lazmi use kia jata hay. tak kay in case loss ho to wo zayda na ho.
Jo baray account holders hotay hain wo choti aur reasonable lots kay sath trade kertay hain aur us main wo stop loss use nahi kertay que kay un kay pass backup boht zayada hot hay aur ager koe trade loss main chali bhi jay to wo long trader hotay hain aur kai kai din ya weeks wait ker letay hain jab tak wo trade positive nahi ho jati.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим