Pakistanio ki forex earning sy hamary Pakistan ky reserves py positive affect hota h?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistanio ki forex earning sy hamary Pakistan ky reserves py positive affect hota h?
    dear forex trading members Assalamualaikum ma ap sy yeh sawal krta hun ky hum jo earning krty hain forex trading market ma wo dollars ma hoti hai kya is sy hamary mulk ky reserves py positive affect prta hai keun ky apko maloom hai ky dollars ki kami ki waja sy hamary mulk ma dollar strong aor rupee ki value down ho rahi hai ap kya kehty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes agar hum forex sa acha profat earn ker ka us payse ko pakistan main laye aur invest karye different work main to hum apne mulk sa kafi had tak barozgari katam ker sakte hain wo log jo educated hain aur job nahi mil rahi hain wo log bi forex trade main kam ker earn ker sakte hain
    • #3 Collapse

      walkum aslam bhai apki bat sahi hai or main sehmat krta hun forex trading main jub hum eraning karty hain tu wo hmary molk ki berozgari ko khtm karny k bad hmary molk ki economy ko strong karti hai jo k aik postive effect bhi hum kha ksty hain es liye forex main hum trading kar rahy hain ior mazzed forex pakisatn main aam ho es bat ki traf aghr dehan diya jy tu hmara molk kafi bahtri maina skta hai or esi trah hun jo bhi profit eran karty hain wo dollrs main he hota hai jub k pakisatn main dollrs ki qeemt ab barh gai hai jis i wjah se pakisatni ruppes boht down hota ja raha hai or yah dollrs ki wjah se he ho raha hai or esi traha ahr dollrs main or izfa hota gya tu ruppes ki value mazzed down hony k chances hain
      • #4 Collapse

        Forex market international market hay agar ham es se earning karty hey extra money hamary country Pakistan me enter ho jati hay aur Pakistan ki economy me ya positive effect hi kary gi, big investors agar big earning karny me kamyab hoty hey to es se country ki currency be strong ho gi aur economy be, bonus account me be agar ham earning ka total average count karen to ye be bahot zeyda ban sakti hay me apny bonus account ka profit jo key me ne withdraw kia hay ye 12000$ hay esy aur be bahot se traders ne earning ki ho gi es se country ki economy kesi had tak to strong howi ho gi.
        • #5 Collapse

          My trading fellow ye zarori nahe hai koin k mostly Pakistani traders apni money us business main loss ker rahy hain jes say humeri economy pay verse effect par rahy hain us k leay humean chand aik batoun pay amal kerna ho ga pher he us say hum ache earning ker pain gay
          aik to humean forex ki learning kerna ho ge our un 10% traders k sath shamil hona ho ga jo k forex trading main success hasil ker rahy hain ta k bahir say money pakistan main aey our us country ki condition strong ho
          second dosto app learning k bad us baat ko zahin main rakhean gay k app bank wire k through money pakistan main mangwain koin k us say app Tax pay karen gay to pakistan ko zeada faida ho ga Electronic method main hum tax nahe pay kerty hian
          jab un batoun pay ap amal ker k forex trading business karein gay to pher he us main khud bhe kamyaab hoon gay our pakistan ki economy pay bhe achy asraat parein gay
          • #6 Collapse

            Ager to dosto hum itne ache earning kerty hian k bahir ka pesa Pakistan main ati hai to pher to us say humery reserve strong hoon gay to pher ager to humery pakistani traders us market main loose ker rahy hain to pher us main humeri economy week ho ge our us say hum kabhe bhe apny country ko developed country main shamil nahe ker pain gay
            us k leay dosto humean forex main aik to phelay us ki learning krna ho gee koin k us main pher he hum pakistani traders apni economy ko strong ker pain gay koin k hum pher 10% traders main shamil hoo peain gay humean ager acha kerna hai to pher humean forex main kafe hard work ke zarorat hoo gee pher he hum aik successful trader ban pain gay
            • #7 Collapse

              walikam salam bro ap ki bat thek hai doller ki qimat pakistan rupees se kafi zada ho gy hai ise hamre mulk ko kafi effect par hai hume chaiye jey hum sab mil kr is mainm zada se zada menat krein is ko zada se zada time dein gey tu hume success milen gey ur hamre mulk ko kafi faida ho ga dear hum jab be koi profit hasil krte hein tu ise hamre mulk ko faida hota ha kew bhai ne bilkal thek kaha hai hume is main zada se zada earning krni chaiye taqeq hamra samar 10% trader main ho tu is main zada success hein pakistanio k liye sab se important business ha ye hume is ko daily time dena chaiye ur market ko be demo account main hume daily kam krna chaiye demo account main hume sab se zada experince milta ha trading ka hum achi tra market ki movement ko dekh sakte hein
              • #8 Collapse

                Dear ap ne achi bat ki ha k hum jo trading kur rha ha iss se hmare mulk ma dollar k reserve brrh rha ha aur iss ki waja se hmarei economy strong hoti ha aur huma chaya k forex ma trading jitni ziada jo ska kre taka humara mulk ma dollar ki qeemut kum ho aur humara mulk ma pesa kiqeemut brrha aur iss klia huma forex ma ziada se ziada learning ki zroort ha taka huma ziada knowledge hasil ho aur jitna huma ziada knowledge ho ga aur experience hasil ho ga hum itna ziada trading se ziada kuma skta ha aur huma forex ma jitna ziada dollar mila ga aur jitni hmari achi trading ho gi hum itna hi ziada success hasil kur skta ha aur jis se dollar ki qeemut ma hmare mulk ma kumi asakti ha
                • #9 Collapse

