effect eyes on forex business

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    effect eyes on forex business
    asslam o alikam bro mera sab se ye sawal hai hum jab forex main kam krte hein tu kia hamri nazar main kuch effeck hota ha kew k hume is ko zada se zada time dena parta ha ap kia khete ho hume posting k liye mobile use krna chaiye ya phr loptop use krna chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear me samjta hon key posting key ley mobile use karna teek nahi hay, some time koch threads etny difficult hoty hey key jes me post reply karny me bahot zeyda time be lag jata hay aur mobile me typing be slow hoti hay, sab se best yahi hay key ya to laptop se login ho kar posting karni chaye aur ya computer se login ho kar forum me work karna chaye, mobile use kar key trading karna to bahot hi easy hay magar posting karna mobile par etna hi difficult hay, sab se best posting key ley computer hay jes me fast typing mumken hay.
    • #3 Collapse

      Dear 24 hours market me spend karna zarori nahi hay aur na hi ham esa kar sakty hey, Terminal me esy trading tools hey jes ko use karny se orders be auto base par open aur close ho jaty hey ye tools (take profit, stop loss, pending orders aur trailing stop) ye esy orders hey jes ko understand karna har traders key ley zarori hey, mostly traders esy hi useful tools key base par hi zeyda profit earn karny me kamyab ho sakty hey, tools ko agar kesi platform (Demo account, cent account) me trading practice karny me samja jaye to ye traders key ley bahot hi helpful ho sakty hey, esy tools key functions ka knowledge hona bahot hi zarori hey.
      • #4 Collapse

        Yah app ki baat theek hai k us say humeri eye site pay effect parta hai but jahan app nay mobile ki baat ki wo use na karein posting k leay app laptop ya LCD monitor use karein mean computer k oper posting karein koin k us k leay app ko nazar fix rakhni parti hai baki trading to app normal tarikay say bhe ker sagty hian app forex main aik kamyaab trader banana hai to pher time to dina ho ga us ki learning kerna ho ge our pher app ko us ki practice bhe zaror kerna parey gaee pher he us main app ko kamyaabi milay ge app posting aik sath bhe na karein app din main khuch post subha ker lain khuch sham main our khuch raaat main us tarha kaam ko divide krian pher app ki eyes pay effect kam parey ga
        • #5 Collapse

          Haan jee ager hum boht zeada aik time main dain gay mean akhtay teen say chaar hours dain gay to pher app ki eyes kharaab ho sagti hain to app ko us time ko divide kerna ho ga app ko forex main ager full time trader hain mean koi our kaam nahe kerty hian to khuch time posting our learning ko subha day dain our khuch time app sham main day dain pher app ki health issues nahe aien gy ager app apna bonus capital safe ker k trading karein gay to pher dosto app us main kum mehnat forum main kerna ho gee our bonus thora thora add kerty jeain gay to pher app forum posting ko kum time our learning ko kafi day sagain gay
          • #6 Collapse

            G asslam o alaikum bhai jan. Ap na jo baat kahee ham is sa agree krty hain r main b yah kahna chahta hoon k effect to laazmi baat hy prta hy eyes par q k isko zyada time dyna hotta hy. But kuch bhaiyon na kaha k laptop or computeruse karain paosting k liye. But main ya kahna chahat hoon k mobile zyada best rahta hy. Agr ap kisi kaam sa ya koi b wajah ho sakti hy agar ap house sa baher hain to ap udr free hoty hain to ap forex ko time dai sakty hain to ya kaam just mobile k through hi ho skta hy. Na k udr ap laptop or computer utha k lai jain. R rahee baat eyes effect ki to friends ya aik online buisness work hy hamain is ki respect karni chaheye ham isko ghar baith k hi use karty hain na k kisi office min ja k or another. To main ya kahna chahta hoon k computer r laptop sa zyada bahter mobile hi hy. R ap isy byshak kam time dain ager apki eyes problem hain to .but ap kam time dain gy to isi pr zyada focus karna hoga ta k ap success ho sko . thanks
            • #7 Collapse

              Zahiri c baat hay kay jab ham forex trading ka business karen gy to hamen computer pay to bethna pary ga aur khas kar agar ham posting kar kay bonus kamana chahty hain aur phir bonus ke raqam say trading karna chahty hain to fr to hamen regularly computer ko time dena pary ga. Aur yeh baat to ham main say aksar log janty hain kay computer ke LCD main say khatarnak ray nikalti hain jo kay hamari ankhon kay liye boht he khatarnak hoti hain. In khatarnak shoaon say bachny kay liye hamen computer kay khas taur par banayee jany wali aainak ka istemal karna chahye.
              • #8 Collapse

