Jaiza: Trading key useful tools

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Trading key useful tools
    Traders key ley esy tools ko be use karna best ho sakta hay jo key us ko market analyzing ya profit/loss ko determine kar saky, useful tools ka jaiza lety hey jo key traders key ley useful ho sakty hey,

    1. Profit/loss percentage calculator: Profit/loss percentage calculator traders key account balance me profit aur loss ko quickly determine karny me help kar sakta hay.

    2. Pivot point calculator: weekly aur monthly support and resistance level ki correct calculation pivot point calculator se hi ki ja sakti hay.

    3. Position size calculator: Position size calculation ka faida ye hay key traders ko per position me risk ko minimum karny me asani ho jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai asslam o alaikum. Bbai ap.na acha sawaal kaha hy. Main ap k question sa agree krta hoo. Jo traders hoty hain un ko cahheye k wo un tools ko b follow karain mattlab k istamaal use karain jo k unko markeet ki jo analyzing hotti hy or loss and proffit ko determine krty hain ya determine kar skain. To is main istemaal.hony waly tolls bahot sary hain. But ham aj apko importent importent tools k baary main btain gy. Jo.k oopar ap na bhi un.ka zikkar.kiya hua hy. Bilkul wohi zaroori.tools hain. Har traders k liye. Aik wo hy jo proffit and loss ki calculator krty hain. And doesry number par wo hy jo k pivot points hoty hain unki calculations karty hain. And teesra or main tools main sa last tool ya hy k position k jo size hoty hain un ki b calculation karna
    • #3 Collapse

      gee bhai aap nay sahi kaha hay kay trading kertay waqt kuch tools bohat zyaada important hotay hain jesay kay aap nay kuch tools ka zikar kiya hay inn kay istemaal say aap ko kaafi faida ho sekta hay jinn tools ka aap nay bataaya hay unn kay ilaawa bhi aap kay paas tools hain jo kay aap kay paas kafi usefull hain inn main simple trend line hay horizontal line hay fibocanni retracement hay or inn kay elaawa bhi channels equidistant channel waghera yeh sab woh cheezain ahain jo kay forex kee base hain inn ko istemaal kiye baghair koi trader sucessful nahin ho sekta hay to hammain in ko use kerna seekh lena chahiye taakay aap ko trading main aasaani ho sekkay
      • #4 Collapse

        Assalamualaikum bhai Mere Khayal Mein trading Kaise best ringtones hai woh stop loss and take profit Hai Kyuki uski wajah se hum logo ko Kafi come loss hota hai Agar Hum logo ko Forex trading Mein kamyabi Hasil karni hai to uske liye Hum logo ko stop loss and take profit Dono ko istemal karna chahiye
        • #5 Collapse

          Bhai jaan Agar Hum Log training kit tools ko samajh lete hain toh phir Hum logo ko trading karne main bahut aasani Rehti Hai Hum logo ko bahut fayda hota hai trading tools Keemat Hai Hum Jogi trade Lagate Hai Akshara Woh profit Mai Jati Hai Aur Hum logo ko Ishq Ka bahut jyada fayda hota hai aur hum logo ko kamyabi milti hai
          Pakistan zindabad
          • #6 Collapse

            Humery pass dear jab app instaforex ka mt4 open kerty hian jes main ap k pass kafi indicators hoty hain jo k already download hoty hain but khuch nechy search main free indicators app download ker sagty hain jes main pivot point indicators hain main nay aik download kia hoa hai jo k auto pay mujhey daily k hisaab say pivot levels plus supports and resistance nikal k dita hai jes sy mujhey daily k level mil jeaty hain main app k sath share kerta hoon
            second profit loss sharing calculator aik normal excel sheet main main nay bnaeya hoa ha is main jo bonus mujey monthly milata hai us ko enter kerta hooon to sath main lot size enter kerta hoon to pher wo mujhey profit loss ki or stop loss ki calculation ker k bata dita hai jes say pher mery leay profit bnana our asaan ho jata hai risk ko achy say follow karty hoey bana leta hoon
            to ye normal small tools and indicators hain jin ko use ker k hum trading ko apny leay mazeed asaan bnaty hain
            منسلک شدہ فائلیں
            • #7 Collapse

