Jaiza: Trading account ko Protect karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

    Trading account ko protect karna..

    Hamay chaiye k hum lalach na karen sab se bari hum ya koshish kerty rhe k hmara acount kisi trah protect rhy hum ye tab karen gy jb hm trading mey kis tarah ka bara lalach nahe karen gay yani hum bari lots nae lagatay tabhi loss roken gay achi plan karen gaty jis se ham apni trading achi karen gay money management k zariye sey kam lena account ko safe rakhna he hota ha wo ways hamay nahi use krnay chaye jiski wajah se ham trading mey loss se bachay gay greed kabhi b hmaray trading account safe nahe rahnay detti is k zarye se lazman ap ka acount wash hota ha chotay capital pe baray profit target ko sochna bhi nahe chaye ap jab apney target ko chota rakho gay account bacha rahay ga ap k acount mei time to time acha profit ata rahay ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

      Trading account safety : Trading account ko aik trader ki zimadari hoti ha wo osko wash na honay dey kyon k jo best learning kartay haen aor phr best planing k sath kam kerty haen wo ye bat jantey haen k onko risk mei nahe parna kam profit ley lena ha lakin account pe bari bari lots ko laga kar account ko khatray mey nahi daalna yahi wajah ban jati ha onki kamyab honey ki aor wo account ko bacha kar rakhtey haen agar ap baray risk lo gay focus kar lo gaey ap ko foran jaldi bohat sa profit kerna ha ap siwaye loss k koch khasil na kar sako gey apnay account ko saftey denay ka matlab apnay mind mey rakhen k ap winner ho isliye apney account ko kabhi risk pe nahi rakhen agar risk len gey ap apnay account ko protect nahi kar sako gaey.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

        Trading account ko Protect karna

        G yeh most important hota ha trader ka lia kah woh apne trading account ko protect kasy krta ha aor trading main zarori ha kah trader profitable trading kray aor trading ko proper protect krany kay liay trader ko good money mangaement ki techniques ko use krna hay aor trading main money ko loss main na lana hay aor trading main experience sa work krna hay aor trading main jo bhi good mehtods hian woh use hon koi mistakes na hon aor trading main low risk ka use krain to mara khayal say traders apny account ko protect kr sktay hain aor trader hamsah stop loss aor take profit ka use krain is tarah bhi traders apni account ko protect kr lata hay aor trading main high risk use na ho to phr bhi trader ka account kafi had tak protect rahta hay aor trader ko profit earn hota ha.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

          Account ko protection :
          mera experience kehta ha k trader ki first priority honi chaiye k wo apnay account ko kasay save rakhay profit ki soch ko bad mey laiy mind mey pehla uska zaroori step ha ky wo account ko save kasay rakhey so uskay liye money management riks management ko dekh ley alalch na karey apni trading mey abagir kisi analysis k koi bhi trade na karay wo kabhi bhi account ko wash nahi karay ga risk kabhi na ley sab sey eham hota ha apnay account ko kasay save keya jay so agar ap ki trading mei emotional nahi hongay ap loss nahi karen gay account ko bachana sab se important role hota ha aik best trader ki nishaani hoti ha wo jab kam profit target pe rehta ha wo account ko best protect karta ha
          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
          Please visit my trading journal from here
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

            Trading account ko protect karna : Humay account ko protect karnay ki zaroorat sab sey pehle honi chaiye yani hamari first priority yahi honi chaye k hum ney apnay account ko achay traikay sey save kar lena ha high risk lenay sey ap kabhi profit tou bara bana lo gay magar yad rahay asa sirf koi 1 dafa he hota ha agar ap bar bar high risk lo gay so ap ka account wash he ho ga so hamay high risk nahi lena chahiye aur pehli priority account ko safe rakhna hona chahiye agar aap apnay account pe care sey trading karo gay tabhi ap success hogay ap jab new ho ap ko zyaad profit ki soch nahi honi chaiye zyada profit ki bajay mind mei ye rakhna chiaye ky apnay account ko protect kasay kar liya jay
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

