Kia multiple trades same time me open karna right decision hota hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia multiple trades same time me open karna right decision hota hay?
    me samjta hon key Forex market me same time me multiple orders ka open karna kabi be right decision nahi ho sakta hay, agar kesi 1 pair me be multiple orders open key jaye per be me samjta hon key traders over risk key base par trading kar rahye hey jes ko control karna traders key ley kesi challenge se kam nahi hota, Forex exchange market me risk etna hi lena chaye key es ko control kia ja saky, otherwise over trading ratio ko increase karny ko kabi be good trading nahi kaha ja sakta hay,

    senior members app sab ka kia khayal hay kia multiple orders ka open karna trading me best ho sakta hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Asslam o alaikum bhai . ap na very good question poocha. But mery khiyal main ya ap k oopar depend krta hy. Its depend in you. And its depend on your knowledge. And its depend on your experions. R asal main last baat its depend on your techniques. Ya sb ap pr depend krta hy. R jahan tak mera khiyal hy k multiple orders ka open trading main bilkul ghalat kam hy. Is sa trader kaheen b focus ni kr pay ga.
    • #3 Collapse

      Same taime my ayk hi agr ham trade lga k rakhty hy to who hot hi achi hoti hy our ham ko us my sahi faida hota hy agr ham sahi trha sy ayk hi ytrade open krty hy achi entry k sah sahi trha sy to who bhi ham pr bhot ho jati hy is liya ham ko ayk taime my ayk hi trafe krni chiya jis ko countrol krna bhi ehsan hota hy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        G nahi mery khayal me same time me ya at a time 1 se zeyda trade open karny ka na to risk lena chaye aur na hi esi ghalti karni chaye, Forex ki market me risk ko agar determine karna hay to demo account ki trading me over trading kar key ham market me risk ratio ka jaiza le sakty hey, same time single trade par hi focus karna zarori hay kinu key single trade open karny se behtar money management ho sakti hay, zeyda trades agar at a time open key jaye aur agar es me lot size be reasonable use na kia jaye to kam se kam time me account margin call ki taraf move kar sakta hay, trading hemesha tareeqy se karni chaye.
        • #5 Collapse

          Main to dost us ki advice app ko kabhe bhe nahe karoun ga koin k us maen easa nahe karein to best hai "Dont put all eggs in one basket" ager wo pair app ka loss main geaya to pher app ko loss kafi ho jeay ga our ager ap nay bare lots ki trades lee hon gee to pher app ka account wash bhe ho sagta hai to app ko kum say kum 3 say 6 pairs main technical fundamental our sentimental analysis kernay chahain pher he app us main money management ker k to trade main enter hoon gay to pher he us say app acha profit bna pani gay koin k us main pher app ko 2 pairs main bhe loss hota hai ya 3 main hota hia to 3 main to profit ho h jeay ga
          • #6 Collapse

            Mery bhae koi mana nahe hai k app nay aik time frame jesa k H1 ya H4 select kia hai our us main app aik say zeada trades open nahe ker sagty hai app ker sagty hian lekin baat yahi k ager app k analysis fail ho jaty hian jes main reason khuch bhe ho sgta hai koi fundamental issue ban jata hai koi sentimental analysis issue ban jaty hian ay app k technical analysis fail ho jaty hian to pher loss app ko kafi ho jay ga jo k recover kerna mushkil ho jeay ga but ager profit main trade jati hai to profit acha ho jeay ga ager strategy pay app ki grip hai our sell ki trade mil rahe hia to pher ap sell ker dain ya buy ker dain to bahtar decision ho sagta hai lekin aik say zeada pairs main trade kreain gay to ye best ho ga
            • #7 Collapse

              Dear Best Tou Nai Khe Skte Hain Magar Galat Bhi Nai Hy Q Ke Sab Se Bara Problem Trader Ko Hta Hy Chaiye Wo Same Time Trades Hon Ya Multiple Trades Hun Ke Wo Under Pressure Hojata Hy. Baqi Rai Baat Ke Same Time Me Multiple Trade Open Tou Dear Is Me Nuqsan Bhi Hy Aur Faida Bhi But Ye Trader Par Depend Karta Hy Aur Market Movement Par. Is Me Profit Jab Hy Hoskta Hy Ke Jab Trader Ne Market Jo Ache Se Analyze Krke Bohat Soch Smjhe Kr Trades Open Ki Hon. And Trader Par Depend Aise Ke Us Me Kitna Confidence And Potential Hy Face Krne Ka. Magar Jo New Hain Wo Multiple Trades Open Nai Karein Tou Bhetar Hy.
              # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
              • #8 Collapse

