Forex chart k oper aik time main kitnay indicators useful rahean gay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex chart k oper aik time main kitnay indicators useful rahean gay?
    dosto main app k sath apna experience share kernay ja rahe hon our best opinion ap ka bhe us pay loon gee
    forex main chart k oper humean aik say do indicator he usr kerny chahin koin k age app aik say zeada ya kum say kum 2 say zeada kaerin gay to pher price action ka siekhna ya us pay trade kerna mushkil ho jeay ga koin k ho sagta hai iak indicator sell khe raha hoo our aik buy ka signal day raha ho our us tarha app ko confuse ker day to mera mashwara ho ga k jetna chart clear ho ga app ko asani say support and resistance ka pta chaly ga our app ache trades ker pain gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Me samjta hon key chart me 3 se zeyda indicators use karna acha nahi hay es ki waja ye hay key maximum indicators use karny se hamari confusion me bahot zeyda ezafa ho jata hay jes ki waja se trades open key ka ham right decision nahi le sakty, agar traders 1 hi indicator use karen aur es key bad wo fundamental analysis par depend karen to mery khayal me achi trading karny key ley ye kafi hey, agar indicators signals hamari trading key ley powerful sabit na ho saky to fundamental analysis karny ki waja se hamary trades hamy profit de sakty hey.
    • #3 Collapse

      Main to dosto us barey main ye kahoun ga k app naked chart use karien koin k pher he app ko price action main acha hai k app naked chart use karein ap ko chahy k app RSI ya Volume indicator aik he use ker lain koin k app k chart k oper laganay walay indicators like Bolinger bands waghera use na karein koin k us say chart massy ho jata hia pher app RSI divergence k sath volume k sath use krean gay to pher he ap ko us main best moves milain geen app forex main ager successful trader banana chahty hian to pher he us main app ache earning ker pain gay
      • #4 Collapse

        Dear mery khayal me agar chart me 1 hi useful indicator jo key market key volume average movement ka signals de sakta ko use kar leya jaye to 90% news ko follow kar key trading ki jaye to sab se best combination ban sakta hay, 1 se zeyda indicators ya 1 se zeyda news expert reviews ko read karna hamary confusion me es time bahot ezafa kar dety hey jab ye different ways me market trend ka signals dety hey es situation me trading decisions lena bahot hi difficult ho jata hay, 1 indicator ko use karna best technical signals provide kar sakty hey aur 1 hi indicator ko follow karna be bahot hi easy ho jata hay.
        • #5 Collapse

          G asslam o alaikum all forex members. I hope u will be good. Main ap ki baat sa agree karta hoon. R jaisa k ap na kaha k kam sa kam 1 indicator use karna chaheye r zyada sa zyada 2 indicator use krny cahaeye. To merq khiyal ya hy k hamain 3 to zaroor hi use karny chaheye. Q k ya itny zyada b ni hain. So chart b clear hi hoga r ham apni trading b asaani sa kar skain gy. But i think its depend on you. And its depend on your knowldge and its depend on your confidence and its depend on your technique k ap kitni mahaarat is kaam main rakhty hain. Ap ko jitna zayada experions ho ga is k baary main apko jitni zyada technique ka pta hoga is k baary main ap usi ko mady nazar rkh k indicator rkho gy.
          • #6 Collapse

            Re: Forex chart k oper aik time main kitnay indicators useful rahean gay?

            ​ Assalamualaikum aapne Jo Sunta Hai Mera Uske baare mein dekhna chahta Hoon Ke Mere Khayal Se 3 aapne Jo Khanke Mein Uske baare mein dekhna chahta Hoon Ke Mere Khayal Se 3 indicator useful Rahenge indicator use karte hain
            Removed by Moderator.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              ap chart pay upar 2 indicators aik time mai use kar sakty hain or ap es sy zaida be use kar skaty hain lekin es ka ap ko faida nahi ho sakta hai. ap aik time mai 2 indicators ka combination use kar kay achi trade akr sakty hain. yani ap ager eurusd pay trade kar rahy hain tu ap apny chart pay aik time mai RSI or MCAD kay indicators ka use kar sakty hain.Jab ap ko sahi use karny yeh dunu indicators apni values jo ap nay find ki hoti hai us sy use karain gy tu yeh ap ko bhout he acha trading mai result dy sakty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X