              Account ki protection : Humaray liye sab sey eham hona chaiye apnay account ko protect karna aik he baat ha k high risk na len kabhi bhi account ess condition mei jaldi wash hojatay hain hamaisha apni mehnat karain proper tarikay sey account pe proper planning sey money management sey trading ko karain account pe jab ap small trading karo gay small profit target rakho gay baray loss sye bacho gay aur ye aik best plan hay jis se ap account wash honay sey bacho gay tou hamesha account ki discipline he aik asi cheez hay jo ap ko aik loss ey bhi aur ap ko perfect way milta hay kay ap ko konsi asi baton sey bachna hay jo ap ko trading mei loss de sakta ha so hamesha account ki saving ap ka first priority hona chahiye.
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

                Mera bhi yahi khayal hai ky hamein pehly apny account ko na sirf safe kerna chaye balky us ko ahista ahista bharana chaye.
                Hamein ziyada profit ky lalach ko chor ker hamein ager rozana ki bunyad per thora thora profit bhi hasil ho jaye to behter hai. Aur ager profit na bhi ho to loss nahi hona chaye.
                Hamein apny rozana ki posts aur thread per twajhah deeni chaye. Ta ky her maheny hamary account mein balance jama hota rahy.
                Is trah kerny se kuch mahenoon baad hi hamary pas aik acha balance ho jaye ga tak haum kam risk ky sath achi trading ker sakty hain.
                Ager ap ka balance kam hai to humara risk bhi ziyada hota hai. Q ager hum loss mein jaty hain to hamary account ky wash hony ky chance ziyada hoty hain. Bary account ky sath ager loss ho bhi jaye to account wash nahi hota.
                Mery mashwara hai ky pehly account ko bara kerein.
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

                  Account ko protect karna : Account ko protect karna huamara pehla main step hona chiaye profit ki soch bad mei karain cahiay hum jab bhi trade karain humain cahiy k hamesha small lot k sath trade karain money moneygment ka khayal rakhain aur jab bhi trade open karain hamesha apne account capital ko made nazar rakhte huwe trade karain small lot k aath trade karain aur kabhi high risk nai lain kiu k big lot main humay loss k chances zada hote hain is liay apne account ki protection k liay in tamma baton ka khyal lazi rakain tab hi ap save trade kar sakte hain aur apne account ko protect kar sakte hain jo log in baton ka khyal nai rakhte aur greed karte hain wo kabhi success full trade nai bah sakte is liay hamesha apne account ki protect karte huwe trade karain
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

                    Assalamualaikum bhai kaise hain aap Umeed Karti Hoon ke aap khairiyat se Honge bhai aapne bilkul theek Kaha ke apnay trading accout ko protect kerna bohat zyaada zaroori hay or iss ko protect kernay kay liye kuch cheezain bohat zyaada zaroori hain:

                    Firstly yeh kay aap apnay trading account main trading proper trading strategy kay saath kerain apna aik trading plan banaayein uss ko aap pehlay demo per apply kerain uss kay baad uss main corrections kerain phir aap real trading account main woh strategy use kerain.

                    Secondly yeh kay minimum risk lain aap saara ka saara capital aik hi trade per risk na kerain balkay aap apnay risk kop divide kerain aap aik hi maximum lot ki trade nah laggain balkay aap choti choti lots ki multiple trade open kerain apna lot size hamesha small rekhain taakay aap ko loss kam say kam ho. Aap ki is baat ki wajah se main aapse Mukammal Tor par Ittefaq Kriti Hoon Shukriya Allah Hafiz
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

                      insan jo bhi kam karta hy us main us ka jo meen maqsad hota hy woh hy paisa kmana or agla jo staip hota hy woh hy us paisy ki hefazat karna keh us paisy ko mahfoz kaisy karna hy or pher ja kar ata hy agla satep keh is raqm ko agy kaisy inwaist karna hy to in sub kamon sy jo ahum kam hy woh apny trading account ki hefazat karna hy to jo banda bhi tarqi karna chahta hy sub sy pehly is chiz ko sambhalna parhy ga keh trading account ko mahfoz karna parhy ga us ky baed baqi kam banda kar sakta hy jub trading account mahfoz ho jae ga to us ky bard banda agly kam kar sakta hy or un main kamyabi bhi hasel kar sakta hy to to patta chala keh insan ko kamyab hasel karny ky lie insan ko satep bay satep chalna prhta to jo banda bhi is tariqy sy chaly ga wohi kamyab ho ga
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

