Jaiza: Forex time zone converter

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex time zone converter
    bahot se esy traders hey jo key daily trading karty hey market un ko market session ki timing ka knowledge nahi hota, aur agar koi trade open kar lety hey to un ko ye knowledge nahi hota key ye trade us ne kes market session me open kia hay aur ko close kes market session me karna hay, traders key sath me ye share karna chahta hon key wo forex time zone converter use karen, es me real time me jo session start hota hay wo apny country ki timing zone key mutabeq es ko convert kar sakty hey, market time zone ko convert karny ki ye best facility hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Asslam o alaikum dear pakistan forex forum members. I hope you wilk be really verg good. Bhai marh ap na bahit acha Question poocha hy r ao na achi batain kaheen hain jiss sa ham sab k ilm main exrra izafa ho skta hy. Main b yahe kahna chahta hoon k bilkul.kuch log mattlab k kuch members forex majn aysy hi hain jo daily ki buniyad par. forex main work karty hain phir b unhain kuch baton k baary main bpta ni hota jaisa k ap na oopar likheen hain. To main apko ya btana chahta hoon k kuch members aysy b hoty hain jo kuch timr forex ko daity haun but phir bhi wo is majn bahot zyada expert ho jaty hain. R ham sab ko chaheye k ham jiss main work kar rhy hoty hain us k baary main zyada i formation ho. Taa k ham zyada proffits earn kar skain.
    • #3 Collapse

      Mery dosto maen time converter say bachny k leay app k sath apna trading knowledge our experience share kerta hoon jes maen app ko Pakistan standard time k mutabik market k open hony us k session ki timing our session closing ka btata hoon forex maen humery pass market monday say subha e bajay open hoti hy jo Sydny session hota hu 6 bajy Tokyo session open hota hy din 11 bajy tak dono over lap kerty haen pher1 bajy London session open hota hy our sham 6 baky US session open hota hy 10 bajy tak ye london k sath over lap kerta hy our pher close hota hy US session raat 230 pay close hota hy 30 break k bad trades roll over maen long eali jate hain our pjer say market open ho jate hy oir friday tak ye cycle chalta hy
      • #4 Collapse

        Assalamualaikum bhai Mere Khayal Mein Jahan Tak Mujhko Maloom Hai Mujhe sirf or sirf USA session ke baare mein pata hai jis mein hum log trading Karke Kafi Prasad bana sakte hai isliye Hum logo ko us session Mehi trading Karni chahiye is Mein Hum Log trading Karke Kafi accha profit bana sakte hain aur iska Hum logo ko abhi benefit Hota Hai
        Pakistan zindabad
        • #5 Collapse

          Hum logo ko time zone Deka trading Karti chahiye Kyuki Agar Hum Log profit Hasil karna chahte hain to kya Hum Logon Ko 3 session went reading karna hoti hai isliye Hum Logon Ko Main aap ke saath reading Karni chahiye logo ko fayda Hota Hai
          • #6 Collapse

            g han bhai ap ki bat shai hai forex trading main aghr tu hum sesson k according trading karty hain tu hmain basically osk time ka pta hona zarori hai q k boht se esson aik time main do do bhi open hoty hain es liye es chez ko mind main rakh kar trading karengy tu ap sesson main correct time par trading karen ta k ap achi trading kar skaen jesy k hum sub janty hain k sub se pahly jo sesson open hota hai wo sydni hai es k bad tokiyo open hota hai jo k 2 ghnty bad open hota hai es time main 2 arket aik sath chliti hain sydni or tokiyo jo k pakstan k time par rat se ly kar dopher tak jata hai esi traha baki sesson open or close ho jaty hain tu hmains ub he sesson k bary main maloomat hona zarori hai jub tak hmain mallomat nahi hoti hai hum apni trading main achi trading nahi kar skty hain es k sath sath time zone coverter option bhi ap use kar skty hain
            • #7 Collapse

              Wesay bhea main to ye samjhti hon k humean koi time zone converter ki zarorat nahe hai aik month jo bhe forex trading main laga leta hai us ko phelay to yahi pata hona chhay k Pakistani time k mutabik forex market kab our kis time open hoti hai our kab tak open rheti haen our kab kon sa session open hota hai main aik dafa pher say bta dieti hoon
              humery Pakistan time GMT k mutabik forex market Sunday ko raat 230 say 330 k kareeb sardioun main open hoti hai jes main Sydney session open hota hai pher 6 bajy Tokyo session open hota hia our pher din 1 bajy London open hota hai our pher sham 6 bajy USA session open hota hia our pher raat 2 bajy k kareeb trades roll over hoti hain to yahi routine Sunday night say Friday nite tak chalti hai our us k leay main aik pic bhe send kerti hoon jes main mazeed app ko confirm ho jey ga
              منسلک شدہ فائلیں
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex time zone converter

                Assalamualaikum bhai mera jahan tak kis ke baare mein Khayal Hai Main aapko in Kehna Chahun jinko trading ke baare me knowledge he nahi hai Unhe trading nahi karni chahiye bol ke pehle trading ke baare mein study kar information Hasil Kare uske baad hi trading kare
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex time zone converter

                  forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex yai pakistan mai legal ban cuka hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is ma hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex time zone converter

                    Traders trading Railway different style use karte hain kuch telesco scalping karna pasand hai typing trading keva strategy Hai Jisme traders small profit Bana kar apni tradeco cut kar dete hain aur bahut set traders long term trading karte hain Iske Alawa kuch traders a short term trading day karte hain hard riddle Apne experience ke hisab se trading
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex time zone converter

                      Walekum salam dear ap ne achi point share ki humare sath ke hum agar sessions ko understand nahi karege to humari trades hum ko kab start and close karni hai to uski waja se hum logo ko loss uthana parh sakta hai iss liye jo bhi trading tools available jese aap ne zone converter un se bharppor istemal karke faida lia jaaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex time zone converter

                        meray khayal main hamen time zone converter ki koe zarorat nahi perti hay. jo jo trader shoro mani market trading kay liye study ker leta hay wo janta hay kay paksitan kay time kay mutabiq kon kon say market kay session kab kab open aur close hotay hain. que kay wo jantay hain kay pakistan kay standard time kay mutbaiq session kay open aur closing main kitna faraq hota hay. aur wesay bhi meray khayal main trader ko session kay open aur closing kay timing say koe faraq nahi perta bs us ko idea ho kay kon sa session kab open aur close hota hay ta kay wo market main taizi ko analysis ker sakay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex time zone converter

                          forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy is mai time zone ko mady nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik aam business ke tarhe nahi hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik real business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X