              Trading mein bahut Sare doston ko istemal Kar Ke Hum logo ko bahut Aasan Nahi Hoti Hai isliye Hum Logon Ko tools ko istemal karna chahiye Phir Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log Kafi accha parcel kar sakte hain Hum logo ko kamyabi milti hai isliye Hum logo ko tools ko istemal karna chahiye aur hum logo ko kamyabi Hasil karna chahiye
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                jee haan us main ap un sab calculation ko ya to manual karein pher bhe acha hai ya pher us k leay indicators ya pher software ya pher normal calculators ko bhe use ker sagty hian us main better to ye hai k app manual siekhain k app nay pivot levels kesay nikalnay hain koink aik indicator to app ko aik he time k nikal k day sagta hai aik chart k oper aik time main liken app ager us main manual karna seikh lain to pher app us main kisi bhe time frame k pivot level nikal sagty hain
                us main jesay apnay account bonus capital k mutbik apny account ki profit loss ratio jab khud nikal lety hain our pher us k mutbik stop loss lot size k mutabik set kerty hian to pher us main app koi koi mushkil bhe nahe hoti hia kisi software ki main nahe samjhti hhumean us k leay zarorat parti hai
                forex aik boht he simple sa business hia us main bus app ko thori c guide line chahay pher he ap us main acha profit earn kr sagty hian
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Trading key useful tools

                  forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai pairs or currency py trading karty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex aik bohat bara business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Trading key useful tools

                    ji han bhai aapane bahut achcha sawal Kiya main aapke question se aagrah karta Jo trade hote hain unko chahie ki vah untold 2 film Karen matlab Kya istemal Karen use Karen market ki jo analyse hoti hai usko bhi use Karen determined determined karne ke bad Kya Karen to ismein istemal hone wale bahut sare Hainyah bahut jaruri to hai inko Jana train ke liye bahut jaruri hai dusre number per Ham income pivot point hote hain unki calculation karte hain teesra aur main to ismein last to yah hai ki position ke Jo Shahid hote hain unki calculation karnaprofit and loss ki calculator karna aur time management aur money management ke sath chalna hai ek successful trader banaa sakte hain hamen isiliye Ham ko follow karna chahie ek accha profit gainme kar sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Trading key useful tools

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      Traders key ley esy tools ko be use karna best ho sakta hay jo key us ko market analyzing ya profit/loss ko determine kar saky, useful tools ka jaiza lety hey jo key traders key ley useful ho sakty hey,

                      1. Profit/loss percentage calculator: Profit/loss percentage calculator traders key account balance me profit aur loss ko quickly determine karny me help kar sakta hay.

                      2. Pivot point calculator: weekly aur monthly support and resistance level ki correct calculation pivot point calculator se hi ki ja sakti hay.

                      3. Position size calculator: Position size calculation ka faida ye hay key traders ko per position me risk ko minimum karny me asani ho jati hay.
                      Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main jab tao hum log manage kar k trading ni karny gy to hum kamyab ho sakty han is ley humy maximum knowledge or experience hasil Karna chae ha
                      Jab bi trading start karni ho to pehly ache tahra learning karni chae ha or us learning ko demo account main apply Karna chae ha jis sy humy ziada sy ziada knowledge or experience hasil ho ga jis sy hum ache trading kar sakty han
                      Trade open karty waqat stop Loss or take profit istamal karna chae ha ta k humy ziada loss na ho or maximum profit ho
                      Trade open karty waqat is baat ka khayal rakhena chae ha k proper money management or risk management k sath trading karny small lots use karny or apny account balance k mutabiq trading karni chae ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Trading key useful tools

                        Terminal key tools ko esi waja se to samjna zarori samja jata hay key ham profitable trading esy hi useful trading tools key base par hi kar sakty hey, agar hamara trading experience good level ka nahi hay to apni trading ko terminal tools key help se manage karny ki hamy complete azadi aur opportunity di jati hay, tools key help se loss ko aur profit ko manage karna asan hota hay magar bahot se traders esy tools ko ehmeyat hi nahi dety aur loss hony key bad market ko hi es ka ilzam dety hey, tools hamari achi trading me bahot zeyda ehmeyat rakty hey.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X