                Dekhen har bandy ke apni apni soch hoti hay aur apni trading strategy hoti hay. Mery khayal main to agar account deposit low ho to kabhi bhi multiple trades open karny ka socha bhi ni chahye. aur agar account deposit boht he ziada mazboot ho to phir bhi same time main to multiple trades open karny ke smajh ni aati. Ye baat to ke ja sakti hay kay thory thory waqfy kay bad to multiple trades open ke ja sakti hain ta kay profit ke ratio barh jay. Ye baat bhi zehn main rakhni chahye kay lot size yani volume size hamesha small he rakhna chahye. is say ziada nuqsan uthany say banda bach jata hay.
                • #9 Collapse

                  brother yeh baat to aap nay aksar sunni or perhi hogi kay aap trading strategy say kerain risk management seekhain proper money management say trading kerain to brother money management rules main say sab say pehlay rule hi yehi hay kay aap apnay capital kay mutaabiq moderate lota ya minimum lot use kerain or aik waqt main 1-2 say zyaada entries nah lain. ham logo ko kabhi bhi 2 sa zyaada trades open nahin kerni chaahiye specially uss waqt jab ham log bari lot use ker rehay hon kiun kay ager dono aik saath loss main chali jaati hain to aap ko sirf bara loss hi nahin hoga balkay aap ka account bhi wash ho sekta hay to aap choti lot orat a time aik hi trade laagain or sl zaroor use kerain.
                  • #10 Collapse

                    bhai ap ny bpht achi bat ki hai or main apki bat se garee krta hun forex trading main risk ko mange karna such main aik boht bara task hai jis ko hum apni rading ability par he kam kar skty hain jub tak hum main yah ability nahi ogi hum tab tak apni trading main rsik ka factor kam nahi kar skty hain es liye hmain chahe k apni trading leraning ko strong rakhen or jitan ho saky otan he knowledge gain karen ta k hmain apni rdaing main risk ko mange karny main parsahni na ho or rahi bat multiple tardes open ki hai tu yah bhi aik rsiky amal hai tu aysa kbhi nahi karna chahye q k apko apni trading main ta he kamybhi milti hai nahi tu hmain bary loss ka samna karna prhta hai tu asye risky kam karny se gureez karna chahye
                     
                    • #11 Collapse

                      Assalamualaikum bhai agar aap Mein confidence hai to aap ek Se Jyada trade be open karke profit bana sakte hai agar aap Mein confidence nahi hai aur aapko trading kisse Jyada information nahi hai to aap sirf ek hi trade open Kare uska aapka fayda hoga
                      • #12 Collapse

                        Dear mary khal say multiple trading us wqt tak nai open karni chahaiy jab tak ap ka pass koi strategy agher ap bagher strategy ka trade open karty hai to zahar hai loss hi karny ga agher ap muktalf currency pair pay analysis kar ka trand ka bary main pata lagty hai aur ap ko ya confirm ho jata hai agher hum an currency pair pay trader open karty hai to humy profit ho ga to pher ap multiple trade open kar sakty hai lakn agher ap ka account blance bai km ho aur boht zydi trade bai open kar dia to pher ap kabi bai apny account ko control nai kar sakty lakn agher ap ka pass account balnce zyda hai to pher ap surf gold pay trading kary aur kuch pip pay apny order lagty jay kayo gold ki movement zyda hoti hai aur ya ap ko boht jald profit dia jata hai.
                        • #13 Collapse

                          Asalam o alikum brother m ap sy agree karta hon forex trading main jab bi trading karny to low risk k sath karny jab b ap aik sy ziada trade open karny gy to risk ziada ho jay ga chae wo same pair main hon ya alada alada risk ziada ho jata ha
                          Is ley dear humsha yad rakhen jab bi trading karny to low risk lan ziada risk sy ap ko ziada loss ho Sakta ha ap ko chae ha apny account k mutabiq trading karny agr chota account ha to small lots use karny or agr bara account ho to phr ap tohri bari lots use kar sakty han par try karny low risk sy he trading karny ta k easily successful ho sakeny
                          Forex trading main jtna kam risk lan gy utna ziada profit ho ga jtna ziada risk lan gy utna ziada loss ho sakta ha is ley behtar ha both kam risk lan please
                          • #14 Collapse

                            Yeh Bhi Ek achi Kahaniya jawab same time. Different types cricket score open kar lete hain to sometime ji aap ko bola tha benefit Pe Jata Hai Aisi condition main aapko Chahiye Pyar Mein Aakar Apne kaam par sab kaise manage Kare business so long time ke liye proper subject Jaise Jaise aap apne discuss the proper method ke sath utilised Kaate Jayenge aap ka phone par kaise baat kar nahi kam karne ka method change ho jayega aapko Pata Lag Jayega kiss level perpetrate karni hai aur aap Yaha par bahut jyada important Mein Sabke Sath ki kaam kar sakti hai technical skills to utilise kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Assalamualaikum mai apne bahut accha Sawaal kiya hai aur main aapse Puri Tarah agri karta hoon ke Hame ek hi kaam mein ek Waqt Mein Ek Hi kaam karna chahiye aur Agar Hum Ek Waqt Mein Do kaam Karenge To Ye Hamara bilkul bhi accha decision nahi hoga se Hame bahut saare log bhi Utha Na kar sakta hai
                              Removed by Moderator.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X