                  Walaikum salaam bhai jan. Ap ki baat sa ham sab agree karty hain ap na sab traders ki confidence r un k ilam k liye aik baat share ki. Ya laazmi ni hy k ham jo earning karty hain wo hamain pakistan hi sa millti hai. Balky hamain to.khushi.honni chaheye k ham wo jo earning karty hain to wo earnjng pakistan majn enter ho jaati hy. Hamain to.khushi honi chaheye k ham apny mulk pakistan ki beroz gaari and another kaam jo k pakistan main sahee naheen hain un k liye khrach ho to ya bahot zyada achi baat hogi hamary khiyal sa.
                  • #10 Collapse

                    Re: Pakistanio ki forex earning sy hamary Pakistan ky reserves py positive affect hot

                    ​ Assalamualaikum aap ne bahut hi sharab mein Uske baare mein dekhna chahta Hoon ke mera Jahan Tak Khayal Hai Hum dollar ka Hamare Khayal Hai Hum dollar ka Hamare Bole Ki Kheer Savage par effect padta hai
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Re: Pakistanio ki forex earning sy hamary Pakistan ky reserves py positive affect hot

                      walkum aslam bhai apki bat sahi hai or principal sehmat krta hun foreign exchange buying and selling major jub hum eraning karty hain tu wo hmary molk ki berozgari ko khtm karny ok horrific hmary molk ki financial system ko robust karti hai jo okay aik postive effect bhi hum kha ksty hain es liye foreign exchange fundamental hum trading kar rahy hain ior mazzed forex pakisatn principal aam ho es bat ki traf aghr dehan diya jy tu hmara molk kafi bahtri maina skta hai or esi trah hun jo bhi earnings eran karty hain wo dollrs foremost he hota hai jub ok pakisatn principal dollrs ki qeemt ab barh gai hai jis i wjah se pakisatni ruppes boht down hota ja raha hai or yah dollrs ki wjah se he ho raha hai or esi traha ahr dollrs most important or izfa hota gya tu ruppes ki cost mazzed down hony ok probabilities hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Pakistanio ki forex earning sy hamary Pakistan ky reserves py positive affect hot

                        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading sy hum jitni ziada earning karny gy us sy humy bi profit hota ha sath main humary mulk means Pakistan ko bi profit hota ha is k Economic behtar hoti jati ha jtna ziada hum log earning karty Han humy utna he ziada profit bi hota jata ha is ley humy chae ha hum log ache tahra learning karny or phr proper money management or risk management k sath trading karny ta k humy or humary pyare Pakistan ko fayda ho is k Economic grow kary or Pakistan develop hota jay or Pakistan khush hal ho jay
                        • #13 Collapse

                          Re: Pakistanio ki forex earning sy hamary Pakistan ky reserves py positive affect hot

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          Forex market international market hay agar ham es se earning karty hey extra money hamary country Pakistan me enter ho jati hay aur Pakistan ki economy me ya positive effect hi kary gi, big investors agar big earning karny me kamyab hoty hey to es se country ki currency be strong ho gi aur economy be, bonus account me be agar ham earning ka total average count karen to ye be bahot zeyda ban sakti hay me apny bonus account ka profit jo key me ne withdraw kia hay ye 12000$ hay esy aur be bahot se traders ne earning ki ho gi es se country ki economy kesi had tak to strong howi ho gi.
                          Ji bhai jan ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon Forex trading world main bohat ziada popular ho raha hay kun k is business say bohat kam time main kam investment say ziada profit hasil kia ja sakta hay is ki siraf aik shart hay k traders ko is ka poori taran knowledge ho aor unhon nay strong learning ki ho aor Forex trading main un ka acha khasa experience ho. Pakistan main Forex trading ziada popular nahi hay lakin aanay walay chand salon main yeh bohat ziada popular ho jay ga popular na honay kay bawajod bhi bohat saray log Forex trading kar rahay hain Forex trading say traders profit dollars ki shakal main earn kartay hain is taran un kay account main dollar jama ho jatay hain is taran jitnay bhi log trading kar rahay hon gay un ka profit un kay account main jama ho raha ho ga is taran dollar Pakistan main aa raha ho ga dollar kay Pakistan main aanay say aik to bay roz gari khatam ho rahi hay dosra Pakistan ki economy strong ho rahi hay kun k jab bhi koi trader apna profit withdraw karta hay to us condition main woh Pakistan ko tex ada karta hay jis say hamari country Pakistan ko economy lehaz say bohat ziada faida hota hay is liay haman ziada say ziada Forex trading kar kay dollar earn karnay chahiay ta k Pakistan ki economy strong ho.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Pakistanio ki forex earning sy hamary Pakistan ky reserves py positive affect hot

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                            dear forex trading members Assalamualaikum ma ap sy yeh sawal krta hun ky hum jo earning krty hain forex trading market ma wo dollars ma hoti hai kya is sy hamary mulk ky reserves py positive affect prta hai keun ky apko maloom hai ky dollars ki kami ki waja sy hamary mulk ma dollar strong aor rupee ki value down ho rahi hai ap kya kehty hain?
                            Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha jab humy forex trading main profit hota ha to hum withdraw laty han to dollars bahir ki country sy Pakistan aaty han to is sy humary sath Pakistan ko bi fayda hota ha or Pakistan k reserve main bi azafa hota ha or Pakistan ki is tahra kafi ziada help hoti ha is ley dear humy apna ni sochena chae ha humy ache sy ache trading kar k ziada sy ziada ache earning karni ha ta k humary sath Pakistan ko bi fayda ho or wo bi maximum economic k lihaz sy behtar ho or Pakistan bi taraqi kary or aagy barhta jay or Pakistan ko economic conditions behtar hon or is k sath sath humy auto pe profit hota jay ga or hum bi forex trading main successful hon gy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X