Jaiza: social trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: social trading
    Social trading

    Social trading kia hay? esi ka hi ham jaiza lety hey, social trading wo hoti hay jes me bahot se traders apny style ki market analyzing base par other traders key sath useful tips aur ideas share karty hey es ko social trading ka name dia jata hay, social trading ko profitable aur intelligent way es ley samja jata hay key other traders key trades ko follow karna asaan ho jata hay, es se market ko analysis karny me etni mehnat nahi karni hoti aur useful tips tak traders ki ponch asani se ho jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Main to dost pheli dafa app say sun raha hoon kion k main nay social trading aj tak na to ksii say suna hai our na he kisi site pay parha hai main to normal ye janta hon k traders us main market ko apny andaz main us k technical analysis kerty hain our pher apny way main long ya short trades kerty hian us main her kisam k traders hian zeada tar to technical han our boht he kum ratio main hon gay jo k fundamental analysis ker k ya deikh k un k oper trades lety hian our sentimental analysis ko sirf ye dono technical our fundamental view kerty hian our pher trade lety hian to ye sab types of traders hian social koi trading nahe hoti hai
    • #3 Collapse

      Social base par market ki analyzing hamari trading ko mazeed behatar kar sakti hay, Facebook, whatsapp jesy social networks ko agar es maqsad key ley use kia jaye key traders group bana kar market ki analyzing key sath learning key topics share karen to mery khayal me other learning se social base par learning hasil karna bahot hi easy aur simple ho sakta hay, Forex forum be kesi social network se kam nahi jes me learning karna aur trading tips hasil karna pehly se bahot hi zeyda useful ho gia hay, learning kesi be way se ki jaye es ka benefit traders ko hi hota hay.
      • #4 Collapse

        Agar Hum logo ko kamyabi Hasil kar Nahi Hai To Phir iske liye Hum logo ko chahiye Ke Hum Log Jyada Se Jyada hard work Kare Phir Hum logo ko is ka fayda hota hai aur hum logo ko Kafi achha profit mil sakta hai hum Logo Ko Jitna Diya Tha Main Na Karenge Itna Hai Zyada Hum Logo Ko fayda Hoga Aur Hum Logo Ko Itna Zyada kamyabi milegi
        • #5 Collapse

          ​ Assalamualaikum Aapne bahut hi accha Sawaal kiya hai bahut hi accha Sawaal kiya hai aur uske baare mein apko ye Kehna Chahta Hoon ke log apni experience share Karte Hain aur hum log Apna Apna social social trading kehte hain
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: social trading

            forex mai hum social trading be kar sakty hain forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik real business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar be kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai out of cost account bana kar be kam kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: social trading

              forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain agar hum tukky laga kar forex mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: social trading

                bhai forex trading main social base trading par ap tab achi trading kar skty hain jub ap kisi expert k sath trading shre kar kar rahy hoty hain qk aghr apka social area wo area hai jis main ap ko loss zyda or profit kam milny k chaces hain tu apka social trading karny ka koi faida nahi hai ews liye apko cahhye k aghr ap apni tradig karty hain tu ap apni traidng ko khud anlysis karen q k jub tak ap khudf apni trading ko mange nahi karty tab tak ap achi trading nahi kar skty hain or na he apko acha profot milny k chances hoty hain tu ap aghr socail trading kar rahy hain tu jaldi apni khud ki trading karen ta k apko acha profit mily or ap khud trading kos mjh kar kar skaen.. thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: social trading

                  forex trading main socuoocial trading wo trading hoti hai jis main hum other brokers k sath trading karty hain or jub hum trading karty hain tu hmary astah invester involve ho jaty hain or baki tradors se trading karwaty hain es liye aghr hum socail trading kar rahy hain tu hmain chahye k hum apni trading ko ayse mange karen jis se hmain acha profit milny k chances hun or hum forex main kam kamyb bhi tab hoty hain jub hum apni trading ko proper sikh kar karty hain yah aik aysa bsuiness hai jis main hum jitni mahnt karty hain otna he es main kamyb hony k chances barh jaty hain tu hmain es bsuindess main aghr kamyb hona hai tu hmain mahnt karni chahye or jitna ho skta hai es ko sikhny ki koshish karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: social trading

                    forex trading main jo social trading method hota hai wo tradors use karty hain jo new forex ko join karty hain q k un ko own trading method nahi ata hota es liye wo social trading karty hain q k wo market ko analysis nahi kar skty hain es liye apko apni trdaing main best perform k liye apko apni leraning karni chahye jis se ap aachi trading kar skty hain or achi eraning kar skty hain es liye aghr social trading kar rahy hain tu apko jald he apni trading ability ko strong krna cahhye os k bad apni trading ko khud mange karni chahye forex trading main kamyb hony k liye ap ko hard work karni hoti hai jub ap hard work karty hain tab ap achi eraning kar skty hain apko trading asan lgti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: social trading

                      Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek ha different sources sy different traders jab aik dosry sy rabta karty han forex trading ki discussion karty han to is ko hum social trading keh sakty han is k ley humy koi bi social media application use karni ho ge tab he hum easily aik dosry sy rabta kar sakeny gy
                      Forex trading main jtna hum aik dosry sy discuss karty han apna knowledge or experience aik dosry sy share karty han to is sy humara knowledge or experience or ziada hota ha is ley humy chae ha hum proper forex trading k bary main aik dosry sy discuss karny ta k hum sab k knowledge or experience main azafa ho or hum ache trading kar saken or forex trading main kamyab hon
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: social trading

                        Social traiding kia hy. Dosto stock exchange mn kuch log to totally free hoty hain pora din to wo news wgera sun k or baqi trade chek kr k trade krty hain kuch logon k pas time ni hota. To jin k pass time ni hota wo broker ko dekh k ya apny fellows ko dekh k copy kr k trade lgaty hain jin logon ko trade ka experience hy unki trade dekh k same trade lga dena social trading kehlata hy. Agr apko kam sai ni atta to ap k liye lazmi hy k social trade hi kren ni to apko kafi lose uthana parta hy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: social trading

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          Social trading

                          Social trading kia hay? esi ka hi ham jaiza lety hey, social trading wo hoti hay jes me bahot se traders apny style ki market analyzing base par other traders key sath useful tips aur ideas share karty hey es ko social trading ka name dia jata hay, social trading ko profitable aur intelligent way es ley samja jata hay key other traders key trades ko follow karna asaan ho jata hay, es se market ko analysis karny me etni mehnat nahi karni hoti aur useful tips tak traders ki ponch asani se ho jati hay.
                          Dear friend forex trading k bary main hum log apnis main discussion karny k ley social media istamai kar sakty han or apis main hum analysis knowledge or experience share kar sakty han is k alawa him log group discussion kar sakty han different analysis kar sakty han or is tahra hum sab mil k ache trading kar sakty han is sy hum sab dost mil k achy analysis kar k ache trading kar sakty han or is sy maximum knowledge or experience hasil kar sakty han or forex trading main apni mehnat sy ache trading kar k ache earning kar sakty han or behtar life guzar sakty han

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X