Forex market ki movement Asian session me kinu slow hoti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market ki movement Asian session me kinu slow hoti hay?
    Asian session key sath agar other market sessions ko compare kia jaye to es key muqabley me Asian session me market ki movement bahot slow hoti hay es ki waja meri samaj me nahi ai hay, kia Forex market ki liquidity etni kam ho jati hey jes ki waja se es session me market ki movement etni slow ho jati hay key investors key ley profit earn karna difficult ho jata hay ya es ki koi aur waja hay?

    me samjta hon key key Forex Asian Tokyo market large market hay magar per be market movement na hony key barabar hoti hay senior traders explain karen key kinu Asian session me market slow ho jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ager diekha jeay to us main humean market main total four sessions milty hain jes main Sdyny Tokyo London our US session hain us main Tokyo ki baat ki jeay to us main humean move kum slow milti hai koin k us main traders ka flow kum hota hai but ager app japenies pairs ki baat karien to un ki move cross pairs main ur major main bhe kafi ache mil jati hai same AUD k pairs ki app ko sydney session our tokyo k over lap time main kafi ache move mil jati hain to mostly sab pairs main big moves to humean London our US session main milti han us main traders k flow main izaafa hota hia our major countries k currency pairs like EUR GBP USD ki news release hoti hain session over lap kerty hain bank data news ati hain to us main hum short time main acha profit bana sagty hain
    • #3 Collapse

      Assalamualaikum aapne baat ki hai Asian session ki isme trading ki movement bahut slow hoti hai isliye Hum logo ko is session mein trading nahi karni chahiye Hum logo ko us session main training karne chahiye isme Hum Log Kafi acha profit bana sakte hain Kyunki Main Market bahut fast move Karti Hai Aur Hum Log Kafi accha profit bana sakte hain
      • #4 Collapse

        Assalamualaikum aap ne bahut accha question Pucha hai main uske baare mein Yeh Kehna Chahta Hoon ke market season slow ho toh aap log usne reading kar rahe hai aap apne knowledge or experience Mein izafa Kar Sakenge
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Yes Yam yaksha dekhne Aaya Hai Jab Hum yaha par kaam kar rahe hote hain working kar rahe hote hain Asian zeshan Mein Hame wo Zafar watch karne mein Aaya Hai Yahan Par market ki movement both kaam ho rahi Hoti Hai qk Asia Mein investment bahut kam hoti hai Jiski wajah se Log Yahan Par Jyada acche se apne business ko develop nahi kar sakte hai Europe countries Mein Hame Aksar Jyada accha business dekhne ko Nazar aata hai aur Mata market cap movement bhi Kafi Speed ke sath Hoti Hai Nazar Aati Hai ISI vajah se Mumkin Hai Kyunki Main yaha par Zyada investment Nazar Aati Hai
          • #6 Collapse

            Forex market main zyada ter paisay ka lan den doller main ho raha hota hay aur USA aur Europian countries ki economies itni strong hain kay pori dunia ki trade un say ho rahi hoti hay. hala kay ab asia main china aik taraki yafta aur well settled country hay. aur china nay pori dniya ki muaashi nizam apnay muhtaj ker lia hay. is liye ab asia main news kay time tamam trader chinees news aur data per bhi focus kertay hain. aur dekhtay hain kay china ki economy ka pori duna per kitna asar par raha hota hay. lakin phir bhi zayda move new your aur british session kay doran hi ho rhi hoti hay. is ki shyd main waja kay pori world main US doller aik international currency hay aur tamam lan den isi currency main ho raha hota hay to is liy jab doller move kerta hay to tamam currency us ki move ki waja say move kerti hain. jis say in session main move zayda ho jati hay.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex market ki movement Asian session me kinu slow hoti hay?

              teacher's Hamari trading karne mein sirf help kar sakte hain Jab K Jammu on Hamare trading karne mein practically help karta hai aur Hamein market ke ab share down hone ka bhi Pata Chalta Hai hai isliye mere saath

              اب آن لائن

              Working...
              X