                Aap logo ko Mera sabse Pehle Ye Asar Hai Aap Forex Main Jab Bhi long time ke liye kaam karte hain to aapko market ki movement par Mukammal Nazar Rakhna hoti hai yeh aapko regular market ko Vash karne mein bahut jyada important rakhti Hai Aap Yahan Par apni mobile app ke through and update laptop ki wajah se bhi yahan par market ke sath regular attach Reh sakte hain agar aap yahan par kaam Karenge Asin ke sath aap ka kaam ho jayega agar aap made dissertation Karenge to aapko yahan se bahut jyada nuksan ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Assalamualaikum Bhai kese Hain Bhai AP ne bilkul theek baat ki hai forex main eyes py zaror effect parta hai but mostly ab phones aesy a chuky Hain keh eyes py BHT ziada effect ni parta or forex ko Kisi dosri device like computer ya laptop py bhe Kiya ja skta hai but wo ghr ke liye ziada suitable because mobile AP hr wqt kahen bhe use KR skty Hain but computer kahen bahar ni use KR skty isi liye mobile best hai or eyes py effect parta hai but BHT ziada ni isi liye ziada tenshion wali bt bilkul ni hai
                  • #10 Collapse

                    Assalamualaikum bhai main aap ki baat se agri karta hoon Agar Hum Log Forex trading Karte Hain Tu Hamari eyes perfect nahi hota Kyunki Hum logo ko bahut hai kaam kaam karna padta hai aur hum log bus marketwatch Karke computer repair mobile ko off kar dete Hain
                    • #11 Collapse

                      ​ Assalamualaikum mai apne bahut accha Sawal Pucha hai running karne se Hamari threading karne se Hamari Eyes par effect padta hai ya nahi Tu mujhe Tu mujhe lagta hai ke hum logo ko chahiye Agar Kisi Ki Tu mujhe lagta hai ke hum logo ko chahiye Agar Kisi Ki Yaad perfect padta hai to hum log ko chahiye kya hum log Agar Ek ek do ghante lagatar kam karne ke baad thoda sa rest karne aur uske thoda sa rest karne aur uske baad kaam karne se Hamari aisa koi farak nahi Padega
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: effect eyes on forex business

                        Jo log samajhte hain kya hua expert hai tum logo ko chahiye kya hua long time ke liye trading Karan aur Arjun ka take a long term trading karne ke advantages hai isme nuksan hone ke chances bhi bahut jyada kaam Hote Hain kamyabi ke saath kaam karne ke liye in Sab cheezo Ko follow karna padta hai Jitna Jyada Hum Log ko follow Karenge running karne ke chances account ko stable rakhne ke chances increase Hote Jayenge Hum Sab ke yahan se
                        • #13 Collapse

                          Re: effect eyes on forex business

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: shahbas786 پيغام ديکھيے
                          asslam o alikam bro mera sab se ye sawal hai hum jab forex main kam krte hein tu kia hamri nazar main kuch effeck hota ha kew k hume is ko zada se zada time dena parta ha ap kia khete ho hume posting k liye mobile use krna chaiye ya phr loptop use krna chaiye
                          Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading q k online business ha is k ley humy har waqat mobile laptop ya PC istamal karna hota ha jis ki waja sy humari eyes ka problem ho sakta ha is ley humy sath sath apni health ka bi khayal rakhna chae ha humy monthly apna checkup karwana chae ha ta k agr humari eyes ka koi masla ho to us ka foran koi dawai la k alaj kea jay or is ley humy ache trading sy earning k sath sath apny upar bi tawaja dani chae ha or apni health ka khayal rakhena chae ha is ley humy regular apna check up karwana lazmi ha
                          • #14 Collapse

                            Re: effect eyes on forex business

                            Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy ham 24 hours to mobile py posting ni krty k hmari eye sit py farq pary ham din m 2 ya 3 ganty forum ko mukmal time dan to apna Kam kr skty han apna chose kia hoa target pora kr sakty han or trading k liay b aik jga hi ham nzar ni rakhty balky bar bar market ko wach kr sakty han agr ham forum m jo post karty han un ki limit 50 hy us sy zyada ham ni kr skty q k wo rules k khlaf hy delete kr di jaiy gi to ham 50 ya us sy b km post daily k krty han ham km az km daily k 20 post b krty han to wo b hmary liay kafi han un sy b hamy acha bonus mil skta hy or daily k 20 post ham 2 ganton m easily kr skty han or mobile py ham zyada easy treqy sy kam kr skty han is sy hmari eye sit weak ni hoti ham befikr ho kr apna kam kr skty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: effect eyes on forex business

                              Forex trading kay elawa bhi agar koi online business ya work kia jay to es main agar ham ziada time tak computer/laptop ya Mobile pay baghair kisi hafazti intizamat kay kam karnay say hamari eyes kharab ho jati hain aor hamari nazar bhi kafi had tak kamzor ho jati hay esi taran Forex trading bhi hay kun k es main bhi traders ko ziada say ziada computer ya Mobile kay samnay bethna parta hay jes say computer ya mobiles ki khatar nak shuayn hamari eyes ko bohat ziada effect kar sakti hain es liay har traders ko chahiay k woh apni eyes kay liay koi hafazti intezam zaror karay jes main ziada tar optical glasses ka use bohat faida mand ho sakta hay lehaza hamain apni hafazat khud karni chahiay aor eyes ki kharabi ki wajah say trading ko nahi chordna chahiay bal ziada mehnat karni chahiay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X