                        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main successful hony k let zarori ha k ap ka account protect ho means loss na ho or easily risk free trading karny or ache earning kar saken is k ley sab sy pehly ap risk free trading seekni ho ge money management both zarori ha is k ley apny account k mutabiq trading karny ziada Bari lot use na karny jtni small lots use karny gy ap ka account safe rahay ga or ache earning bi kar saken gy or ap ka account wash bi ni ho ga or account protect rahy ga is ley risk free trading kar sakty han jtna low risk lan gy account safe ho ga or jtna high risk lan gy utha he ziada chance hon gy k ap ka loss ho ziada loss ho ga
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

                          Trading account ko protect karna bohat zarori hay har successful trader account ko protect karta hay is say us ki investment aor bonus dono mehfooz reh jatay han account ki protection kay liay account main ki gai investment aor account say hasil honay walay bonus dono ko manege karna bohat zarori hay agar aisa na kia jay to account wash ho jata hay jis say mazeed trading karnay kay liay kuch nahen bachta aor mazeed trading karnay kay liay aor deposit karwana parta hay jis kay liay kafi sari money ki zarorat pesh ati hay account ki protection kay liay aik bat aor bhi eham hay k jab ap ki trading loss main ja rahi ho to ap foran trade ko close kar den ta k ap ka balance
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

                            tamam dosto ko aslam o alikum account protect account ko save rakhna chae best ho ga k app apna password he kuch aisa rkahe koe hak na kar sakte example kuch word big type kare kuch smal kuch number type kare kuch symbol tu app ka account save rahe ga hak nahi ho ga
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                              Mostly traders huge money earn karny par focus karty hey jo key high risk base par huge profit earn mumken ho jata hay magar me samjta hon key es se zeyda zarori ye hay key ham apny trading account ko protect (hifaazat) karen, Forex business ki sab se important leaning ye ho sakti hay key ham kes tarha money ko loss se avoid kar sakty hey, proper money management techniques successful trading ka 1 part hota hay jes key base par ham apni real money ki market me protect kar sakty hey, huge money earn karny ka risk mery nazdeek successful trading ka part nahi ho sakta hay.
                              Assalamualaikum Ji Bhai Jaan agar aap Kisi bhi business ko kar rahe hain to use protect karna bahut jyada Jaroori hota hai aur Forex trading ke account ko agar aap ko tight karna chahte hain to uske liye bahut Sare tools Jo insta Ki Tarah Se Diye gaye hain unko use karne se unprotect kiya Ja sakta hai Jaise ke stop loss aur take profit Kesariya se aap Agar apni trade bahut jyada der tak nahi dekh Sakte to Lok Seva sakte hain aur apne a account ko protect kar sakte hain Apne account ko money management istemal karna ab bhi aap ke liye Kafi Jyada Zaroori Hota Hai Iske Andar Se hai aap apne trading account ko safe Rakh sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: Trading account ko Protect karna

                                Forex trading accounts ko protect kerna bohat zaruri hota hai. Kiyu kay jab talk trading account ki protection nahi hogi uss waqt takk uss say acha business Kerna bhi mumkin nahi hota hai. Traders ko approach do Tarah ki hoti hai. Aik woh traders hotay hain jo sirf earning kay focus kertay hain aur uss kay liye risk laitay hain aur yeh khayaal nahi kertay kay risks say account he danger mai ajata hai aur wash bhi ho sakta hai aur issi liye aisay traders kay accounts aksar Dusri ya tesri trades mai wash bhi hojatey hain. Dusri types kay traders woh hotay hain jo iss baat ko ehmiat nahi daitay kay unhain ziada earnings non stop he kerni ho bulkay woh earning say ziada apany account ki safety ko prefer kertay hain aur issi liye small profits kay saath he apna business jaari rakh saktay hain. Iss Tarah unka business small profits bhi daita rehta hai aur grow bhi kerta rehta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X